log robot trading ko kiun pasand nahi karte ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    log robot trading ko kiun pasand nahi karte ?
    my dear log robot trading ko kiun pasand nahi karte ? iss ki kiya waja hai kiun log rebot trading ko risky kehte hain ??? jis ne rebot trading ki hoi hai wo zaror reply kare.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    robot traing boht dificult hai or is main loss zyada hota hai so hr trader is kism key trading ko like nahi krtay or robot trading main account b wash ho jata hai so robot trading say avoid hee krna chahye...
    • #3 Collapse

      Assalam-O-Alaikum log robot trading ko is liye pasand nahi kartey hen q kay robots asal me auto trading kay software hotey hen jo kay sab kay sab fake hotey hen aur un say ap ko profit nahi hota hay bal kay ulta ap ko loss hota hay.
      • #4 Collapse

        Yes you are say the right that most of the trader can not like the robot trading.they are saying that robot trade loss is high and profit is low.
        • #5 Collapse

          my dear mujhe iss ki knowledge nahi hai kyun k mene kabhi robot use nahi kiya but mene suna hai k robot trading kafi risky hoti hai iss liye log isse pasand nahi karte aur manual trading ko like karte hain.
          • #6 Collapse

            dear friend me yeh samajhta hun ke forex trading aksar time robot trading karne se hamare account bane ho jate hain iss lye zyada tar log robot trading ko pasand nahi karte hain
            • #7 Collapse

              loog robot trading ko ess liyaa pasand nhai kartee hian kyun k robot ap ka account kissi b time wash karwa sakta ha ess liyaa loog ess ko use nhaai kartee hain wo khud hi trading karnee ko tarjee detee hain us say dar nhai ni hota ha
              • #8 Collapse

                asslam o alikum my all fiend ye bat tu thori alag ha bhi log robot trading ko is liya pasand nai karty kyon ka robot trading ma risk bhoat zaida hota ha or hass bat ye ha robot kum investment pe kam nai karta
                • #9 Collapse

                  sorry brother i am not know about your question beacause i am not use rabot trading so you talk with senior member he help you and take care.
                  • #10 Collapse

                    robot trading se ye masla hota hay k hamy zeyda investment karni pardti hay or hamy loss b ho sakta hay andazy se robot trading karta hay zeyda chances loss k hi hoty hey
                    • #11 Collapse

                      market main jo ziada ter robots hotay hai us main say bohat kem hai jo profit earn kertay hai. jab k ham logo k pass robot ko kis waqat kis currency main chelana hai aur close kerna hai aur robot ki settings kia honi chahiye aur loss kernay ki sourat main kia kerna chahiye ki malomat nahi hoti hai. is liye log robots say bohat dour baghatay hai. zida ter robots backtest main kamyab hotay hai mager ager in ko demo pay hi apply kia jay tou wo loss daity hai. is liye ham robots say dour baghtay hai. yad rehay duniya ka tamam beray bank jo forex k leader hai wo robots ko hi istemal kertay hai aur is tera wo bohat ach profit earn kertay hai. is liye main app sya yehi keho ga k app forex ko khud say seekhy kio k jo log robot ko istemal kertay hai un ko khud say bhi forex athi hai un ko peta hota hai k robot ko kis waqat chelana hai ya kam kernay say roukna hai?
                      • #12 Collapse

                        dear robot trading main ham log loss kha saktay hain or is k ilawa robot main koi pata nahi kacb sahi kam keray or khab is main doka day jay is maoin ham trast nahi ker saktay hain
                        • #13 Collapse

                          There are several reasons for that but the main reason is that almost out of 100 1 might be the real one to give you profit. I also feel like people shouldn't rely on forex robots, wonder methods, and other snake oil products.
                          • #14 Collapse

                            More specific and free forex brokers provide some recommendations. They have written more specific: support and resistance levels, the indicators, forecasts on the news, situation in the forex market are clear, and even forex recommendation to "buy" or "sell".
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              log rebot trading ko is liye passand nahi karte kyu k is ki main wajha ye hai k is main aksar logon ka loss ho jata hai is wajha se log rebot passand nhi karte

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X