Gold ke trade mai profit zaidah hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Gold ke trade mai profit zaidah hai

    G haan gold trade yada profit wala hay magar eska acha knowledge hona chaye agar ap nay forex ko ache say learn kiya hy and demo may achi practice kar kay proper tarike say knowledge hasil kiya hy to ap ko forex may success hasil karne may koi problem nai ho gi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Gold ke trade mai profit zaidah hai

      Doston Agar gold ki trade Mein profit jyada hai to usmein last Bhi Jyada avashyakta Hai Kyunki yah bahut hi risky Pyar Hai Is per aapko trade kam se kam Karni chahie isliye Meri suggestion yahi hai ki gold ko film Waqt Chhod De Kyunki yah bahut risky ho chuka hai agar yah August Chala Jata Hai To bahut hi aapko last Hoga pahle se aapke account bahut Sambhal hai isliye aap isko avoid Karen
      • #18 Collapse

        Re: Gold ke trade mai profit zaidah hai

        Yeh BT to reall h keh keh is m trade bht ziada h lakin hmain chahye keh ham log is trade ko smjhein Jo b usk criterian factors Hein usko understand krein keh ham n kis time par gold ki trade Karni h or kis time par Ni karni yeh BT hmary liay zarori h or hmain isko mind m rakh k agy Jana h
        • #19 Collapse

          Re: Gold ke trade mai profit zaidah hai

          Forex Mein trading karte hue Gold ke upar Ham zyada profit Le sakte hain ki unke Gold ke upar trading karne ke liye Hamesha experience knowledge ki zarurat Hoti Hai trader ko Hamesha zyada knowledge Hasil Karni chahie Kyunki is se Hamara bahut zyada fayda hota hai aur ham Jab trading mein experience Hasil karte hain to market Mein Hamen bahut zyada kamyabi milti hai acha profit lene ke liye market mein experience and knowledge ki wajah Se Hi Hamen bahut fayda Hoga aur Gold ke upar trading karne ke liye Hamen pahle gold kya experience Hasil kar lena chahie
          • #20 Collapse

            Re: Gold ke trade mai profit zaidah hai

            ji bilkul theek kaha gold ki trade profit to jyada hota hai lekin risk jyada hota hai Forex trading mein hamesha dard jyada mehnat ke sath aur learning ke sath kam karna chahie tabhi aap acchi earning kar sakenge aur successful trader Ban sakenge Forex all world mein famous business mein hardworking wale log bhi kamyab trader ban sakte hain aur aur achcha fayda Hasil kar sakte hain.
            • #21 Collapse

              Re: Gold ke trade mai profit zaidah hai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: maliktahseen پيغام ديکھيے
              Asslam.o.Alikam dear forex members l, according to my opinion Gold aik risky term hai, but jis jagha risk hta wahan profit b zaidah hta hai, so Gold mai chances or profit high htay
              Talk Raksha market Mein gold ki trade Mein profit bahut jyada hai lekin Gold ke pair par trade karna bahut risky Hai hamare pass acchi knowledge Hona bahut jaruri hai par products form Mein sabse Jyada jarurat Hoti Hai Hamen gold par trade karne mein knowledge ki jarurat hoti hai.
              • #22 Collapse

                Re: Gold ke trade mai profit zaidah hai

                G haan hamesha gold ki trading mei acha profit hota hay risky ha par in forex trading hmein zaroori hai k hard work krein internet se different links different topics ko learn krein ta k jb sufficient knowledge ho tu kaam bhi assan ho jae ga ap ko ziyada se ziyada learn karna chaye tak ap ki invesment zaya na ho apko self confidences bhi lazmi he ,and hard work also.
                • #23 Collapse

                  Re: Gold ke trade mai profit zaidah hai

                  Dear Forex trading business Mein gold ki trading se Ham easily Achcha profit Hasil kar sakte hain Magar gold ki trading Mein Hamen Jyada risk Lena padta hai new traded kabhi bhi gold ki trading Nahin Karni chahie aur koshish Karni chahie ki currency ki trading Se Hi Apne experience ko increase Karen aur apne balance ko increase karne ki koshish karen gold ki trading profit Hasil kar sakte hain gold ki movement bahut jyada speed Mein hoti hai agar Hamare Khet ka analysis karte hue trading Karen To Ham easily kam Waqt Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain without knowledge and experience gold ki trade ko bahut jyada risky consider Kiya jata hai isiliye Hamen koshish karni hai kya Agar Ham Gold ke liye trade Jana chahte hain aur accha profit Hasil karna chahte hain to first Ham Apne experience aur apne knowledge per focus Karen aur apne hi balance ke sath hi trading Karen Shukriya
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Gold ke trade mai profit zaidah hai

                    Assalmau Aliaaum my dear g han bilkul thek kaha hae ap ne jitne bhe commodities hain wo apko bahut zayada profit de sakte hain to hamen bhe cahiye ek hum is main ache tarah se trading kiya karen jitne ache hum is main trading karen ge hum is main utna he zayada kamayab bhe ho sakte hain to tamam logon ko cahiye kw wo is main mehnat karen ache tarah se kam karen take wo is main kamyab ho saken lakin gold par trading karna bahut zayada risky bhe ho jata hae to hamen cahiye ke hum is main ehtiyat se trading kiya karen take hum is main ache tradin kar saken or is main hum kamyab bhe ho saken jo is main dil laga kar ache tarah se kam karta hae wo is main zaror kamayab bhe ho jata hae to hamen bhe is main acha akm karna cahiye agar hamne is main kamyab hona hae to

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X