Forex mai loss ko kaise cover kar sakte hai...???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mai loss ko kaise cover kar sakte hai...???
    Assalamu alaikum dear members...
    Ji mera ap se ye swal hai k agar hume forex mai loss ho jata hai to hum use in short time kaise cover kar skte haii..???
    Apna experience share kare plz...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mai loss ko kaise cover kar sakte hai...???

    forex aik best business hain hum is mai jab kam karty howy koi mistake kar dety hain to hmara account band ho jy ga hum is mai amm buisnes jasa nahi hum is mai bager balance accoutn bana kar be kam kar sakty hain hamy is mai loss ko cover karna ho ga hamy apny learning gan kar ky ak time table bana kar kam karn aho ga yai aik legal business hain
    "The mind is everything, What you think you become"
    • #3 Collapse

      Re: Forex mai loss ko kaise cover kar sakte hai...???

      Je dear forex ma loss ko hamesa himmat sy recover kiya ja sakta hai, ik he bar loss ko recover karny k lae big lot select ni karni chahe, es sy loss double hony k chances zayada hoty hain, forex trading ma small lot ho set ki ho gi to loss ko recover karna bhot easy ho hae ga, kiu k loss kam ho ga but big lot sy hony waly loss ko recover karna etna he muskil hota hai,
      • #4 Collapse

        Re: Forex mai loss ko kaise cover kar sakte hai...???

        Assalaam o alaikum forex forum main loss recover karna bahot sabar ki baat hay hamain loss recover kay liay mehnat karni ho gee oar sakoon oqr cool mind ho kay wait karna ho gaa loss zaroor recover hota hay lekin hamain forex market ka knowledge ho to haan hamain kabhi bhi loss main trade close nahi karni
        • #5 Collapse

          Re: Forex mai loss ko kaise cover kar sakte hai...???

          Forex market mein knowledge ho to hamen kabhi bhi loss mein trade close nahin karni chahieHam kam karte huye Koi mistakes kar jaate Hain jiski vajah se hamen loss ho jata hai hamen apni mistakes Ko Mind mein rakhna chahie unse learn karna chahie Taki Ham again mistake na Karen hamen chahie kya Ham jyada se jyada mehnat Karen Dil lagakar kam Karen tabhi Ham ko achii kamyabi Hasil Hogi
          • #6 Collapse

            Re: Forex mai loss ko kaise cover kar sakte hai...???

            Forex main loss ko recover karnay k liye jaldbaaazi nai karni chaahiye or jo bhi trade lagaaani ho soch samajh kar lagaaani chaahiye or safe trading lott k saath trade lagaaani chaagiye taakay kaamyaabi haaasil kar len or aaasani se loss ko bhi recover kar saken to humen mehnat se kaaaam karnaaaa chaahiye is main taakay kaamyaabi k chances bhi kaaafi had tak zyaada hi hoon.
            • #7 Collapse

              Re: Forex mai loss ko kaise cover kar sakte hai...???

              Agar aap ko Las ho gaya hai To Aisa mein aapane kya karna hai aise Mein aapane karna yah hai ki sabse pahle to aap ko Laat Sahab jo hai vah kam se kam lagaen ya na Sochenge Agar Ham ladko jyada lagaenge to Hamara Jo Lash hai vah jaldi Karva ho jaega Nahin ismein Aur Bhi loose ho jaega Kyunki loose bahut jyada nuksan Hota Hai To Aise mein humko chahie ki ham log ko kam lagaen aur apne emotional ko control rakhe hain Is Tarah aap jald loss recover kar Payenge
              • #8 Collapse

                Re: Forex mai loss ko kaise cover kar sakte hai...???

                اصل پيغام ارسال کردہ از: asif_007 پيغام ديکھيے
                Assalamu alaikum dear members...
                Ji mera ap se ye swal hai k agar hume forex mai loss ho jata hai to hum use in short time kaise cover kar skte haii..???
                Apna experience share kare plz...
                Walekum salam kese ho ap ne jo sawal pucha he us se lagta he ke ap new trader hen ap ko yaha pe mehnat karne hoge tab he ja ke ap ko fida mil sakte he.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mai loss ko kaise cover kar sakte hai...???

