Repeated Threads Thodi Nahin ho rahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Repeated Threads Thodi Nahin ho rahi
    Form per yah Baat Bar Bar Batai Jaati Hai Ki baar baar same Threads ko repeat nahin karna chahie lekin Fir Bhi members form per Bar Bar same thread ko repeat kar rahe hain mujhe nahin samajh Aata ki yah log Kis Tarah Se a Apne Aise kam ko karna khatm Karenge
    FRD 07 TRADING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Repeated Threads Thodi Nahin ho rahi

    Repeated post or repeat threads bar bar of share na Karen agar aap repeated Force for reputed bar bar share karenge to aapka phone bhi band ho sakta hai aur uske sath aapki weekly bonus ki performance bhi down ho sakti hai aur khaskar ke news chahie ke apni performance aur apni knowledge logon ke sath share Karen dusron ko kabhi copy na Karen self creative mind ke sath acchi chijen share Karen dusron ko copy Karne ki Koshish Na Karen trading mein hamesha vahi log kamyab Hai Jo ek dusre ko copy nahin karte hain ab jakar milenge aapke liye achcha hoga.
    • #3 Collapse

      Re: Repeated Threads Thodi Nahin ho rahi

      ji haan bilkul aajkal repeated jo hai bahut hi jyada ho rahi hai jinka hun main bahut hi nuksan ho raha hai Umesh main repeated thread nahin karne chahie bulke hun main ismein vah threads karne chahie Jo bilkul new hun aur apne mind mein aane wali forex ke related har baat ko pahle to usmein search karna chahie ki yah trade pahle Hi to nahin agar chhed hai to hamen vah thread nahin lagana chahie
      • #4 Collapse

        Re: Repeated Threads Thodi Nahin ho rahi

        dear is main ham ko chye k ham jo bhi thraeds ko kia karein ik to woh forex k according to he hoany chye aor is main bar bar nah repeat iway jaein is main ham o chye ho g k ham her kisi k sat achay say acha knowledge ko share karein takay is main ham main say her kisi ko acahy say guide line gain ho saky qaor woh agay ki janib janay main kamyb ho sak iws main ham ko apnay kam ko acahy say karnay k bad main just achi ki umeed he rakhay rahan chye .
        • #5 Collapse

          Re: Repeated Threads Thodi Nahin ho rahi

          hamy market mai aik thread ko bar bar repeat nahi karn cahey hamy learning gain kar ky aik time tbale bana kar kam karn aho ga hamy market mai informative kam karna ho ga oher he hum pasia kama skay gy hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum kis mai agar lalchi ban ky kam kary gyto hamara accout bend kar deya jy ga
          • #6 Collapse

            Re: Repeated Threads Thodi Nahin ho rahi

            Yes ya bhi ik mistake hy k hum ko chiy k hum us business ma kbhi reapeted post ko aging share ni ker na chiy q k agr hum Asia kerty hy to hum ko us ma monhat ker na koi faida ni hy
            • #7 Collapse

              Re: Repeated Threads Thodi Nahin ho rahi

              G han hamen forex men bar bar thread creat nahin karny chaheay kun kay as men hamara bhe nuksan hy ur dousron ka bhe as lia hamen forex men bahut soch samajh kar thread creat karny chaheay takeh hum bhe ur dousry member bhe as say kuch hasil kar saken as lia hamen forex men koi bhe kotahy wala kam nahin karna chaheay
              • #8 Collapse

                Re: Repeated Threads Thodi Nahin ho rahi

                g haaan bilkul ap nay shi khaa hy humain es main kam kurnay kay liyay or apnay kam ko acha bnaanay kay liyay es maain repeated threds bilkul bhi nhi kurnay chahiyay keh agar hum aisa kuray gay to humk achay say apna kam nhi kur sakay gay to humain aisa nhi kurna chahaiyay aosa kur kay humain apnay bonus ki value ko down nh9 kurna chahiyay q keh jub hum es main apna kam acha na kuray to humain acha bonus gain nhi hota hy to humain aisa nhi kurna chahiyay new new threds kurni chahiyay tajeh humain acha binus gain ho jay
                • #9 Collapse

                  Re: Repeated Threads Thodi Nahin ho rahi

                  Ji han bilkul Aisa Hi I repeated the na Kya Karen Kyunki uska Kuchh fayda Nahin Hota aur agar aap ISI Tarah Ke Guru Mantra ko dekhte hain to usko chhod diya karo use per post na Kiya Karen Kyunki agar aap use per post Karte Hain To usmein Ek Duje Hota ki aap ka time ho jata Hai usmein Apna kimti time hota hai vah bhi Jaaye to aapki mehnat bhi Hoti Hai To isliye Asi trade Ko Chhod Diya karen to Behtar Hoga aapke liye
                  • #10 Collapse

                    Re: Repeated Threads Thodi Nahin ho rahi

                    Ji han hamen forex mein bar bar threads nahin create karne chahie... Because baba threads create karne se hamari ek hi post repeat hoti rahegi aur jab hamari ek hi post bar bar repeat hogi to hamari post delete hone ke options barh jaate Hain isliye hamen chahie ke repeated threads kam se kam hn.... Aur hamare repeated se jitni kam create honge hamari post achi consider ki jayegi aur post delete nh hogi aur hamen achcha bonus milega isliye hamen chahie ki repeat threadssl bahut kam hone chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Repeated Threads Thodi Nahin ho rahi

                      Ji han thread repeat karne a to aapko Kisi Ne Nahin roka Hamen delete ho jaaye To Aise Pata Chalta Hai Ki Humne rapide Threads share kiya hai jo log rapidtags aur post share karte hain Unki posting aur Trends ko delete kar diya Jata Hai Jiski wajah se Hamari postingn kam Ho Jaati Hai Aur Hamen ine chijon ko sambhal kar work karna hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Repeated Threads Thodi Nahin ho rahi

                        Bilkul threads repeat krna bohat bari bewakofi ha Q ka is sa sirf time he waste hota han Q ka ya threads delete hon gati ha aur inka satg humari posts bhi delete hon gati ha is liye new threads ko promote hona chahiye taka humma in sa kuch sekna ka liye bhi milla aur dosro ki confusions bhi clear hongi aur logo ko search option ko use krna chahiye taka onko oata chala ka onka thread new ha ya nahi
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Repeated Threads Thodi Nahin ho rahi

                          G han hmein kbi b threads ko repeat nh krna chye ye sirf hmary wakt ka zya h ku k asy threads delete hjty hn to faida Kya hua is sy bhtr h jitni how know h utna kam krlein delete hny sy bhtr h kuch na hny sy kuch hna behtr h asy threads p koi dhyan b nh deta h to bhtr h khd ki skills ko improve krein..or zehan m rkhein k knsa topic share kr chuky hn ku k sometimes bhooly sy b again wo topic hjta h na chahty huwy b mry sth asa ho chuka h k m ny apni trfsy new kiya tha but wo m phly kr chuki the so be carefully kam krein or khd k sth dusron ka b dhyan rkhein..

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X