Eid ho ya koi or festival kam karne wale kam karte hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Eid ho ya koi or festival kam karne wale kam karte hain
    Assalamau Aliakuam my dear members g han aj q ke eid hae to is liye baht se members pak forex forum main aj ke din kam nhe kar rahe hain lakin jin ka passion forex hae wo kabhe bhe kisis bhe halat main forex ko nhe chorte hain q ke wo eid ho ya koi or function wo is main hamesha se he kam karte rehte hain to hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat kiya karen ache tarah se zayada time nhe lagta agar hum beth ke posts karen to 2-3 ghatnton main hum apni posts ke limit ko achieve kar sakte hain to sab ko yehe koshish karne cahiye ke wo is main ache tarah se ache posts karen take wo is main bonus bhe acha hasil kar saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Eid ho ya koi or festival kam karne wale kam karte hain

    Dear hamen only bread winner he ni ban jana chaye hamen apni family ko bhi aisy mokon pay time dena chaye. Ye sahe hay kay hamen apnay kam ko time dena chaye but hamen apni masrofiat sy nikal kar enjoyment bhi karni chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Eid ho ya koi or festival kam karne wale kam karte hain

      g han dear jo member kam krta hy usky liye eid aur festival ho ya na ho brabr hy es men unko apna kam sy he kam hota hy wo apni daily ki limit ko zaror pora krty hen aur achi sy achi mehnat krky es men kam krty hen aur apni achi earning krty hen aur wo apny time ko fix krky es men apna daily ka kam pora azror krty hen
      • #4 Collapse

        Re: Eid ho ya koi or festival kam karne wale kam karte hain

        Ji han bilkul aapane theek kaha Eid ho ya koi aur festival Jo log kam karne mein main interest rakhte Hain vah kam kar sakte hain Kam Karne Wala hona chahie to kam kar bhi leta hai hamen chahie ki Ham apne business mein laparwahi se kam na Karen mehnat Karen achcha knowledge or experience share Karen Forex mein kamyabi Hasil kar sakte hain Forex ek bahut achcha business hai
        • #5 Collapse

          Re: Eid ho ya koi or festival kam karne wale kam karte hain

          Kam he to h jis n hmari pehchan bnani h agar ham continuously Kam karty rhy to ham log dunia k achy or tarkii yafta insan bn jaengy or Istrha bht sary financial problems par kabo paa leingy or agar Ham ak dafa kamyab ho gye to daikhty daikhty B's hmain sharf hasil hojaega or ham tarkii kreingy Jo hmary liay zarori h
          • #6 Collapse

            Re: Eid ho ya koi or festival kam karne wale kam karte hain

            Forex main yaaaa kisi bhi kaaam main kaamyaab honay k liye mehnat karnaaa zaroori hai mehnat kiye baghair naaaa hi hum is main kaamyaaab ho saktay hain or naaaa hi is main kaaam kar k achi earning kar saktay hain to humen is main daily posting ko time denaaa chaahiye or humeshaaa achi or informative posts karni chaahiyen taakay forum ki taraf se bhi humen achaaa hi bonus milay.
            • #7 Collapse

              Re: Eid ho ya koi or festival kam karne wale kam karte hain

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
              Assalamau Aliakuam my dear members g han aj q ke eid hae to is liye baht se members pak forex forum main aj ke din kam nhe kar rahe hain lakin jin ka passion forex hae wo kabhe bhe kisis bhe halat main forex ko nhe chorte hain q ke wo eid ho ya koi or function wo is main hamesha se he kam karte rehte hain to hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat kiya karen ache tarah se zayada time nhe lagta agar hum beth ke posts karen to 2-3 ghatnton main hum apni posts ke limit ko achieve kar sakte hain to sab ko yehe koshish karne cahiye ke wo is main ache tarah se ache posts karen take wo is main bonus bhe acha hasil kar saken
              Walaikum assalam dear brother aapane bilkul sahi kaha hai, dear agar aap Forex trading Mein kam Karte Hain To ismein aap ki ek routine Ban Jati Hai kam karne ki to koi bhi festival Ho Chahe Kisi Ki wedding ho ya FIR Koi Eid festival ho to aap ismein kam karna Nahin bolate Pakistan Forex form per kam karne ke bahut Sare fayde Hain agar aap ismein Delhi ki limits ko pura karte hain aur ismein aap daily time Dete Hain To aap isko Ehsan ke sath Achcha bonus Hasil kar sakte hain aur jinki routine Ban Jaati Hai kam karne ki Aadat Ho Jaati Hai vah ismein kam lazmi Karte Hain.
              • #8 Collapse

                Re: Eid ho ya koi or festival kam karne wale kam karte hain

                eid main apko pata he ho ga ke bahut se log busy hote hain jis ke waja se wo is main pak forum ko zayda time nhe de sakte haain to is liye sab ko cahiye ke wo is maain acha akm karen jo bhe ho jae bas un ko is amin kam karna cahiye take wo is maain kamayab bhe ho saken agar wo is maain acha akm karen ge to he wo is amain success hasil kar saken ge to success ke liye mehnt bhe karna hote hae to mehnata karen ache kam karen
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Eid ho ya koi or festival kam karne wale kam karte hain

                  Ji han Eid ho ya koi aur festival Kam Karne wale apni jimmedari bade acche tarike se nibhate Hain kyunki unko apne kam se lagane aur mohabbat hoti hai aur vah har Hal mein kam zimmedari samajh kam karte Hain apne kam ke liye apni musalman yad se time jarur nikaalte Hain chahe Eid ho ya koi aur festival vah apne a dusri masrufiyat main apne kam ko choro dyte Hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X