manual trading kiya hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    manual trading kiya hoti hai
    my dear im new in forex plz mujhe batayen k ye manual trading kiya hoti hai aur rebot trading kiya hoti hai im new so plz help me
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    mujay tu es kay baray may pata nahi hay or may yah kahta hoon kay agar kisi ko yah pata hay kay manual trading kaya hay tu pyr wo bi bataia.
    • #3 Collapse

      My dear friends forex trading market main manual trading wo hoti ha jis main forex traders khud trading enter karte hain jab ke robot trading main trading karne ke liye robot use hote hain. mujhe robot trading nai ati.
      • #4 Collapse

        my dear main yaha new hn to is manual trading kiya hoti hai mai is k bary main bikul nahi janti mjhy bilkul ni pta k ye manual trading kiya hoti hai. main is k bary main janny k bary mai zarur janna chahu gi.
        • #5 Collapse

          my dear main yaha new hn to is manual trading kiya hoti hai mai is k bary main bikul nahi janti mjhy bilkul ni pta k ye manual trading kiya hoti hai. main is k bary main janny k bary mai zarur janna chahu gi:cool:
          • #6 Collapse

            manual trading wo hoti hai jo ap khud karte hain yanio apne trading skills laga kar aur apne dimagh se order lagate hain,jabke robot trading wo hoti hai jo automatic hoti hai aur is mein robot khud hi trading karta rehta hai.
            • #7 Collapse

              dear aap is buiness ko learn krein phir aap ko kuch knowledge ho jai ga agr aap ko ye bhi nahi pta hai to phir aap success nahi ho sko gya jab tk aap learn nahi kro gay ye ak acha biness hai aur kafi mehnat sy kia jata hai
              • #8 Collapse

                dear g manual tradig wo hoyi hai jo ap api skills par karty hai ap damag se hoti hai is me pa khud trad karty hai jab k rebot wo trADE HOTI hai us me ap khud trade nai karty hai bal k wo atumatic hoti hai .wo sara kam rebot sar anjam dety hai .
                • #9 Collapse

                  Manual trading main aap ko khud say mukhtalif websites per Forex ki news ko read karna hota hai aur khud say hi apni trading plan ko banana kar trading karna hoti hai. Aur Robotic trading main aap ko sirf apna trading panel MT4 ko open karna hota hai aur baaki sab kutch woh robotic program karta hai. Magar yeh zara risky hota hai aur is main loss ziyada tar milta hai. Is liye manual trading is best.
                  • #10 Collapse

                    At this time Forex market has the two way trading. First is manual trading and second is the auto trading. Auto mean softawer trading.
                    • #11 Collapse

                      Manual trading se murad hy khud trading ki jaye yani forex forex trading Jo bhi kaam kia jaye khud kia jaye trade ko open karna trade ko close karna sab kuch khud hi kia jaye is ko manual trading kehty han manual trading humrye liye buht achi hoti hy kiok manual trading se hum forex trading mein buht kuch learn kar sakty han manual trading se forex trading ki learning achi hoti hy
                      • #12 Collapse

                        dear manuak tradinng ham usay kehty hain jo ham khud ordr place karty hainaur robot tradinng usay kehty hain jo automatic trade laga daita ha
                        • #13 Collapse

                          forex trading mai do types ke trading hote hai aik hote hai manual jo ke app khud analysis kerte hai market ka aur trade kerte hai aur dosra hote hai automatic trading jo ke robot kerte hai lekin woh save nahi hote.
                          • #14 Collapse

                            dear manual trading say muraad k hum trading ko khud kertay hain and ksis software ks use nahain kertay hain yan automatically trading nahain kertay hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              aam toor par ziyada tar loag manual traading ko hi prefer kartay hain q kay manual trading main insaan apnay mind ko use kartay hua trading karta hain aur iss main hum apni skills aur strategies ko use kartay hin iss kay alawa robot trading main loag automated trading main kaam kartay hin us main computer trading kartay hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X