Forex Market Watching

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Market Watching
    Bhout sary trader aisay hain jo Forex ki market ko watch karty rehty hain or phir apni prediction k mutabiq woh Forex mai trade open kar daity hain or woh samajty hian k woh analysis kar rahy hain tu mai yeh kehna chaho ga k es tarha karny se woh apny account mai risk ko involve karty hain or es waja se woh loss kar lety hian.Market ko watch karny se kafi b market ka trend acha nahi milta.Behtar hai k ap analysis karian jis se ap ko upcoming market k trend ki achi samaj a jaey gi.
    Happy Trading
    :cool::(:):cool:
    Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dost meray khyal main market watching buhaat ahdaat ha iss tara kuch ursay main app market ko kafi haad tak samaj laytay hain but iss kay saat saat app experts kay analisis ko bi must read karain aur phir sab cheeson ko dakh kar trading karain tu best result ahay ga
    • #3 Collapse

      Market watching aik bhat hi important tool hai forex ka....market ko closely watch karnay say hamay is ka trend ka pata chalta hai fluctuations samajh ati hai aur decision making mae help hojati hai
      • #4 Collapse

        forex market ko watch kerna or samajna itna hi zaroori hy jesy zinda rehny k liye saans.forex trading ma asal kamyabi hi market ko samajna hy.jo market ko samaj gya wo mala maal ho gya jo bus esy hi trading ma laga raha wo to kabi b loss ma ja sakta hy.
         
        • #5 Collapse

          han bhai apne achi baat share kari hai mere khayal mai market trend ko agar samajhna hai to hum ko news par ziada focus karna chaiye q k jitna hum news par focus karengay utna he hum market ko achay se analysis kar sakte hain or achi trade kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Agar market Ko Dekhay binaa hum trade laga Dain gy tou Wo tou tukaa ho Gyaa...main Samajhta hon k Forex Trader ko Buhat Sakht or mazboot faisaly Karnay hotay hain..Apni Stretegy khod banani chahiyee Aap charts ko dekhain price ka Flow dekhain... orr jo Sab Say zyada active Currency pair ho us Main apni knowledge k hisaab say Trade Karrian tou yakenaan Ap Ko Faida ho Ga
             
            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
              Bhout sary trader aisay hain jo Forex ki market ko watch karty rehty hain or phir apni prediction k mutabiq woh Forex mai trade open kar daity hain or woh samajty hian k woh analysis kar rahy hain tu mai yeh kehna chaho ga k es tarha karny se woh apny account mai risk ko involve karty hain or es waja se woh loss kar lety hian.Market ko watch karny se kafi b market ka trend acha nahi milta.Behtar hai k ap analysis karian jis se ap ko upcoming market k trend ki achi samaj a jaey gi.
              Happy Trading
              :cool::(:):cool:
              Shayed ap theek keh rahay ho, bohat saray log market may ghusnay k baad market ko analyze kartay hain, aur jaha tak may samjha ho market ko analyze karnay k bohat saray tareeqay hain, jin may say aik bohat most common hay indicators ka use, agar traders indicators k combination ka use karain to bhi achay results mil saktay hain short term k lye.
              • #8 Collapse

                main ap ki baat se agree karta hoon but main yahi kahon ga ke market ko analysis karen then apne amount ko dekheen aur apni trade ko open karen aur ye bhi kahon ga ke ap jis pair main trade ko open karna chate hain os pair ki ap ko bht zayda information honi chiya
                • #9 Collapse

                  bhai aapki baat kisi had tak thek he k agar wo sirf market watch ko analysation ke tor pe lete hain to per agar wo us market watch ko indicators se match karenge to unhe diff mil jaega or thek se analyze kar sakenge...
                  • #10 Collapse

                    dear my all friendz plz app forex k related baat karo taa ke wo log apk comments ko parh saky or un se koi faida be lay saky pata nai koi broker k bary main baat karta ha or koi pakistani forum k bary main apko chahiye k logo ko achi tara guaide kary taa k un ko be kuch help mil sakty.
                    • #11 Collapse

                      sahi kehtay ho yar aap kay sirf market ko watch karnay say aap kabhi bhi experience gain nahi kar saktay so hamein hamesha technical aur fundamental anlysis kay zariye hi forex mein experience hasil karna chahye yehi wahid tareeqa hai experience hasil karnay ka.
                      • #12 Collapse

                        Market watching k liye certain tools hain, trends lines, average lines etc. Un ko use karte huwe market ko watch kiya jaye to yeh technical analysis k mutradif hai. Fundamental analysis, such as predicting the movement of the money based on news, politics or other events - wo khasa riski kaam hai. So market watching agar technical analysis ki madad se ki ja rhi hai to phir to koi masla nai.
                        • #13 Collapse

                          sir aap ki bat buhat thek hai main samjta hon trader aksar sirf market watch karta hai aur wo samjhta hai k analysis kar rah hai mugha lagta hai k aap ko analysis indicators k through karna chahaia ya phir fandamantal analysis karna chahia aur phir plan kar k aap ko trade lagani chahia tu aap aasani sa loss sa bach saktay ho
                          • #14 Collapse

                            dear ap forex trading me asani se paise kama sakte hain es kay liye ap ko ksi mushkil ka samna nahin karna pare ga aur agar ap demo account bana ka r forex kay chart ko dakhain to ap asani se profit hasil kar sakte hain.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              mery hisab s tu wo trader bilkul sahi karty ha bilkul aisa hi karna chahiya yani humy market ko dekh kar trading karny chahiya k kia chal raha ha us hisab s trading kary gy tu humy loss nahi ho ga warna loss h ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X