Trading mei mistake ko kabi bhi halka na len zyada learn karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mei mistake ko kabi bhi halka na len zyada learn karain
    Kuch log trading mei ghalti ko light letay hain yahi wajah se wo bara loss kartay hain hamesha apni ghalti se sekho forex aik risky business ha aur is mein ap ko boaht he careful hona chaye lot size small rahke take loss kam se kam ho r apke emotion be control mein rakhye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mei mistake ko kabi bhi halka na len zyada learn karain

    G han dear forex trading mein mistake ko mind mein rakhein kionkeh ye aisa business hai jis mein small mistake ki bhi gunjaish nhi hai apko carefully trading krni prti hai hr step soch samjh k lena hota hai markets bhi crash ho jati hein jis mein small mistake bhari pr sakti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Trading mei mistake ko kabi bhi halka na len zyada learn karain

      Salam bhaio
      Dost ny bat bahut achi ki h k trading m mistakes ko halka na liya jay instead ao is sy learn ki koshis kren q k mistakes sy lesrn krna chahy na k depress ho jay
      Mistakes hi insan ko sikhati hn
      Koi b shakhs ueh ni keh sjta k us ny baghar mistake k kam kr liya
      • #4 Collapse

        Re: Trading mei mistake ko kabi bhi halka na len zyada learn karain

        Gee haan agar aap achay trader banana chahtay hain tou aap ko chahyea kay aap forex mein mehnat sae kaam kerain forex ko samjhain aur seekhain forex mein mehnat sae kaam kerain forex mein jitni jaldi kaam ko seekhain gay tou iss ka aap ko bahut faida ho ga aur forex mein aap sae jo ghaltian hoti hain agar aap unn sae seekhnay ki koshish kerain gay tou aap ko iss sae bhi bahut achi income ho gi forex bahut acha business hai iss mein mehnat sae kaam kerain
        • #5 Collapse

          Re: Trading mei mistake ko kabi bhi halka na len zyada learn karain

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Raabi پيغام ديکھيے
          Kuch log trading mei ghalti ko light letay hain yahi wajah se wo bara loss kartay hain hamesha apni ghalti se sekho forex aik risky business ha aur is mein ap ko boaht he careful hona chaye lot size small rahke take loss kam se kam ho r apke emotion be control mein rakhye.
          Hamen Forex trading market Mein Apni mistakes ko bilkul bhi ignore nahin karna chahie aur Hamen trading Mein mistake ko kabhi bhi Halka Nahin Lena chahie aur Hamen Forex Main Apni mistakes ko control karne ke liye aur mistake ko Khatam karne ke liye Hamen Forex trading market ki Jyada Se Jyada learning Hasil Karni chahie aur Hamen Jyada Se Jyada Forex trading market ka Achcha experience aur knowledge Hasil karna chahie aur Hamen Kabhi Bhi Apne mistakes ko Bar Bar Nahin Dohrana chahie Kyunki Hamen Forex trading se Hamesha loss Hamari Apne Hi mistake se hota hai isliye Hamen apni mistakes ko control karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: Trading mei mistake ko kabi bhi halka na len zyada learn karain

            Forex trading Mein Hamen chahie ke apni mistake ko cover karne ki koshish Karenge tabhi Forex trading Se Achcha benefit Le Sakenge Forex trading Mein Hamen last se girana nahin chahie apni galtiyan ko sudharne ki koshish Karni chahie Forex trading Ek Achcha business profit wala business hai Hamen Jitna Achcha Na Lage develop Karenge utna hi Achcha fayda aur sab Karenge Forex trading Mein vah log Kamyab Hain Jo apni feeling strong rakhte Hain.
            • #7 Collapse

              Re: Trading mei mistake ko kabi bhi halka na len zyada learn karain

              Ji bilkul Forex trading Mein Hamen Main Apni galtiyan ko cover karna chahie tabhi Ham Forex trading se acchi earning kar Sakenge Hamen Chhoti Si Chhoti mistake ko bhi ignore nahin karna chahie Forex trading mein agar Ham acchi earning ke liye ise Jyada time Denge mehnat ke nange Achcha Na Lage Achcha experience Aakar karne ki koshish Karenge tabhi Ham Forex trading Se Achcha profit banaa sakte hain Forex trading Mein vah log kam job Hain Jo apni feeling ko control karte hain Apne kam per focus karte hain aur acche ki ummid rakhte Hain per exchanging Ek Achcha business hai Hamen ismein aur working se kam karna hoga tabhi Ham achi earning kar Sakenge.
              • #8 Collapse

