Forex trading ma loss ko dakh kar jazbati ni hona chahe, tasali sy work karna chahe??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading ma loss ko dakh kar jazbati ni hona chahe, tasali sy work karna cha

    ji han aapane bilkul theek kaha hamen loss ko dekh kar chal party nahin hona chahie balki apne loss ko recover karna chahie aur tasalli se apna work ko continue rakhna chahie tab hi Ham apne loss ko recover kar sakte hain hamen chahie ki Ham apni mistake se learn Karen acche se accha experience Hasil Karen tab hi ismein achha profit Hassal kar sakte hain hamen bahut jyada mehnat ki jarurat hoti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading ma loss ko dakh kar jazbati ni hona chahe, tasali sy work karna cha

      yes dear bilkul thek kaha hy pak forex business mein kabi bhe loss ko dekh mayos nahi hona cheye or na hi jazbati hona cheye balke tasli se or sabar se kam kerna cheye then achi success hasil ker saky ge ye business hamain learning kerne se achi earning bhe zror deta hy yani ham jab cheye pak forum par online ho ke kam ker ke achi success hasil ker sakty han
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading ma loss ko dakh kar jazbati ni hona chahe, tasali sy work karna cha

        Ji han friends aap theek kah rahe hain Forex trading mein agar Hamen loss ho jaaye To Hamen pareshan aur na ummid Nahin Hona chahie loss hota rahata hai bus aapane mehnat Karke market ko analyse karna sikhna hai Jab ap market ko analyse karna acchi Tarah Sikh Lenge tab aapko loss kam hoga market Main indicator ko Sahi tarike se istemal karna Sikh len to tab aapko profit hi profit Hasil hoga aapko Kabhi loss Nahin hoga Aksar dost Aise Hain loss Ko Dekhkar mayoos Ho Jaate Hain aur vah trading per acche tarike se tavajjo Nahin dete unhen chahie ke vah market ko Samjhen aur Apna loss recover Karen loss recover karna Koi Mushkil Baat Nahin Hoti Hai hi Bas hamin mayoos Aur na ummid Nahin hona hai Kisi bhi kam ko pura karne ke liye Hamen mehnat karna parti hy
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading ma loss ko dakh kar jazbati ni hona chahe, tasali sy work karna cha

          Assalamu alaikum dear members...
          Ji hume loss se bilkul bhi ghabrana ni chahiye balke use cover krna chahiye...
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading ma loss ko dakh kar jazbati ni hona chahe, tasali sy work karna cha

            loss to business ka hissa hae yeh kabhe bhe apko loss ho sakta ha to hamen cahiye ke hum bas is main mehnat karen ache tarah se kam karen take hum is main kamayab ho saken jo bhe is main jitne zayada mehnat ke sath kam karta rehta hae wo i main zaror kamayab ho jata hae to hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat karte rahen hamesha ache tarah se kam karte rahen take hum is main kamayb ho saken q ke yeh business bahut he acha business hae hum is main jitne zayada ache trah se kamkarte howe is main mehnat karte hain hum is main kamyab ho jate hain to hamen bhe is main ache tarah se acha kam he karn cahiye take hum is main successful ho saken or is main hum ache earning hasil kar saken
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading ma loss ko dakh kar jazbati ni hona chahe, tasali sy work karna cha

              Ji dear ager a hy tor per analysis kar kay trade start ki jaye to phir hamain worry nai hona chahiye q keh running loss price movement and supply&demand ka result hay, jo keh again recovery main a jata hay or profit aide main trade a jati hay, running loss say fearless ho ker tension and confusion say bachna chahiye or apni trade ko close karny say avoid karna chahiye.
              • #22 Collapse

                Re: Forex trading ma loss ko dakh kar jazbati ni hona chahe, tasali sy work karna cha

                bilkul theek kah Rahe Hain Ki Humko chahie ki Ham Ho Jaise hi loss Ho Jata Hai To Hamen Lash ko bardasht karna sikhen large ko band karna sikhen loss business Kaisa hota hai to is Samay Humko koi bhi ghar banane ki jarurat Nahin Hoti balki Hum Ko Himmat chahie hoti hai ki ham log ko Himmat Karen aur Himmat Aur Bhi banaenge to Hamla Sapna recover kar lenge aur acchi profit Mein a jaenge
                • #23 Collapse

                  Re: Forex trading ma loss ko dakh kar jazbati ni hona chahe, tasali sy work karna cha

                  Dear ap ne theek kaha loss ko dekh kr kabhe bhe preshan nahe hona chahie kyn ke loss aur profit 2no hisa hain forex ka aur jo trader loss ko dekh kr emotional ho jaten hain aur jaldbazi ya lalach mein aa kr trading krten hain un ka koie future nahe hai forex mein, forex mein ager kamiyab hona hai tu apne emotions aur lalach per control krna hoga aur loss ko kise had tk bardasht bhe krna hoga aur market ko completely samjhna bhe hoga forex ek essa business hai jis mein har points ki apne ehmiyat hai un points ko samjhna hoga aur sabr ka muzahira krna hoga tabhe forex se acha profit earn ho sakta hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex trading ma loss ko dakh kar jazbati ni hona chahe, tasali sy work karna cha

                    Dear friend Forex trading 1 risky business hy is k andar profit or loss hota rehta hy. Isliye hmain chahiye k hum loss Ki Surat Mein emotions per control paen aur jazbati Na Ho Aur na hi jaldbazi ke andar aur trade open Karen Aisa karne se ham aur ziada loss mein Ja sakte hain. Isliye Hamen chahie ki Ham Sabar se kam lena aur Himmat Karen aur Market ki trend ko acchi Tarah Se samajhne Ke Baad aur analysis karne ka bahut hi dusri trade lagaen Taky Ham Apna loss ko recover kar Saken aur profit Kama Saken.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex trading ma loss ko dakh kar jazbati ni hona chahe, tasali sy work karna cha

                      g ha dear bilkul thek kaha hain apne forex trading main bhot he mehnat ki jati hain forex trading main bhot he hard work karna hota hain trading main mehant karna hain professional trader asy hote hain k is main ek lagan k sath kaam karna hain loss hota hain tu jaldbazi say kaam nhe karna hain relax ho kar kaaam kiya jata hain tu kamyabi b mil jati hain trading main jaldbazi ki koi need nhe hain trading man relx ho kar kaaam karne ki neeed hain loss ko recover karne k liye b jaldbazi ki need nhe hain bhot he dehan say kaam karna hain merket ko analysis karna hain relax ho kar kaaam karna hain tab he humhain ek kamyabi hasil ho skti hain or kamyabi mil skti hain
                      ​Sadaf Khan

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X