Risk me tension aur maza dono hen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk me tension aur maza dono hen.
    Forex Trading me jo bhi trading hum karte hen wo riski hai. Lekin hamen us waqat tension kam hoti hai. Jab hum proper analysis k mutabiq trade lagate hen. Forex trading me aksar hum bohut bari trade lagate hen to jitni bari trade hoty hai utna zyada us ki tension bhi hoti hai lekin agar trade positive side ki taraf move karna shoro karna ta hai to us waqat maza bhi ata hai. Q k us waqat hemen bari trade se munafa bhi zyada mel raha hota hai. To jitni bari trade utna hi bara tension aur agar faide me ho to us me zyada maza bhi hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk me tension aur maza dono hen.

    Koi business Ho Jab tak Ham usmein race Nahin Lenge To Ham usmein Kamyab Nahin ho sakte to use per School hota hai Jiska Lena padta hai na lekin bahut jyada lalach na Karen Kyunki se Samna karna pad sakta hai aur iske liye Milega To Baki jata hai aur tension bhi hoti hai lekin agar aap successful ho jaen to aap bahut Achcha Karte Hain
    • #3 Collapse

      Re: Risk me tension aur maza dono hen.

      Risk mein tension hai aur agar aapko profit milta Hai to profit bahut achcha hota hai lekin maximum chance aapke account wash karne ke hote hain agar aap hamesha risky trading karte Hain to hi chance hota hai kya aapka account wash ho jaega aur aapki earning bilkul zero ho jayegi aap ki haal mein Jo log risky trading karte hain vah jyada kamyab hue hain lekin mere sal mein aise nahin Hai hamesha apne account ko aapane safe rakhna hai aur chhoti chhoti anandi se aapane apne aap ko satisfied rakhna Hai Taki aapka count increase Ho ek tarfa aapka account double Ho Gaya aur achcha capital Ban Gaya to aapke liye koi vasta nahin hoga ki aap risky trading Karen aur lot size ke sath apni trading ka agaz Karen.
      Last edited by ; 24-05-2020, 08:34 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Risk me tension aur maza dono hen.

        Je han, forex ma risk leya jae to tension b hoti hai or maza b ata hai, hamay agr profit hasil ho jae to hamy maza ata hai or agr hamy loss ho to zayada hota hai jis ki waja sy hamy tension b zayada hoti hai, forex ma risk etna lena chahe jetna ap bardast kar sakyn, kiu k big risi acct ko wash karny k lae kafi hota hai,
        Last edited by ; 24-05-2020, 08:35 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Risk me tension aur maza dono hen.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
          Forex Trading me jo bhi trading hum karte hen wo riski hai. Lekin hamen us waqat tension kam hoti hai. Jab hum proper analysis k mutabiq trade lagate hen. Forex trading me aksar hum bohut bari trade lagate hen to jitni bari trade hoty hai utna zyada us ki tension bhi hoti hai lekin agar trade positive side ki taraf move karna shoro karna ta hai to us waqat maza bhi ata hai. Q k us waqat hemen bari trade se munafa bhi zyada mel raha hota hai. To jitni bari trade utna hi bara tension aur agar faide me ho to us me zyada maza bhi hota hai.
          bilkul apki bat to sahi hai lekin kbi kabar to ye hai ke hame loss hojata hai or kbi hame ye hai ke profit hojata hai but hame chaiye ke ham risk jb len jab hame lage wrna ham risk na hi len in my opinion
          • #6 Collapse

            Re: Risk me tension aur maza dono hen.

            g haaan ap nay shi kha hy risk main maza or tension donon he hain umain es main kbhi kbji acha sa profit gain ho jata hy or kbhi kbhi humaain es main acha sa profit gain honaay ki bjaay loss ho jata hy to humain es main hamesha apna kam jari rukhna chaahiyay or es main risk nhi layna chahiyay agar hum es maain risk laytay hain to es sa humain loss bhi ho sakata hy to humaain es main aonay loss kay chances nhi burhnaay chahiyay or es main humaain acahay say apna kam jari rukhna chahiyay
            • #7 Collapse

              Re: Risk me tension aur maza dono hen.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
              Forex Trading me jo bhi trading hum karte hen wo riski hai. Lekin hamen us waqat tension kam hoti hai. Jab hum proper analysis k mutabiq trade lagate hen. Forex trading me aksar hum bohut bari trade lagate hen to jitni bari trade hoty hai utna zyada us ki tension bhi hoti hai lekin agar trade positive side ki taraf move karna shoro karna ta hai to us waqat maza bhi ata hai. Q k us waqat hemen bari trade se munafa bhi zyada mel raha hota hai. To jitni bari trade utna hi bara tension aur agar faide me ho to us me zyada maza bhi hota hai.
              Gee han is bat mein koie doubt nahe hai ke forex ek risky business hai aur har ek trade jo hum lagaten hain wo risky he hoti hai risk ko forex se hum proper nahe nekal sakty hain laken risk ko reduce zaroor kr sakty hain ek achi planing aur strategy ke tehat kam kr ke aur forex mein kabhe bhe tension ya stress mein aa kr trading nahe krne chahie tension mazeed nuksan detie hai aur jitna tension mein koie trader trade krta hai ose utna he jiyadeh loss uthana padta hai forex mein profit tabhe acha hasil hoga jub koie trader tension free ho kr kam karega aur har ek cheez ko analysis krne ke bad trading karega wo he trader forex se acah profit earn karega
              • #8 Collapse

                Re: Risk me tension aur maza dono hen.

