trade mein ghalti?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade mein ghalti?
    hang dosto aj kal trade men jo log ki badi tadad ghalti ker rahi hai woh hai jaldbazi or sabr na krna
    1 jaldbaz insan is dunia men tu kia akhrat men b kamyab nai ho sakta is ki badi waja is ka saber na krna hai jo us ki nuqsaan ki
    sab sye badi waja hai or phir kahta hai k kam men koi fayda hi nai hay
    2 or dosri bat yeh hai k koi b kam ho chahy woh trade sye related ho ya zindagi ka koi or shuba sabr krnay men kamyabi hai
    or allah b farmata hai k main saber krny walon k sath hon
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trade mein ghalti?

    hum market ma trade laga kar munfa kama skaty hain hamy learning gain kar ky aik time table bana akr kam kkarna ho ga hum is mai raat mai be kam kair sakty hain hum is mai ddin ai be kam kar sakty hain hum is mai agar lalacho ban ky kam kary gy to hamara account baned hoj jy ga yai aik legal business hain hum gar mai be kam kar sakty hain is mai haamra koi be bsos nahi
    "The mind is everything, What you think you become"
    • #3 Collapse

      Re: trade mein ghalti?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadtariqkhan5 پيغام ديکھيے
      hang dosto aj kal trade men jo log ki badi tadad ghalti ker rahi hai woh hai jaldbazi or sabr na krna
      1 jaldbaz insan is dunia men tu kia akhrat men b kamyab nai ho sakta is ki badi waja is ka saber na krna hai jo us ki nuqsaan ki
      sab sye badi waja hai or phir kahta hai k kam men koi fayda hi nai hay
      2 or dosri bat yeh hai k koi b kam ho chahy woh trade sye related ho ya zindagi ka koi or shuba sabr krnay men kamyabi hai
      or allah b farmata hai k main saber krny walon k sath hon
      aapane bilkul sahi kaha hamen jab bhi loss hota hai uski man vajah yahi hoti hai ki Ham jaldbaji se kam karte Hain Jo log ismein jalpari se kam karte hain aur Sabra nahin karte vah hamesha apne account se hath do bete Hain isliye hamen chahie Ham sabar ke sath kam Karen aur usmein kabhi bhi chal pasina Karen Taki hamara nuksan na.
      • #4 Collapse

        Re: trade mein ghalti?

        G han frends asslam o alaikum.bilkul sai kaha ha ap logon ne i fully agrree with you first of all i hope u are all right g han frrnds bilkul sai kaha ha ap.logon.nen hmen is pak forex trading men koi nhi glti nai krni chhaye bl k dehan k sath kam krna chahye .
        G han frends agr hm se koi glty ho bhi jaty ha to hmen ude duhrana nai chahye nai to hmen bhary nuksan uthana pr jay va
        • #5 Collapse

          Re: trade mein ghalti?

          G han dost aap ne bilkul sahi kaha k traders ki ye ghalti hoti hai k wo market ko dekhy bina trade open kr lety hein ye jald baazi unko loss deti hai jb tk market ki movement ko samjhty nhi trading krny ka koi faida nhi apko is business ki basics malom honi chahiye kionkeh ye risky business hai wrong trade open krny se loss hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: trade mein ghalti?

            dear g han ap nay sahee bat ko ka hay is main ham ko chye k ham jis time main bhi koi trade ko open kia karein is main ham ko kabhi bhi apnay kam ko hurry up k sat nahi karna ho g is main ham ko apnay kam ko best say best method k sat last tak improve karty rahnay ki try karna ho g ham ko ik bat ko mind ain set ker k he apnay kam ko karna ho ham is main hurry up nahi karein gye to bqad main ja ker k he ham ko kamybi mil saky g .
            • #7 Collapse

              Re: trade mein ghalti?

              Agar trade Mein Koi Galti a Jaaye to use foreign hi close kar den Taki aapka Mal Jyada Se Jyada last Na Ho.
              ....
              😅😓😅😓😅
              • #8 Collapse

                Re: trade mein ghalti?

                Ji han main aapki baat se agreed Karti hun trade Mein Sabse Badi Galti Jo Ham karte hain vah jaldbaji mein step lena hai Jab Ham pagal ise ke jaldbaji mein is market Mein Koi Bhi entry lete hain FIR Hamen loss hota hai to Koi ki Jayegi kabhi bhi jaldbaji Mein Koi Bhi trade open na Karen Kyunki ismein aapka Sara mehnat se Banaya Gaya bonus gaya ho sakta hai Kyunki Yahan per Chhoti Si Galti aap ke liye big loss ka Shabab Jaati Hai isliye always proper analyse ke sath aur Sabar se kam lete Hue trading Karen this trader ke andar Sabar ki best quality majbut Hoti Hai vah Forex main Hamesha kamyabi Hasil karta hai aur yahan se achi earning bhi Hasil kar sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: trade mein ghalti?

                  g bilkul theak kaha hai apny aj kal members ki tadad bhe bhot barh gae hai or members bina knowledge or experience k he kam karty hain or trade ko continue rakhty hain tabhi wo agy nahi barh paty hain or kamiyab bhe nahi hoty hain..hamen phly learning karni cheye or hum learning kar karny k bad he hum trading kar sakty hain or kamiyab bhe ho sakty hain ..hamen hamesha he achi qaulity or achi learning k sath he kam karna hoga or jaldbzi hamen kabhi bhe nahi karni cheye ..hamen hamesha he jaldbazi sa dur reh kar he kar par focus karna cheye ..
                  • #10 Collapse

                    Re: trade mein ghalti?

