Forex Market Watching

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1366 Collapse

    jnab hum jab trading karty hain to humain si main sab say phly humain leanring kar kay kam karna ho ga or huamin si main market main kam karny main humain learning kar kam karna hoga ta kay huamin is main watch karna hoo ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1367 Collapse

      jnab hum jab trading main learning kar kay kam karty hain to huamin is main practice karni hogi ta kay huamin is main loss km ho skay huamin is mai market ko dykh kar kay trade lagni ho gi kay huamin is main profit ho sakta hay kay nai
      • #1368 Collapse

        sahi baat ha watch karna behtr nai balke apne bp ko barhana ha apko chaiye k app forex ko watch na karo analysis karne k baad sahi se proper apni trades ko open kardo and then app sakoon se apne kaam karo jo hona hoga hojayega
        • #1369 Collapse

          mere khiyal me ap stop loss ager istmal karo gay to ap kaamya ho jao gay kun k jo dar ap k din me rahta hai account wash ka wo inkal jay ga aur ap achy se trad kar sako gay
          • #1370 Collapse

            forex market ko dekhna aik ache option hai learning k leye or khud ke trade ko behtar banane k leye or agar ap daily trade k sath sath forex market ko thora sa time de diya kare use watch kar lean kare to maira khayal hai k bohat jald ap expert ho jaye ge is main kun k is main market ko samajhna hai ek kamal hai
            • #1371 Collapse

              Main yeh kehna chahta ho ke please ap forex trading ko achchi tarha learn karey jab tak ap ke smjh main na ajaye ap is ko dobara sekhey or sekhte rahe kiyun duniya main aisa koi bhi business nahi hai jo ke insaan smjh na sakey hai lekin continue work-hard kerna lazim hai ap ko forex trading seekhne ke liye
              • #1372 Collapse

                Market ko watch karna aur us k hisab sy phir trade lagana aik achy trader ki pehchan hoti hai hamyn b koi b trade lagany sy pehly market ko monitor kar lena chaiye is sy hamyn market k halaat ka jaiza hota hai aur hamyn.trade lagany main asani rehti hai aur achi tradin ho sakti hai.
                • #1373 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                  Bhout sary trader aisay hain jo Forex ki market ko watch karty rehty hain or phir apni prediction k mutabiq woh Forex mai trade open kar daity hain or woh samajty hian k woh analysis kar rahy hain tu mai yeh kehna chaho ga k es tarha karny se woh apny account mai risk ko involve karty hain or es waja se woh loss kar lety hian.Market ko watch karny se kafi b market ka trend acha nahi milta.Behtar hai k ap analysis karian jis se ap ko upcoming market k trend ki achi samaj a jaey gi.
                  Happy Trading
                  :cool::(:):cool:
                  rizwan bhai aap ne sahi kaha hai aur main bhi aaj tak market ko watch hi karta raha aur yahi samajhta raha hun k main market ka analysis kar raha hun aur isi wajah se mein ne trading mein risk bhi liye jiska aisa loss hua k acount hi wash ho gaya to aap hi btayen k ham analysis kese kareingy
                  • #1374 Collapse

                    bhai ap ne boht he achi bat ki ha aur ma to ye kahu ga kay zyada trader loss jo jo kr rhy hain us ki b yhi wja ha kyu kay wo market ko smj nhe paty aur bas order place kr dety hain to unhy chahye kay aysa kb na kry jis ki wja se un kay account ko khtra ho kyu kay aysa krny se un ka pory ka pora account b wash ho skta ha .to acha yhi ha kay pehly market ko smjy phr he entry lay.
                    • #1375 Collapse

                      g han mere khyal me ap ne shai kaha hen boaht se log is me bethe apne hisaab se analyisis karna hek nai he is liye pori market ko test kar k or indicators jo bta rahen he os hisaab se hi is me trade ko open karn achahye
                      • #1376 Collapse

                        humain market ko watch karty rahna ho ga ta kay humain is mai nmaloom hota rahy kay humain trading main achi earning ho raho hay kay nai humain is main candle stisk pattren ko follow kar kay tradiong karny main achi earning hasil ho gi
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • #1377 Collapse

                          Forex trading market ko watch karna boht zruri hy kisi bhi trade ko lagany se pehly. aesa kie bina apko pta nahi chaly ga k ab apko loss hoga yaa profit.
                          • #1378 Collapse

                            forex market ko theak say watch karnay main he humari bhlai hay kyun keh agar hum market ko theak say daikhty rahy gay tab he achy chances ko hasil kar kay trade kar sakty hay warna humay loss bhi ho sakta hay bina achy chance kay trade karnay main
                            • #1379 Collapse

                              forex market ki apni watch hoti hay jo keh market kay hesab say chal rahi hoti hay aur market main news bhi ati hay to esi hesab say ati hay bs humay market news ko daikh kar he trading par dhyan daina chahiey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1380 Collapse

                                forex market ko theak say watch kar kay he hum theak say achi trade dhoond kar place kar sakty hay so agar hum market main achi trade ka wait karen tabhi hum esmain kamyab ho sakty hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X