chalti candle pe trade lgana

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    chalti candle pe trade lgana
    dear members ap ne kbhi bhi candle k darmyan main jak trade nae lgani warna nuksan ho ga hamesha candle k peak point pe trade start kren red candle pe sell krna hai normly or green ya red pe buy karnahai yad rakhen apko market profit hamesha break point pe trade lagane se e dey gi or jab ap peak point pe buy ya sell ki trade lgatY hain to apni leverage margin ko ziada rakhen or entraday trade kren to ap ko end of d dY a6a khasa profit ho saktahai lekin marken ko moniter karna nabhoolen kbhi bhi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: chalti candle pe trade lgana

    Assalamu Alaikum Jo log nai hai market mein aur Jinke pass experience Nahin Hai market ke bare mein inke pass Nali Nahin Hai inke pass koi technical and fundamental analysis Nahin Hote bolo kya karte hain market ko dekhte hain ke candle up ja rahe hai to vah vahan per by keytrade Laga Dete hai lekin Hota kya hai ki market thoda Upar jakar dwara niche Jana shuru ho jaati hai aur Market unke last Mein Chali Jaati Hain isase Hota kya hai ki Insan ko loss hota hai aur result Hamesha Insan ke last Mein hi aata hai lekin Agar Insan mein Koi Na Koi analysis kiya ho market ke structure ko Samjha Ho usne Kuchh workout kiya ho aur uske bad vah Jab candle start ho rahi ho use time travel to vahan per Uske chances jyada hai kya usko fayda hoga kabhi bhi candles ke Darmiyaan Mein trade mat le isase aapko fayda hone ke chances only 10% hai lekin agar aap candle start per Lete Hain to aapko fayda hone ke chances 80% hai thank you
    .
    Like chahye please
    Last edited by ; 25-05-2020, 08:16 AM.
    • #3 Collapse

      Re: chalti candle pe trade lgana

      Yes bro apki baat theek hai traders ko is baat ka khayal rakhna chahiye k jb half candle ban jaye tu us waqt order place nhi krna chahiye kionkeh market aksar against movement krny lgti hai jb candle start ho phr trade opkrni chahiye direction ka andaza ho jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: chalti candle pe trade lgana

        Dear bilkul aapane bilkul theek kaha hai Forex trading business Ek bahut jyada risky business hai aur Hamen Kabhi B Chalti Hui candles mein enter Nahin Hona chahie Kyunki yah bahut jyada risky Hoti Hai market ki movement bahut jyada speed Mein Munh kar hi hoti hai Hamen Hamesha Sikho trading Karni chahie aur Market Mein starting Mein Antar Hona chahie Taki Agar Hamen mid-may switch Karna Ho To Ham easily market se exit Ho jaen bahut se log market Mein Chalti Hui candles ko Dekhte hi trade order Laga Dete Hain aur unko loss ka Samna karna padta hai Kyunki market Hamesha reverse Jaati Hai Hamen Hamesha market ki opening Per trading Karni chahie aur profit Ka vate Karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: chalti candle pe trade lgana

          Dear chalti candle per trade lagana risky hota hai yeh kisi bhi waqt loss dae sakti hai traders ko is baat ka khayal rakhna chahiye k jb half candle ban jaye tu us waqt order place nhi krna chahiye kionkeh market aksar against movement krny lgti hai jb candle start ho phr trade opkrni chahiye direction ka andaza ho jata hai iss lye aap ko chahyea kay market kay analysis ker kay trade lagain
          • #6 Collapse

            Re: chalti candle pe trade lgana

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Nasir884 پيغام ديکھيے
            dear members ap ne kbhi bhi candle k darmyan main jak trade nae lgani warna nuksan ho ga hamesha candle k peak point pe trade start kren red candle pe sell krna hai normly or green ya red pe buy karnahai yad rakhen apko market profit hamesha break point pe trade lagane se e dey gi or jab ap peak point pe buy ya sell ki trade lgatY hain to apni leverage margin ko ziada rakhen or entraday trade kren to ap ko end of d dY a6a khasa profit ho saktahai lekin marken ko moniter karna nabhoolen kbhi bhi
            Tamam Forex members ko is baat ka Khas Khyal Rakhna chahie ke vo log kabhi bhi Chalti candle per trade na lagaen Jab candle chal rahi ho aur Darmiyaan Mein Ho To Kabhi Bhi Hamen trade Nahin Lagani chahie Kyunki isase Hamen loss hone ke chances hote hain Hamen Hamesha open candle Mein Hi trade Lagani chahie iske liye Hamen candles ko samajhna aur sikhana chahie Taki Ham candles ko Samajh Kar acchi trading kar Saken
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: chalti candle pe trade lgana

              Ap ki bat kafi had tak thek ha me ic bat say agree hun asal mn jb hum intrad day trade kr rahay hotay hain to normally usbk leay H1 time frame use krtay hain to us pay agr aik candle lgataar bearish ya bullish ban rahi ha to hour k last pay thora jaiza lain agr so candle aik he simat mn ja rahi ha to iska mtlb ha k jis simat mn ja rahi ha us trf kafi pressure ha aur apko chahiay k usi direction mn trade open kr dain tite stop loss k sath to umed ha acha profit mil jaye ga. Kbi bhi chalti candle k darmiyan mn trade open na krain kyun k us time uska trend clear nai hota k kis side pay jaye gi.

              اب آن لائن

              Working...
              X