log robot trading ko kiun pasand nahi karte ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear kuch loag aise b hai jo robort trading ko pasand nhe karte hai basicaly robort trading mai loss k elawa or kuch hasil b nhe kar sakte hai forex trading mai humay apni analysis karni hoti hai market ko ap find kar k he trading kar sakte hai us say ap profit gain kar sakte hai warna robort per shuru mai ap profit hasil kar tw logay baad mai loss ka samna karogay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      well brother according to me boht se trader robot per depend ho kar robot ko chart me attach kar dete he aur woh apni mehnat bilkul nahi karte, halake yeh wrong he trader ko always apnay own strategy per believe karna chahiye aur manually trade karni chahiye, robot ko islye kuch trader like nahi karte because robot se mostly loss e hota he..
      • #18 Collapse

        dear ye automatic system hai is pr bahut say loog loss utha lety hain ye aik real business hai is ko bahut say loog kr rahy hain lekin robot pr bahut knowledge ki zarort hoti hai ye aik good business hai is pr kafi mehnat ki jati hai
        • #19 Collapse

          main ny roboot trading nai kee. . .laikin main ny is k drawback sunain hain k roboot insaaan kee trha judge nai kr sakta. .us ny graph k up and down hony kee wja sy trade krni hoti hy na k forex k backend ko smjhna hota hy k knsi wjah hy jis kee bina peer graph chlta hy. . .ye q move hota hy next ye kis trf move ho ga
          • #20 Collapse

            men khud bhi rebote trading like nahi karta q ke men samjhata hun rbote trading se ap fix profit earn kar sakte hen jab ke agar ap khud work karen to ziyada profit earn kar sakte hen.
            • #21 Collapse

              Trading main anay walay time kay baray main koi Koch bhi nahain bata sukta ye kisi ko pata nahain hota keh konsa trade up ho ga aor kon sa down ye cheez robot bhi nahain janta to robot trading say humain kia faida ho sukta hy manual trading mian humain ye bharosa hota hy keh hum trade watch ker rahay hain.
              • #22 Collapse

                kyun ke yeh risky hai is mai app ko loss bhi ho sakta hai aur robot per trading kerne ke liye app ko koish kerne hote hai ke app ke pass market mai equity ziayda ho.
                • #23 Collapse

                  Brother forex trading new trad ko chaya k wo soch samj k trading krain real m traading saay best ky koi market nahe ha m forex ko bhot like krta hn g. M trading ko like krta hn bhot
                  • #24 Collapse

                    Dear kyun k wo ak bejan cheez ha us pr bharosa nahi kiaa ja sakta ha us me hmen kabhi bhi loss de skata ha isi liye hmen soch smjh k kam karna chahe ta k hm is business se achi earning asnai se kr skayn or is business se hm success b ho sakyn asani se
                    • #25 Collapse

                      bhai robot trading mein kuch hota hain ke apko loss hua to apko pura account wash karna parega aur agar profit hiua to hota hi rahjega islye so risky hota hain islye log pasand nahi karte hain robot trading ko
                      • #26 Collapse

                        mery khyal main rebort trading karan bara ageeb ho ga aik to reboort trading her broekr ko support nahe kray ga mazeed rebort boaht expensive ho ga. or sab se barh kr rebort insta ko support nahe krta
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          robots bhai jan loss bohat dete hain is waja se log un ko pasand nahi karte hain agar forex ke business me aap ko profit ho sakte hain to woh sirf or sirf aap ko trading manually karne se he ho sakte hain robots ki trading sirf loss deti hai .

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X