learning kabi na choren...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    learning kabi na choren...
    aslamoalekum dear forex members bilkul agr hum Pakistan forex forum pr kam zimma dari sy krty rhn gy ar daily basis pr khuch na khuch nya sekhty rhn gy to inshaalh hymn bht jald acha experience ar knowledge mil jay ga.is trha hum knowledge ar experience ki waja sy achi earning kr sken gy. is liy kabi n learning ko na choren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: learning kabi na choren...

    Aapki baat bilkul theek hai kya Mila Nahin Kabhi Nahin chhodana chahie aur Yahi Hamari kamyabi kharab Hona chahie ki jab Tak ke Swaram ke sath attach Rahe Hain To Ham apni Ladne ko Jari rakhen Kyunki Yahi form hai yaha Mai Ghar Baithe bahut jyada kamane ka mauka from Karta Hai Jyada mis form ki respect Karni chahie usko Kabhi Nahin chhodana chahie aur ISI forum Mein Apni mehnat ko Jari rakhte Hue acche karne ki koshish Karni chahie aur koshish karen kay Aaj Eid Ka Din Hai To Aaj Eid Mein garibo Ko Yad rakhen aur is form ko abhi Apne kam ko Jari rakhen.
    • #3 Collapse

      Re: learning kabi na choren...

      dear friend forex trading aik complicated business ha is mn kamyabi hasil krna asan naen ha isliay agr ap forex trading mn kamyabi hasil krna chahtay hn to hmesha learn jari rakhen keun k aik achha trader kitna bhi profit hasil kr ly apna learning prosess jari rakhta ha aur isi liay hmesha kamyabi kamyabi hasil krta ha
      • #4 Collapse

        Re: learning kabi na choren...

        Learning kerna bohat zaruri hoti hai. Learning Kay bagair koi bhi kaam sahi nahi hota hai . Forex aik aisa kaam hain jis Mai learning iss liye bhi zaruri hai Kay jab real trading kerni hoti hai to learning he kaam aati hai . Experience aur knowledge axhay business Kay liye zaruri hai aur online business koi bhi ho uss Mai achi learning ker Kay he kaam kernay say faida hota hai
        • #5 Collapse

          Re: learning kabi na choren...

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ijaz Tashna پيغام ديکھيے
          aslamoalekum dear forex members bilkul agr hum Pakistan forex forum pr kam zimma dari sy krty rhn gy ar daily basis pr khuch na khuch nya sekhty rhn gy to inshaalh hymn bht jald acha experience ar knowledge mil jay ga.is trha hum knowledge ar experience ki waja sy achi earning kr sken gy. is liy kabi n learning ko na choren
          Ji han dear brother aapane bahut hi acchi advice Di Hai Forex trading Ek Aisa business hai jismein aap time ke sath sath Aakar learning Karte rahte hain to aapko ismein Jyada fayda hota hai agar aap ismein learning Chhod Denge to aapko ismein fayda Nahin Hoga aap accha profit Hasil nahin kar sakte to iske liye jaruri hai ki aap learning Ko Na chhode aur learning Karte Rahen trading ke related baten share Karte Rahen Taki aapko ismein learning hoti Rahe aur knowledge mein izafa hota hai aap ismein kamyabi Hasil ho sake.
          • #6 Collapse

            Re: learning kabi na choren...

            Forex mein jitna ho sake hamen apni learning ko increase karna chahie kyunki Forex main achi earning k liye achi learning bahut hi zaruri hai aur forex mein jitna acha hamara experience aur knowledge hoga Forex mein ham itni achi trading kar sakte hain aur itna acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur Forex mein hum loss se bhi bach sakte hain aur Forex mein apni learning ko increase karne ke liye hamen demo account ko use karna chahie aur zyada se zyada demo account per practice karni chahie aur forex main apne experience our knowledge ko increase karne ke liye hamen Forex mein bhi apna time invest karna chahie.
            • #7 Collapse

              Re: learning kabi na choren...

              yes learning keryn ge to achi earning bhe zror hoge ye business mein ham din mein bhe ache se kam ker sakty han or night mein bhe ache se kam ker sakty han jitna achi mehnat kerty knowledge or experience ko increase kerty han utna hamain success bhe zror achi milty han khud ko successful banne kilye mehnat or learning practce zeyda keryn ge to zror kamyab hon ge
              • #8 Collapse

                Re: learning kabi na choren...

                Forex aik bahit acha business hai lakin iss business mein aap ko kamyabi hasil kernay kay lye mehnat sae kaam kernay ki zaroorat hai aur learning ki zaroorat hai learning Kay bagair koi bhi kaam sahi nahi hota hai forex aik aisa kaam hain jis Mai learning iss liye bhi zaruri hai Kay jab real trading kerni hoti hai to learning he kaam aati hai experience aur knowledge axhay business Kay liye zaruri hai aur online business koi bhi ho uss mein achi learning ker Kay he kaam kernay say faida hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: learning kabi na choren...

