knowledge k bina hum uch bhi earn nahi kar sakte

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    knowledge k bina hum uch bhi earn nahi kar sakte
    my dear knowledge k bina hum kuch bhi earn nahi kar sakte forex se so meri new traders ko advice hai k forex ko proper sikhne k baad start karna chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    knowladge kay begair ham achi trading nahi kar sakty hai ku kay agr ap ko aik chez kay bary mein knowladge ho nahi ho go to ap us mein kam bhi kese kar sako ge is liye ap kay pas knowladge hona bht zruri hai ta kay ap acha kam kar kay acha profit kama sako.
    • #3 Collapse

      Yes, I totally agree on it, as no gain without learning, and nobody can earn without knowledge, skill, expertise, and information. We can earn by controlling our emotions and we should be dedicated and work with enthusiasm.
      • #4 Collapse

        dear g han bilkul mein ap say agree karta hun k ham forex trading mein without knowledge ham earn nahi kar sakty kyun jk hamain market ki samjh nahi hogi to ham kaisay earn karien gay
        • #5 Collapse

          yee baat bilkul sach kay binna knowledge kuch bhe hasil nahe hoota chahey woo koi bhe am hoo knowledge is tha main power of every work in world..
          • #6 Collapse

            gee friends mere kheyal se to forex ak aisa business hai jis ko krne k liye ap k pas es ka acha knowledge or experoience ka hona bohat zarori hai or in k bagair ap forex me kamiyab ni ho skty ..... so forex ko start krne se pehly tori c mehnat kren or es ka experience hasil kr k es ko shoro kren .....
            • #7 Collapse

              knowledge is improtant

              اصل پيغام ارسال کردہ از: pamar پيغام ديکھيے
              my dear knowledge k bina hum kuch bhi earn nahi kar sakte forex se so meri new traders ko advice hai k forex ko proper sikhne k baad start karna chahiye.
              je bilkull knowledge kay bagar ap kuch nai kar sakhty han yaha tak kay ap earn be nai kar sakhty apko is kay bary may pata hu ga tu tab ap kam kar sakhty han is lya knowledge buhot zarori ha
              • #8 Collapse

                g han bilkul esi he bat hai knowledge k bager hum kuch bhi earning nhi kr skte earning to kya hum kisi kam k bhi nhi reh jate knowledge k bager ku k isi se humen pta chlta hai kya thk hai aur kese kam krna ha
                • #9 Collapse

                  dear friends and Brotehrs salam to all .,.,.,.,.,. .,., dear bhai jaan agar forex main aap kay pas knowledge nahi hain toh aap is main khuch bhi nahi kr skty knowledge kay bagir aap aik dham fail hain ap ko,just loss hi hoga
                  • #10 Collapse

                    knolwedge ke bina kuch nhe hota he trader apne trading mein us wqt kmayab hota he jeb wuh trading mein apne sahih tariqe se trading krta he aur apne trading mein best income hasil krne ke lie bhtr knoweldge hasil krta he tu wuh kamab hota he
                    • #11 Collapse

                      g han ap ko kisi cheez k bary me ilm ho ga to ap kuch earn kar saky ap ko kisi kam ka ilm he nai ho ga to ap wo kam kesy karo gy ap ko us ko phly samjhna pary ga us k bad ap us kam ko karny k kabil ho gy phr he kuch earning kar sakty ho ya phir koi tukka lag jaye to aur tukka har bar nai lagta .
                      • #12 Collapse

                        mere bahi je se k ap ne kay he k knowldge k bina hum kuch bhi rarn nahi kar sakte to mere bahi bahat ye he k Forex trading eek asi business he jis me ham knowldge or experience k kuchbi nahi kar sak the.
                        • #13 Collapse

                          yes dear mein apki se sehmat hun aur agree karta hun ke new traders ko pehle forex trading ki puri maloomat leni chahhye........................................... .................................................. ...........................................
                          • #14 Collapse

                            knowledge is most important in trading. without knowledge and learning we are not able to do any trading in forex. we can not earn money and not achieve profit without proper knowledge. so for successful trading the knowledge is must.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G ap bilkul sai phrma rahe hain kiyun ke insan ki fitrt ha ke wo os kam ko naikr sak tha jo os ne sekha na hu is liye is kam ko krne se pheley is ko sikhana pr tha tu os ke bad is ko krte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X