baghair training k is markeet k andar kaam karna mout k barabbar hay...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    baghair training k is markeet k andar kaam karna mout k barabbar hay...
    dear jub hamaray pass is markeet ka koi konowledge nai hay jub ham is k baray main kuch jantay nai hain to tab hamara is k andar kaam karna mout k barabbar hay aur hamko aisa risk lainay k baray main kabhi sochna bhi nai chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: baghair training k is markeet k andar kaam karna mout k barabbar hay...

    Ji han aapki baat se main bilkul aagree Karti hun Kyunki Jo members Yahan per Forex ke knowledge ke aur Baghel trading experience ke Andre leta hai vah always Yahan per loss ko lazmi face karta hai forex business Mein Jahan bahut Paisa Hai vahan yeah trading bahut jyada sensitive metrer bhi hai ki ismein bagair training ke entry lena loss ko Dawat dene ke barabar Hai Kyunki ismein without analyse and without best trading skills ke entry Lena Khud Ko Patra Mein dalne ke barabar hai Kyunki is market Mein risk bhi bahut jyada hai agar Yahan Se Acha profit Hasil kar sakte hain to isase Jyada chances aapko loss ke hote hain aap Yahan Se Acha profit bus jab hi Hasil kar sakte hain Jab aapke pass acchi skills hun aur yah skills aap mehnat se hi develop kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: baghair training k is markeet k andar kaam karna mout k barabbar hay...

      G nahi dear har expert aur professional trader beginner hi hota hay time key sath sath experienced ho jata hay es ley market me trading karny se esy traders ka koi nuqsan nahi hota hay esy traders ko experience na hoty howy be trading karna us ko faida de sakta hay, beginner traders ko be sochna chaye key un ka experience kam hay es ley us ko kam risk key sath trading karna suit karta hay esy traders ki hekmat e amli experience increase karny ki honi chaye zeyada risk leny ki nahi.
      • #4 Collapse

        Re: baghair training k is markeet k andar kaam karna mout k barabbar hay...

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading aik tough aur risky business hey iss men bagher learning aur training k trading shuru karnay se loss k ziyada chances hotay hen iss liay pahlay posting k zariay aur phir seniors se achi learning aur training hasil karen aur phir regular trading start karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: baghair training k is markeet k andar kaam karna mout k barabbar hay...

          g han dear ap ny bahut acha knowledge saher kia hy forex online business min treading karny ka lia hamin traning ki zaroorat hy hum bagir treaning ka hum makreet min inter nahin ho skaty hain os ka lia hum ko chaye hum firex min more sy more mhenat karty hiy demo account par achi time spend karin jis sy hum forex min achi prictice kar sakty hain achi prictice sy hum firex min acha experience hasil hota hy jo forex min makreet ko aynalize karny min hamri bahut ziyada help karta hy hum kab markeet ko achy sy aynalize kar skain gy tab hum forex min achi treading kar ka acha profit haial kar sakty hain..
          • #6 Collapse

            Re: baghair training k is markeet k andar kaam karna mout k barabbar hay...

            Han ji bilkul aapki baat bilkul theek hai Pakistan Forex mein agar acchi hamare pass Achcha Sa Achcha concept Nahin Hai To fir Ham Forex Mein Kam Nahin kar sakte uske liye Hamen Achcha knowledge Kaho na very very important hota hai uski jarurat hoti hai isliye Hamen chahie acche acche knowledge ko istemal Karen usko Hasil karne ke liye senior se Rabta Karen aur koi bhi post Forex Mein Aaye usko read Karen agar aisa Karenge To Hamen Achcha advantage Se Accha Sa fayda Milega koshish acchi Hogi to acchi kamyabi Hogi
            • #7 Collapse

              Re: baghair training k is markeet k andar kaam karna mout k barabbar hay...

              her kam ko krnay ka ek proper method aur tareqa hota hy agar ap ko wo kam krna nhi ata to ap nuqsan kr bethian gay issi tarah forex trading ma begahir training aur practice k kam krna sirf aur sirf paisay aur waqat ki barbadi hy. To is ki traning hasil krian. First learn then earn. Nhi to ap ko kuch hasil nhi ho ga sirf nuqsan k.
              • #8 Collapse

