Forex Market Watching
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    salam tonall dosto analysis ka lia hamain market wath karni hi parti hay warna trader ko bhi strategy achi tarah sa use nahi kar sakta hay ,iss lia markt wath or analysis dono zaroori hain...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      yea bohat he achi chez hay kay hum log yea wo insan jo trading karna chahtay haan wo start karnay say pahly forex market ko pahly tawajo say learn aur dekhtay rahain takay un ko samajh a jaya is ki
       
      • #198 Collapse

        Yes brother mein aap ki baat se agree kerta ho market ko watch kerne se kuch nai hota hai market tou kisi b wqt apni direction change ker sakti hai , is leye zarori hai k trade open kerne se phele tamam technical or fundamental analysis ko read kare or phir us k mutabiq he trading kare tab he ja ker hum successful ho sakte hai.
        :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
        :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:
        • #199 Collapse

          analysis kerna chaiye ye important hai trading kerne ke liye dosre baat ye hai ke apko chaiye ke ap market trends ko bhi follow kare.iska faida apko khud nazar ayega jab trade karengay.
          • #200 Collapse

            that is the right that there are many traders who do the trade in the forex with the just market that is totally the wrong if we will just watch the market and then try to trade it will be the wrong totally and we cannot get the success ever and ever
               
            • #201 Collapse

              Mere khyal me humein market watch zaroor karni chahiye q k jab hum trading start karny lagty hai to humein market k trend ka pta nhi hota hai jab hum market watch karty hai to kuch dair baad humein technical analysis me asani ho jati hai or humein easily market ka trend ka idea hasil kar sakty hai.
              • #202 Collapse

                forex market watching karnay ka kafi brothers ne bari bari good example de hai par ye us k liye zarrori hai jis ku es ka kafi experience hai baki tu es ku sahi taraha judge nahi kar paty lekin mein yehi kaho ga beggner ku dil laga kar forex kary ap zarror es ku samj pae gae
                 
                • #203 Collapse

                  dear jo new comer hon unhein chahye ko wo or jo log trading kam krty hon wo market ko zaroor watch krty raha karein. or iss ko samjha karein or is sy touch raha karein. taa k iss ki news jo aati rahti hain un ka pata rahay or seekhnay ko milta rahy so market ko watch krty raho.
                   
                  • #204 Collapse

                    Forex market watching is very important for all of the traders in forex. we need to analysis market for making a good business plan. Thanks a lot to share the topic here.
                    • #205 Collapse

                      agar trade na bhi krni ho but market watch zroor krni chaye is se knowledge main azafa hofa hota ha ,forex dunia ka top online business ha ,ye aj kal best earning way ha,trader agar achi trah is ki knowledge hasil kray or mehnat kray to kamyabi hasil kray ga,forex main koi cheating nahi ha ,ye pure work ha
                      • #206 Collapse

                        dear ek taarah sy dekha jaye to hamein market k analysis ka mutaliya demo account per practice sy kerna chahye or jab demo account per trend ki prediction sahi tarah samjh a jye to phr hamein koshish kerni chahye k leaverage ko kam he rakhein inhi mistakes ki wajha sy hamein forex mein loss ho jata hai
                        • #207 Collapse

                          ji han dear forex trading mein ye dekhna parta hai ke market kis taraf jata hai our ye bhi dekhna parta hai ke market sell mein hai ya buy mein os ke baad sahi moka dekh kar sahi jaga par trade lagna chahiye.
                          • #208 Collapse

                            Well, trend is your frioend until it bends, so trend friend tou hota hay but jab tak yeh aap ka sath day rha hay ya jab tak yeh aap k against move nahee kerta hay, hmehsa anay walay trend ko made-nazar rakhtay huwey trade karein takay losses say buch sakain.
                            • #209 Collapse

                              sahi kehtay ho yar aap kay sirf market ko watch say aap kabhi bhi experience gain nahi kar saktay so hamein hamesha technical aur fundamental anlysis kay zariye hi forex mein experience hasil karna chahye yehi wahid hai experience hasil karnay ka.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                i think jab hum Forex market main trading karte hain to her roz hum is se kuch na kuch experience hasil karte hain ao jo aj mistakes ki hoti hain any wale kal main hum us se avoid karte hain to isi trah se hi hum forex market ko watch karna sekhte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X