                  Dear hum forex main loss ko patience and courage say new trade kay through recover kar sakty hain, emotions and confusion say bach kay hum ager achi planning karain gay or negative thoughts say bach kay positive attitude apnayain gay to hum zaroor forex main apny loss ko recover karnay kay sath sath profit earn karnay main bhi successful ho sakain gay.
                  Last edited by ; 23-05-2020, 09:20 AM.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mai loss ko kaise cover kar sakte hai...???

                    Assalamau Aliakum my dear g han bilkul thek kaha hae ap ne yeh forex business he hae to hamen cahiye ke hum is main mehnat karte rahen ache tarah se kam karte rahen take hum is main kamayb ho saken jo bhe is main mehnat karta hae ache tarah se acha kam karta hae wo is main apne experience se apna loss recover kar leta hae to hamen bhe cahiye ke hum apne loss ko recover karne ke liye is main ache tarah se kam karen take hum is main kamayb ho saken jo bhe is main mehnat zayada karta hae wo is main kamyab bhe zayada he ho jata hae to hamen bhe cahiye ke hum is kain hamesha mehnat karen ache tarah se kam karen take hum kam waqt main he apna loss ko recover kar saken or is main hum kamayb ho saken
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mai loss ko kaise cover kar sakte hai...???

                      Forex men hamen loss ko cover karny kalia bahut himat kay sath kam akrna parta hy ur hamen as men bahut dil lagy kay sath bahut mahnat karna party hy as lia hamen forex men bahut himat ur dil lagy kay sath kam akr kay kamayby hasil karny chaheya ur as tarah say hum forex men loss ko cover kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mai loss ko kaise cover kar sakte hai...???

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: asif_007 پيغام ديکھيے
                        Assalamu alaikum dear members...
                        Ji mera ap se ye swal hai k agar hume forex mai loss ho jata hai to hum use in short time kaise cover kar skte haii..???
                        Apna experience share kare plz...
                        Agar Hamen Forex trading Mein loss Ho Jaaye To Hamen ismein Pareshan Nahin Hona chahie aur na hi Hamen besabri ke sath kam karna chahie Agar Hamen Forex trading Mein loss Ho Jaaye To Hamen Hamesha Soch Samajh Kar aur Sabra ke sath aur acchi planning Banakar forex market Mein acchi trading Karke Apne loss ko recover karne ki koshish Karni chahie aur Hamen Kabhi Bhi Apne loss ko recover karne ke liye jaldbaji Nahin Karni chahie aur na hi Hamen apni trade Mein Bheeg lot size use Karni chahie isase Hamen aur jyada nuksan ho sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mai loss ko kaise cover kar sakte hai...???

                          Loss cover hota hay best plan aur strategy se ap log jis qader merzi profits lay saktay hain is may apko koi rook took nahi hai sab say pehlay ap apna balance zeyda rakhay us kay baad kuch kare jab aap ney forex ko properly learn kia hy aur is key baray main ziada sey ziada information hasil ki ho start main aap small profit hasil karney ka sochain lekan jab experience barh jaye to aap risk ley saktey hain aur big profit bana saktey hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mai loss ko kaise cover kar sakte hai...???

                            Loss cover aik acha plan hamari help karta hay forex k bary main acha experience hona chaiye or humain is k bad market ko chlaty wqt iski upor down ko smjhna chiye acha kam kr k forex ko behter bana skty hain ap ko charts ko samjna chaya or advice lani chaya forex both he risk ha so is ma mind laga ka kam karna chaya zada sa zada damo acount pa kam kra it is key of forex
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mai loss ko kaise cover kar sakte hai...???

                              G agar hamen loss ho jaye tou pershan na hon kyu kay loss tou business ka hisa ha aur humen loss ho jaye tou himat se kaam karna chahiye aur sabar se kaam karna chahiye tab hi hum loss ko recover kar sakty han is liye loss kay time jaldbazi nahi karni balkay himat se kaam karna chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X