                  Yes dea ap nay bahut achi bat ki ha aur me apki ic bat say agree krta hun. Hum sb ko Pakistan forex fourn pay mehnat say kaam krna chaheay aur regular basis pay time dena ho ga kyunn k regular mehnat say he hum forex ko achi tarha seekh sktay hain aur ic k baray malomat hasil kr sktay hain. Forecx aik aisi field ha jis mn kmayab wohe hota ha jo k learning ki daur mn lga rehta ha mtlb roz ki bunyad pay seekhta rehta ha. Ic leay forex fourm say in touch rehna ho ga ta k har guzaraty din k sath forex k related knowledge mn izafa ho. Lgatar seekhtay rahay gain to yakeenan hamin kamyabi milay gi.
                  • #10 Collapse

                    Re: learning kabi na choren...

                    G han ap bilkiul thk khey rhy hai humy learning nahi chroni chaiy forex business main achi kamybi k milte hy aur forex main learning ke zeroort bahot zeyda hote hy learning k bakir forex forum nahi chal sakta hum chaiy k is k sath humay learning karna chaiy aur learnig sy bahot zeyda faida milta hy
                    • #11 Collapse

                      Re: learning kabi na choren...

                      ji han dear aapane bilkul theek kaha hamen learning nahin chhodana chahie hamen apne kam ke sath sath learning ko bhi continue rakhna chahie tab hi Ham acchi tarah se kamyabi Hasil kar sakte hain hamen chahie ki Ham jyada se jyada learning Karen tab bhi Ham earning kar sakte hain hamen chahie ki Ham Forex ke rules ko follow Karen knowledge or experience ko increase Karen tab bhi acchi tarah se kamyabi Hasil ho sakti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: learning kabi na choren...

                        Learning kabhi ap left na krein phir aap Dekhenge aapko acchi kamyabi mil Jayegi isliye acchi koshish se acchi ladki ke liye acchi mehnat ko Tham kar aap Forex Mein Achcha time dekar acchi kamyabi per hi focus Karen Ham Jitna Jyada Achcha hai yahan per kamyabi Le sakte hain uske liye mehnat Ka Hona very very important hai aise hi Hamare liye Hasil hoti hai isliye Achcha kam Karen accha Naam banae Aurat ko time dekar bacche experiment se aap Forex ko time dekar kamyabi ke liye acchi koshish karen to yah aapke liye acchi kamyabi Hogi Ham Jyada Se Jyada time dekar Yahan per Forex Sacchi kamyabi Le sakte hain uske liye mehnat Ka Hona Meri very important hota hai isliye aapko chahie bahut jyada mehnat karen to hi kamyabi Aapke Aane Se Mukaddar Mein Aaegi
                        • #13 Collapse

                          Re: learning kabi na choren...

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ijaz Tashna پيغام ديکھيے
                          aslamoalekum dear forex members bilkul agr hum Pakistan forex forum pr kam zimma dari sy krty rhn gy ar daily basis pr khuch na khuch nya sekhty rhn gy to inshaalh hymn bht jald acha experience ar knowledge mil jay ga.is trha hum knowledge ar experience ki waja sy achi earning kr sken gy. is liy kabi n learning ko na choren
                          Agar Forex traders ko treading Mein kamyabi Hasil karni hai aur forex market Mein acchi trading Karke acchi profit hasal karni hai to unko sabse pahle Forex market ki acchi learning Karni chahie Uske bad unko Forex market Mein trading Karni chahie aur unko kabhi bhi Forex ki learning Ko chhodana Nahin chahie aur trading ke Sath learning bhi Jari rakhni chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: learning kabi na choren...

                            ji bilkul jaisa ki aapane pharma ja ke hamen learning kabhi nahin chhodana chahie jab Ham apni learning chhod dete Hain to usse Ham jyada se jyada nuksan ka samna karte hain kyunki hamare pass koi bhi likhi hui chij nahin hoti agar Ham kisi chij ko jyada se jyada sikhenge tu hi ismein jyada se jyada kamyab ho sakte hain kyunki yah kaisa business hai Josh mein Ham jyada se jyada sikhenge tu hi jyada se jyada kam aaenge hamen zyada se zyada ismein sikhana chahie Taki jyada se jyada profit hassil kar sake Jo log is tarah kam karte Hain vah log jarur kamyab hote hain hamen jyada se jyada kamyabi hasil karne ke liye jyada se jyada mehnat karni chahie aur hamen jyada se jyada mehnat karke jyada profit hasil karna chahie Jo log ismein jyada se jyada sikhate Hain vah isase jyada se jyada fayda uthate Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: learning kabi na choren...

                              Forex main kaaamyaaab honay k liye humen learning humeshaaa jaaari rakhni chaahiye or mehnat se is main kaaam karnaaa chaahiye q k jitni zyaada mehnat karen gy hum or market ko analise karnay k baad trade lagaaaen gy utnaaaaa hi humen faaidaaa hogaaa or kaanyaabi k chances bhi zyaada hi hoon gy to samajhnay k liye market ko humen demo par bhi kaaam karnaaa chahiye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X