                    Assalamu alaikum dear members...
                    Ji member ap ne sahi kha hai k sabr boht bari nimat hai... Agar hume trade mai loss hota hai to hume jaldbazi krne ki bjae sabar se kam lena chahiye...
                    • #11 Collapse

                      Re: trade mein ghalti?

                      Trade main ghalti baray baray traders or baray baray experts kar detay hain yeh koi aysi bari baaat nahi hai lekin is main hum tab tak kaamyaab nai ho saktay jab tak hum apni ghaltion ko samjhen gy nahi or un ghaltion par qaabu nahi karen gy q k is main humen apni ghaltion se sabq seekhnaa chaahiye or jo bhi trade lagaani ho safe lott k saath hi lagaani chaahiye taakay kaamyaabi k chances bhi zyaada hi hoon.
                      • #12 Collapse

                        Re: trade mein ghalti?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadtariqkhan5 پيغام ديکھيے
                        hang dosto aj kal trade men jo log ki badi tadad ghalti ker rahi hai woh hai jaldbazi or sabr na krna
                        1 jaldbaz insan is dunia men tu kia akhrat men b kamyab nai ho sakta is ki badi waja is ka saber na krna hai jo us ki nuqsaan ki
                        sab sye badi waja hai or phir kahta hai k kam men koi fayda hi nai hay
                        2 or dosri bat yeh hai k koi b kam ho chahy woh trade sye related ho ya zindagi ka koi or shuba sabr krnay men kamyabi hai
                        or allah b farmata hai k main saber krny walon k sath hon
                        Dear ap ne agar ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai jald bazi se kaam nai karna chaye ais market mai ap agar planing kar lety hai to ap ko ais market mai ghalti se bachna ho ga ap ais market mai ghalti kary gay to ap ko ais market mai loss aisi waja se hota hai jab ap ais market mai ghalti karty hai hamesha analysis k sath kaam kary ap agar jald bazi karty hai to aus par ap lot bari select kar skaty hai ya kai dafa achy point se market mai enter nai hoty.
                        • #13 Collapse

                          Re: trade mein ghalti?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadtariqkhan5 پيغام ديکھيے
                          hang dosto aj kal trade men jo log ki badi tadad ghalti ker rahi hai woh hai jaldbazi or sabr na krna
                          1 jaldbaz insan is dunia men tu kia akhrat men b kamyab nai ho sakta is ki badi waja is ka saber na krna hai jo us ki nuqsaan ki
                          sab sye badi waja hai or phir kahta hai k kam men koi fayda hi nai hay
                          2 or dosri bat yeh hai k koi b kam ho chahy woh trade sye related ho ya zindagi ka koi or shuba sabr krnay men kamyabi hai
                          or allah b farmata hai k main saber krny walon k sath hon
                          Hamen trading Mein Galti Nahin Karni chahie Kyunki is se Hamen bahut zyada loss hota hai trader ko chahie ki woh forex market mein experience Hasil Karen aur trader experience ki wajah Se Hi market Mein successful hota hai Acha profit lene ke liye market Mein knowledge ki Zyada ja3rurat hoti hai agar Ham forex ki knowledge Hasil kar lete hain To Ham market mein bahut zyada da Kamyab hote hain Hamen chahie ki Ham Forex ka Zyada knowledge Hasil Karen aur trading Mein Galti karne ki wajah se bahut zyada loss hota hai isliye usko recover karne ki koshish Karenge to market Mein kamyabi Milegi credit ko Hamesha Apne loss ko recover karne ki koshish Karni chahie Kyunki isase Hamara bahut zyada fayda hoga
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: trade mein ghalti?

                            g haaan ap nay shi kha hy humaain es main trae main koi mistake nhi kurni chahiyay q keh agar hum es main apni trade main koi mistake kur day gay to humain es main loss ho jay ga to humain es main agar loss say buchna hy to es kay liyay humain es main soch samujh kay kaaam kurna ho ga or mistakes bilkul bhi nhi kurni ho gi agar hum es main mistakes kur day gay to humain es main loss ho jay ga to humain es main mistakes kur kay khud kay liyay loss kay chances burhanay nhi chahiyay

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X