Forex Market Watching
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    Yes you are right that first time small amount is suitable for a trader. But in my opinion capital is not fact in this business. Actually this business need highly knowledge and experience Because knowledge is the best power of this business.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      Jee bro Dkhen apne bohat best information share ki he kuch logg bus simple charts ko dekhte hen aur kehte hen ke ji unoh ne analyse karlia but analyse ye nai hota analyse men bohat mushkil se hota he markit ka trend maloom karna
      • #498 Collapse

        market ko watch karny say ap ko market k trend ka pata nahin chal sakta lakin short term trigger point ap zaror gain kar lyty ho jo k bohat bra risk ha markte main is liye zrori ye ha is ka analysis kro us say jo trend ap ko miy us k hisab say market watch kro is say ap ko behtar trading main faida ho sakta ha
        • #499 Collapse

          Analysis karna jitna important hai utna he ap ke analysis ko strong hona bohot important hai.. market ko observe kar kay step lena chaiye.
          • #500 Collapse

            hame ziada time market watch karni chahye our dehan rakhan chahye k kis time pe kia hoa isko kam ko apni adat bana lain yehi apko adat apko aik kamyab trader bana skati,bro
             
            • #501 Collapse

              You are right my dear dost forex trading main trading start karna say pahly humy chaheya k hum daily market watch kiya kare is say hum kafi experience haseel hoga or hamary knowledge main be azafa ho ga so trader k liya market watching boaht ache cheez ha.
              • #502 Collapse

                kisi had tak apki bat shai hai but jo trader forex main new new ata ha wo log zaiyda tar market ko watch kar ka he trading karte but jasa jasa un analysis increase hota ha wo par wa trading karte hai .
                • #503 Collapse

                  i think marey kahyail say Bhout sary trader aisay hain jo Forex ki market ko watch karty rehty hain or phir apni prediction k mutabiq woh Forex mai trade open kar daity hain or woh samajty hian k woh analysis kar rahy hain..................
                  • #504 Collapse

                    Apki baat theek hai aisa karny se hamari trading me risk involve ho jata hai me khud pehly aisa hi karta tha kay market watch ko dekh kar trading karta tha up or down arraow ki speed fluctuation pe magar ab me D1 (Daily) time frame per trading karta hoon or mujhy is chart ki base pe market ka day kay trend easily clear ho jata hai.
                    • #505 Collapse

                      je bahi jan apne sahi kaha aksar market ko watch karne se bohat zyada tension ho jati hai forex market ka trend samajh nahi ata ghanto agar ap computer screen ke samne betho to bhi koi clear trend nazar nahi ata market watch karne se
                      • #506 Collapse

                        mery khayal mein forex trading ka business ek aysa business hai jis mein humy har wakat market ko watch karna hota hai tab he hum acha profit hasil kar sakty hain.
                        • #507 Collapse

                          dost forex trading main har koi galtiyaan kar kay hi seekta ha ye tu trader ki quality honi chaiya kay wo apni galtiyun se sabaq hasil karay aur next time uss tara ki galti na karay issi tara tu experence milta ha jab app kaam karain gain tu galti tu hoti ha iss ko positive lain
                           
                          • #508 Collapse

                            g han aisa aksar traders kay sath hota hai or mery sath bhi hoa hai or ab mujhy is baat ka experience hoa hai kay koshish yehi karni chahiay kay market jab levels kay mid me ho tu trading nahi karni chahiay balky jab market kisi level of support ya resistance kay pass ho tu waha pe trading ka decision lena chahiay phir stop loss or take profit dena easy ho jata hai.
                             
                            • #509 Collapse

                              jee han main rizwan bhai se itfaq kerta hon ke ap ne hum ko ye aik achi batt bati hi forex trading ko samjne ke lye ap ko analkysis ki zaroort hoti hi agar ap analysis ko samj ker chalo gye to asni se earning ker sakoo gye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                je han forex trading may hamay market ko her waqt watch kar tay rahna hota hay kay kab market up hoti hay or kab down hoti hay kyon kay business he asal may mar kit ki up and down say hota hay is say he profit and loss hota hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X