                Re: Trading mei mistake ko kabi bhi halka na len zyada learn karain

                Ap ko chahiye ap mistakes ka khyal rakhain acha sa learn karain jitni ho saky es demo py practice kar k experience hasil kary ku k hamry pass agar forex trading ka experience ho ga or ham es ka knowledge rakhty ho gy to he ham es mi success hasil kar skty ha warna loss he ho ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mei mistake ko kabi bhi halka na len zyada learn karain

                  Forex trading me hamen apni galtiyon ko ignore nahin karna chahie balki apni galtiyon se sikhna chahie aur is tarah se Forex mein ham kamyab ho sakte hain aur achi kamyabi bhi hasil kar sakte hain aur Forex mein hamari nakami ki wajah yah bhi hai ki Forex mein ham apni galti ko ignore kar dete hain jiski wajah se yah galti dobara ho jaati hai aur Forex mein hamen pahle se bhi zyada loss hota hai aur Forex mein kamyabi hasil karne ke liye apni galti aur loss se bachana hamare liye bahut hi zaruri hai jiske liye Forex mein hamen apne experience our knowledge ko increase karke work our trading karni chahie aur Forex mein hamen fresh aur active mind ke sath trading karni chahie aur Forex trading money management ke sath karni chahie aur Forex mein hamen trading acche experience aur ache knowledge ki madad se karni chahie aur is tarah se Forex mein ham achi trading kar sakte hain aur jald hi kamyab ho sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mei mistake ko kabi bhi halka na len zyada learn karain

                    Ji han hamen trading karte waqt apne mistakes ko halka nahin Lena chahie ke mehnat karni chahie aur soch samajh Kar kam karna chahie hamen apne mistakes ko mind mein rakhkar kam karna chahie tha ki Ham again vah mistakes na Karen hamen chahie ki ham Dil lagakar aur interest lekar Forex mein kam Karen To hamen acchi tarah se trading kar payenge aur profit hassil kar payenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mei mistake ko kabi bhi halka na len zyada learn karain

                      Ji bilkul theek Kaha Forex trading Mein mistake ko Hamen Halka Nahin Lena chahie balki mehnat ke sath aur learning ke sath kam Karke apni mistake aur theek karna chahie Soch Samajh Kar Forex trading Mein trade Karenge to aapko mistake theek kar Sakenge jitni jaldi aap per expanding Mein premixed ache thik Karke kam Karenge itni acchi learning ke sath aap Forex trading Mein acchi earning bhi kar Sakenge aur Kamyab trader Ban Sakenge.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mei mistake ko kabi bhi halka na len zyada learn karain

                        Trading mei mistakes ko kabi b ap ne halka nahi lena forex trading asan ho jaye gi lakin is kay lye aap ko kafi mehnat karni paray gi pahle aap ko demo account per earning ka tariqaqar banana hoga our jab is may aap ka miyab ho jao gay phir aap forex say achay pasay kamasaktay ho.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mei mistake ko kabi bhi halka na len zyada learn karain

                          yes trading mein mistakes ko halka nahi lena cheye balke zeyda learn kerne se hi acha experience or knowledge mein ezafa hota hy forex business mein posts kerne se hamra knowledge zror bharta hy or achi quality wale kam se achi success bhe zror milty han
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mei mistake ko kabi bhi halka na len zyada learn karain

                            Ji bilkul aapki baat theek hai trading mistake ko kabhi bhi hamen non serious nahin Lena chahie Mal ke hamen chahie ke chhote si bhi mistake ko serious Lena chahie aur use per correction apne lazmi hai.... Ham apni chhoti si mistake ko correct karke he proceed kar sakte hain... Mistake ka matlab yah hai ki hamen chahie ki Ham forex mein business karte hue kabhi Bhi jaldbazi Na Karen Bal k soch samajh Kar kam Karen... Second baat yah hai agar humne post karte waqt post mein Koi galti Ho jaati hai hamare spelling ki galti Ho jaati hai ya Koi aur Bhi to hamen chahie ki hamen usko serious Lena chahie aur use correct karna chahie Taki Ham success ho sake
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mei mistake ko kabi bhi halka na len zyada learn karain

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Raabi پيغام ديکھيے
                              Kuch log trading mei ghalti ko light letay hain yahi wajah se wo bara loss kartay hain hamesha apni ghalti se sekho forex aik risky business ha aur is mein ap ko boaht he careful hona chaye lot size small rahke take loss kam se kam ho r apke emotion be control mein rakhye.
                              bilkul apki bat thek hai agr ham jo hai wo trading me apni mistakes ko follow nh kren ge to phr jo hai hame loss hoskta hai profit hone ke bajaeye to is se behtr hai ke ham jo hai wo trading ko smjhen or trading me mistakes agr ap krte hai to phr jo hai wo apko loss hoskta hai to behtr hai ke trading me mistakes ko kbi bh hlka na len blke trading ke bare me learning kren

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X