                Re: baghair training k is markeet k andar kaam karna mout k barabbar hay...

                bilkul sahi hai agar aap trading karna chahte hain to uske liye behad jaruri hai kya aap train England is Forex trading co secant yah kya chij hai ismein kaise kam karte hain ismein kaise Kam Nahin Karta agar aap Aise Hi ismein Kam karna Shuru kar dete hain to uska koi fayda nahin Hota isliye bata rahi hai ki aap press reading ke bare mein bahut Kuchh Jaan Lekar Uske bad apni Marji se trading Karenge to uska fayda Hoga agar aap Aise trading Karenge to aapko Koi fayda Nahin Hoga aapka time West Hoga aapka Sara ka sara Paisa Jay Ho Jaega
                • #9 Collapse

                  Re: baghair training k is markeet k andar kaam karna mout k barabbar hay...

                  yes ap ne sahi bat kahi hay pak forex international online business hy jis mein ham jitna achi mehnat se analysis or market ko watch kerne ka experinence hasil kerty han utna hamain achi success milty han ager ham bagir knowledge or experience ke market ke andar kam kerne ka sochty han to bilkul ye hamre liye aik mut se kam nahi hy yani bar bar nuksan hi hoga bagir market ko sumjne se
                  • #10 Collapse

                    Re: baghair training k is markeet k andar kaam karna mout k barabbar hay...

                    G han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen forex men bahut himat kay sath teading karny chaheya kunkay as men agar hum treading nahin karen gy tu hamen as men bahut nuksan hoga as lia hamen as men bahut hkmat kay sath kam akrna parta hy as lia hamen forex treading bahut tawajho kay sath karna chahey
                    • #11 Collapse

                      Re: baghair training k is markeet k andar kaam karna mout k barabbar hay...

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                      dear jub hamaray pass is markeet ka koi konowledge nai hay jub ham is k baray main kuch jantay nai hain to tab hamara is k andar kaam karna mout k barabbar hay aur hamko aisa risk lainay k baray main kabhi sochna bhi nai chaye.
                      Durga trading ke market ke andar kam karna bilkul bhi bevkufi hai jo log trading Nahin karte hue Logon Ko chahie ki market Mein entry nahin na Karen Agar market Mein acchi trading Karke acchi profit milati Hai To Kya Jata Hai Ham thoda sa time nikal kar Forex ko Denge To Hamen Kuchh Na Kuchh Ho Rakh dega.
                      • #12 Collapse

                        Re: baghair training k is markeet k andar kaam karna mout k barabbar hay...

                        Ji han aapki baat se principle bilkul aagree Karti hun Kyunki Jo individuals Yahan per Forex ke information ke aur Baghel exchanging experience ke Andre leta hai vah consistently Yahan per misfortune ko lazmi face karta hai forex business Mein Jahan bahut Paisa Hai vahan definitely exchanging bahut jyada delicate metrer bhi hai ki ismein bagair preparing ke passage lena misfortune ko Dawat dene ke barabar Hai Kyunki ismein without break down and without best exchanging abilities ke section Lena Khud Ko Patra Mein dalne ke barabar hai Kyunki is market Mein hazard bhi bahut jyada hai agar Yahan Se Acha benefit Hasil kar sakte hain to isase Jyada chances aapko misfortune ke hote hain aap Yahan Se Acha benefit transport hit greetings Hasil kar sakte hain Jab aapke pass acchi abilities hun aur yah abilities aap mehnat se hello there create kar sakte hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: baghair training k is markeet k andar kaam karna mout k barabbar hay...

                          Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai forex market ke andar training or experience ke baghair kam karna Mushkil Hai Agar aapke pass Forex trading ka knowledge Nahin Hoga aur aapke pass Forex trading ka Achcha experience Nahin hoga to aap kabhi bhi apni trade Se Achcha profit hasela nahin kar Sakenge aur kabhi bhi Forex Mein kamyab trader Nahin Ban Sakte isliye forex market ke andar apni trading start karne se pahle Hamen Forex trading ke Tamam features ko learn karne ki koshish Karni chahie.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X