                Dear risk main tension or maza dono hi hain hamein apne risk main tension bhi hoti hai or maza bhi ata hai or agar ham apne risk main kamyab ho jaen to hamein profit hota hai or achi kamyabi milti hai to hamein risk laina chahiye aone kaam main kion ke risk ke bagair koi kaam aisa nahi jis main ham kamyabi ho jaen apne kaam main hamein risk kaa samna to lazmi karna parta hai ba hamein sabar se kaam laina chahiye or mehnat karni chahiye taa ke ham apne risk main success hasil kar saken
                • #9 Collapse

                  Re: Risk me tension aur maza dono hen.

                  Risk ka result do chezain hotti Hein ya to profit ya phr loss agar profit hojae to Khush he Khush agar loss hojae to phr nakami he nakami or phr tntion he tntion hmain chahyekehham log in chezon ko Apny mind m rakhein Jo btein hmary liay ahim Hein
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk me tension aur maza dono hen.

                    Ji ha my dear friends bilkul theek Karen race, tension aur Mujhe isiliye Hamen thoda sambhal kar kam karna chahie Agar Ham nice Mein kamyabi Hasil karni hai to main emotional Nahin Hona chahie balke Hamen Soch samajhkar work karna chahie tab hi Ham ismein kamyabi Hasil kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Risk me tension aur maza dono hen.

                      market ok taghayur ka koi pata nahi chalta okay kab market apana rukh badal de. Is waja se agar aik alternate open vchal raha ho aur apne evaluation ki ho aur aik T.P set kia ho to ua me koi haraj nahi hai ok T. P se pehle hello alternate ko shut karen aur jo munafa mel faha ho us pe sabar karen. Is tarah hum aik khas munafa hasil kar lete hen. Forex buying and selling zyada tak market ok information pe munhaser hota hai aur market okay information mukhtalif mumalik ya mukhtalif classes okay hawale se hote hen. Jab bhi koi mulk ka information maeeshat ko istehkam wala exhibit karta hai to market us ok hisab se bhi pass kar raha hota hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Risk me tension aur maza dono hen.

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
                        Forex Trading me jo bhi trading hum karte hen wo riski hai. Lekin hamen us waqat tension kam hoti hai. Jab hum proper analysis k mutabiq trade lagate hen. Forex trading me aksar hum bohut bari trade lagate hen to jitni bari trade hoty hai utna zyada us ki tension bhi hoti hai lekin agar trade positive side ki taraf move karna shoro karna ta hai to us waqat maza bhi ata hai. Q k us waqat hemen bari trade se munafa bhi zyada mel raha hota hai. To jitni bari trade utna hi bara tension aur agar faide me ho to us me zyada maza bhi hota hai.
                        Aap log Jab Bhi market Mein Apni koi bhi training entry Lagate Hain ya usmein inter Hote To aapko there is kar lena padta hai aur jawab progress Lete Hain To Yad papa ko prapt ho sakte ya FIR lost Ho Jaate Hain but donon conditions main aap log ko Apne account ki safety Nahin Rakh Sakte isliye koshish Karenge risk lene ki jarurat nahin hai aur aap log market mein sirf tabhi trading Karen Jab aap Logon Ko trading karne ke liye best option Najar Aaye aur Jin currencies pair per aapko ko trading karne ka best time best option aur apne Andar Se karne ke bad best opportunity Najar hai aap usme apni trading entry Lagaya Karen aur risk na liya Karen.
                        • #13 Collapse

                          Re: Risk me tension aur maza dono hen.

                          g han risk dear frinds risk main tentoin na ho asa to ho nhi skta tention kion hoti hy main ap ko btata suno tention espadrilles leye hoti hy ka hamin nuksan na ho jay kahin or maza ea leye ka admi ye bhi sochta hy ka faida hi hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Risk me tension aur maza dono hen.

                            Dear risk tu forex market mein lena parta hai but ap risk itna he lyn jitna ap loss afoard kar sakyn kyun k apko pata hai k risk mein tension barh jati hai aur agar ap analysis theak na hon tu apko loss bahut zayada ho sakta hai aur apko money management k sath trading karni chahiye aur har trade mein risk itna he lena chahiye k agar apki trade loss mein jati hai tu ap loss bardasht kar sakyn aur loss ko asani se recover kar sakyn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Risk me tension aur maza dono hen.

                              Real forex trading ka business process hota Hi risk ke sath hai kyunki without risking aapko forex trading hai kabhi chhapra nahin Mil sakta isliye hamesha achcha kam karne ke liye meaning of grace Lena hota hai jo aapko kam karne ka fayda deta hai
                              There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X