Trading ke waja sc hamary respect bar jati hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ke waja sc hamary respect bar jati hai
    Trading ke waja sc hamari respect bar jati hai kion ka jab ham apna Kam khud karthy hain to hamary andar self respect pada hoti hai. Or confidence be gain hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ke waja sc hamary respect bar jati hai

    Forex Trading me hum kafi sarmaya bana sakte hen aur hum independent aik business man ban sakte hen. Hamen bus thori si mehnat karni parti hai. Forex itna mushkil karobar nahi hai. Forex trading me dunya bhar log kam kar rahe hen. Aur ye dunya k sab se bari market hai. Is ka business rozana k hisab se trillions me hota hai. To dunya ka koi bhi stock Exchange to is ka muqabela kia pori dunya ki stock Exchange akhate ho k bhi iska muqabela nahi kar sakti. Aur ye is waja se hai kion k is ko pori dunya me har jagah se access aur asani se trading ki waja se hai. Forex trading me hum brokers k zarye hisa lete hen jo umoman internationally registered howe hote hen. Aur agar koi broker register nahi hai to us k account me hamen deposit nahi karna chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: Trading ke waja sc hamary respect bar jati hai

      g han ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se agree krta hun forex trading ka business boht he acah business hai jis main sub mahnat kar k jub earning karty hain tu un i respect barh jati hai jis se sub oski izat karty hain forex aik best online trdaing ka business hai es liye es main aghr hum kamyab hona chahty han tu hmain mahnat krna hogi mahnat se he hum kamyab ho skty hain or achi earnng haisl kar sky hain
      Last edited by ; 22-05-2020, 03:11 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Trading ke waja sc hamary respect bar jati hai

        ji han bilkul aap Rehti kahan hai Jin Logon Ko Pata Chalta Hai Ki Ham trade kar rahe hain to vah Hamari respect karte hain Kyunki ab Ki Duniya Ka Ek bahut hi accha naam hai Forex Duniya Ka bahut hi Achcha business Hai Iski Hawale se Hamari Ijjat hoti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Trading ke waja sc hamary respect bar jati hai

          tradingg kar ky passia kama skaty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din maa be kam kar sakty hain hum is mai bager balance acocunt bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga yai aik legal business hain hum is mai tuka system sy kam kary gy to hamara account bane dho jy ga
          • #6 Collapse

            Re: Trading ke waja sc hamary respect bar jati hai

            Assalamu alaikum dear friend aapki baat bilkul sahi hai forex trading business mein trading ki vajah se Ham logon ki respect badh jaati hai vah isiliye badh jaati hai cricket trading se hamen behtarin aur sabse lajawab profit and hoti hai isliye Ham logon ki trading kannada respect badh jaati hai aur hamen apne respect ko badhate rahana chahie training karte karte
            • #7 Collapse

              Re: Trading ke waja sc hamary respect bar jati hai

              Ji trading ki vajah se respect badh Jaati Hai respect tab hi hoti hai Jab aap Mehnat karte hain aur Apna knowledge increase Karte Hain. If ap mehnat Nahin Karenge to koi bhi aapki respect Nahin Karega Jis Jis Se aap dissatisfied Honge or naumeed me Honge Hamen chahie apni respect increase karne ke liye daily base pe mehnt
              • #8 Collapse

                Re: Trading ke waja sc hamary respect bar jati hai

                Forex aik bhot achaaa business point hai or is main hum ghar bethay kaaam kar saktay hain or kaaafi achi earning haaasil kar saktay hain to kaamyaab honay k liye is main humen mehnat se kaaam karnaaa chaahiye or jo bhi trade lagaaani ho humeshaaa safe lott use kartay huay lagaaani chaahiye taakay kaamyaabi k chances zyaada hi hoon...
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ke waja sc hamary respect bar jati hai

                  , reading aur Forex ka aapki respect Se Koi Lena Dena Nahin Hai Karobar Mein Spectre Dekhi jaati Apna fayda Dekha jata hai aapko Paida Kaise jyada ho sakta hai market se aap kaise Jyada profit kaise kar sakte hain uske liye Jo Bhi tikrapara Pyar Karenge vah theek hoga agar aap apni respect Tere Ke Chakkar Mein Mein Pad Jaenge to aapko bhi market mein Aage nikal Sakte Dost Hai mehnat karne se aur knowledge into karne se aap Mein confidence aaega aur aap kaatne uske sath Jyada kam kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ke waja sc hamary respect bar jati hai

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Malik Bilal پيغام ديکھيے
                    Trading ke waja sc hamari respect bar jati hai kion ka jab ham apna Kam khud karthy hain to hamary andar self respect pada hoti hai. Or confidence be gain hota hai.
                    ji han bikul sahi kaha jab koi kisi kaam main experience our knowledge zyada hota hai to us kaam ko dosre karne wale log ap ki izzat karne lagti hain our hamara muraal boland hone lagta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ke waja sc hamary respect bar jati hai

                      G hn bhai ap ki bat bilkul sahe hai k ager hm aik achy aor Kamyab Forex traders ban Katy hain tu hamri bahut ziada respect hoti hai aor har koi ham sy trading k barayn acha knowledge aor experience Hasil krna chahta hai aor hmn chahy k hm bhe apna knowledge zarur agy transfer kren aor har koi jo seekhna chahta hai us ki help kren
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading ke waja sc hamary respect bar jati hai

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Malik Bilal پيغام ديکھيے
                        Trading ke waja sc hamari respect bar jati hai kion ka jab ham apna Kam khud karthy hain to hamary andar self respect pada hoti hai. Or confidence be gain hota hai.
                        Pak Forex forum power trading karne se Hamari respect bahut jyada badh Jaati Hai Kyunki log jyadatar paise ko salam karte hain per kam karne se hamare pass Itna Jyada Paisa Hota Hai Ki Har Insan Hamari bahut jyada respect karne lagta hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading ke waja sc hamary respect bar jati hai

                          G trading ki waja say respect bharti hai ya nai ya ni malom lakin ap jb koi menat wala kam karay dill laga kar kam karain chay wo trading he ku na ho ya koi or kam to wessy he ap ki iazat bhot bar jati hai ku k ap menat kar rahay hoty hai or menat may barkat hoti hai ais liya jb bhi koi kam karay dill laga kar karin to ap yaqenen Respect hasli kar lain gy

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X