If hm aik din forex pe posting na kar sakain tu, us ka kya impact ho gah hamarh bonus
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    If hm aik din forex pe posting na kar sakain tu, us ka kya impact ho gah hamarh bonus
    Asslam.o.Alikam dear forex members, if Ham Apne busy hone ki vajah Se Ek Ya Do Din posting na kar sake to iska kya impact hota hai Hamare bonus level per Jo bonus Hamen weekly basis per Milta Hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: If hm aik din forex pe posting na kar sakain tu, us ka kya impact ho gah hamarh b

    dear mamber forex main aghr ap posting nahi karty tu es ka impact ap par yah parhta hai k apko bonus milna hota hai jis se ap apni trading ko possible bnaty hain aghr ap posting nahi karty tu ap apni trading k liye bonus bhi nahi le paty or apni trading kar paty hain jis se hum earning kar paty hain forex main soch smjh kar ap apny bonus ka use karen tu he ap forex main kamyab ho skty hain or achi earning hasil kar skty hain
    Last edited by ; 22-05-2020, 03:46 PM.
    • #3 Collapse

      Re: If hm aik din forex pe posting na kar sakain tu, us ka kya impact ho gah hamarh b

      Pak forum me agar aik din posts na karen to us ka bonus nahibmele ga aur pore weekly bonus pe us ka asar par jaye ga aur apko apna weekly bonus kam lage ga. Is waja se karobar me izafe k leye bonus hasil karen. Forex Trading me kamyab hone k leye bohut struggling karni parti hai. Aam tawar par ye aik asaan karobar dekhaye deta hai lekin ye aisa hai nahi. Hamen koshash karni chaheye k hum positive mind k sath achi se achi trading karen. Kuch zarori points ye hai forex trading me kamyabbi k leye. Over trading se bachen, account ki valum barane ki koshash karen, lalach na karen, analysis aur strategy k mutabiq chalen, knowledge aur experience hasil karne ki koshash karen, apne leye daily goal select karen. Jazbat pe control rakhen.
      • #4 Collapse

        Re: If hm aik din forex pe posting na kar sakain tu, us ka kya impact ho gah hamarh b

        assalamu alaikum friend agar aap log yahan par correct form nahin ek din posting nahin karte to unka koi bhi pata nahin hai agar aapko accha bonus Milana hai to ek din chhutti karne ke bad bhi mil jana hai agar nahin Milana to aap mukammal to target complete Karen aapko fir bhi nahin milega kyunki main target complete karke dekha hai mujhe fir bhi bonus achcha nahin mila isiliye main aapki is baat se bilkul theek hun aap pareshan Na Ho
        • #5 Collapse

          Re: If hm aik din forex pe posting na kar sakain tu, us ka kya impact ho gah hamarh b

          Sub say pelhi baat ya hai ap jatni menat karay gy otna he zayda or acha bonus hasil karain gy chay ap 10 ganty karty hai ya phir 12 ganty ya phir 5 ganty ya ap per hai ap yaha katni time dety hai agar ap ko koi masla prechanj hi jis waja say ap ik din post ni kar sakty to ap k bonus per asar paray or next din ap ayin or zayda time dain zayda post karin ho sakta hai ap k bonus pr kam sara parat
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: If hm aik din forex pe posting na kar sakain tu, us ka kya impact ho gah hamarh b

            Dear agar Ham Forex per ek din posting nahin karenge To hamen main Koi impact nahin padega Ham jitni jyada mehnat karte hain utna hi hamen achcha bonus milta Hai Ham jitni posting karenge jitni mehnat karenge acchi quality ki post karenge utna hi hamen bonus milega

            اب آن لائن

            Working...
            X