Loss se pareshan Nahin Hona Bal ke recover karna hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss se pareshan Nahin Hona Bal ke recover karna hai
    My dear Forex members Agar Hamen Forex trading Mein loss Ho Jaaye To Hamen isase Pareshan Nahin Hona chahie Bal ke Hamen Apne loss ko face karna chahie aur loss hone par Sabar karna chahie aur Hamen Apne loss ko acchi planning ke sath Forex market Mein trading Karke recover karne ki koshish Karni chahie Kyunki Jo log acchi planning ke sath Apne loss ko recover kar lete hain Vahi log Forex trading market Mein kamyabi Hasil Karte Hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss se pareshan Nahin Hona Bal ke recover karna hai

    loss business ka aik hisa hain hamy loss hony par tese nahi hona chahey hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or ahca bonsu hasil kar sakty hain ham is main out off cost account bana kar be kam kar skaty ain yai kabe be band na hony wala aik real business hain is mmain hamara koi boss nahi hota hain
    • #3 Collapse

      Re: Loss se pareshan Nahin Hona Bal ke recover karna hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: msarwar7861 پيغام ديکھيے
      My dear Forex members Agar Hamen Forex trading Mein loss Ho Jaaye To Hamen isase Pareshan Nahin Hona chahie Bal ke Hamen Apne loss ko face karna chahie aur loss hone par Sabar karna chahie aur Hamen Apne loss ko acchi planning ke sath Forex market Mein trading Karke recover karne ki koshish Karni chahie Kyunki Jo log acchi planning ke sath Apne loss ko recover kar lete hain Vahi log Forex trading market Mein kamyabi Hasil Karte Hain
      Ji dear aapane bilkul sahi kaha hai ki Humne Agar trade karni hai to Ho Pareshan Nahin Hona Agar Hamen start Mein loss bhi hota hai Kyunki Har business ke showroom mein aapke pass pura knowledge na hone ki vajah se aap bhi bhashan formation kam hoti hai Jiski vajah se aap Shuru Mein Lash karte hain lekin usse Darna Nahin chahie balki Hamen Apne knowledge ko aur kaam ko Tej karna chahie Taki Ham isko Sikh Saken Jo hamari mistake ho rahi hai ab Agar is tarike se Ham Apne mistakes ko remove karte rahenge To Ham Bole Janu Kamyab Ho Jaenge to let
      • #4 Collapse

        Re: Loss se pareshan Nahin Hona Bal ke recover karna hai

        dear friend profit aur loss business ka hissa hota ha agr apko forex trading mn loss ho jay to preshan na hon balkay loss,ko sabr aur hauslay k sath brdasht kren aur usay recover krnay ki koshish kren keun k agr ap sabr k sath loss ko recover krnay ki koshish kren gay to ap asani k sath loss ko recover kr sktay hn
        • #5 Collapse

          Re: Loss se pareshan Nahin Hona Bal ke recover karna hai

          Bilkul dear Los Hona koi Bari bat ni h hr bussines mai. Los hona am bat h khas bat tab hoti h agr Hum usko recovr kry phr hi ap kmyb trader ban skty hain
          • #6 Collapse

            Re: Loss se pareshan Nahin Hona Bal ke recover karna hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: msarwar7861 پيغام ديکھيے
            My dear Forex members Agar Hamen Forex trading Mein loss Ho Jaaye To Hamen isase Pareshan Nahin Hona chahie Bal ke Hamen Apne loss ko face karna chahie aur loss hone par Sabar karna chahie aur Hamen Apne loss ko acchi planning ke sath Forex market Mein trading Karke recover karne ki koshish Karni chahie Kyunki Jo log acchi planning ke sath Apne loss ko recover kar lete hain Vahi log Forex trading market Mein kamyabi Hasil Karte Hain
            Jab Bhi aap log ko loss ho Jaaye to Uske bad aap log Pareshan Ho Kar Na baith Jaega balki is ko recover karne ki strategies banaen aur explain ke sath is Ko Khabar Karen agar aap log disappointed Ho Jaenge to Forex trading Mein Apne design acchi Tarah Se nahin kar sakte isliye last hone ke bad kabhi bhi aap log Pareshan Ho balki Apne Positive Thinking use karte hue aur acchi trading strategies acchi planning ke sath aap log Apne class ko recover kar sakte hain aur vate Karen Jab Bhi market mein aap Logon Ko best trading time najara use time aap log apni Entry Aur market se maximum profit earning possible banaen.
            • #7 Collapse

              Re: Loss se pareshan Nahin Hona Bal ke recover karna hai

              Assalam o alaikum .Jasa ka aap ko pehlay he say ye bat malom ha k business main loss tu hota rahta ha kuonka har kamyabi ka pechay khuch nakamy aur khuch nuqsan bhi hota ha is liya humain is loss ko sabur aur hosalay say bardashat karna chahiya aur sabur ka daman hath say nahi chorna chahiya aur is nuqsan ko recover karnay ka hul talash karna chahiya takay hum apnay is loss ko recover kar sakain.
              • #8 Collapse

                Re: Loss se pareshan Nahin Hona Bal ke recover karna hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: msarwar7861 پيغام ديکھيے
                My dear Forex members Agar Hamen Forex trading Mein loss Ho Jaaye To Hamen isase Pareshan Nahin Hona chahie Bal ke Hamen Apne loss ko face karna chahie aur loss hone par Sabar karna chahie aur Hamen Apne loss ko acchi planning ke sath Forex market Mein trading Karke recover karne ki koshish Karni chahie Kyunki Jo log acchi planning ke sath Apne loss ko recover kar lete hain Vahi log Forex trading market Mein kamyabi Hasil Karte Hain
                Pak Forex forum se Agar Hamen loss hone se Hamen Pareshan bilkul bhi nahin Hona chahie Mal ke Hamen chahie ki Ham Apne loss ko recover Karen Aur poolmyride Ke Sath FIR dubara trading Karen kya hua Agar Hamen Ek Bar loss Ho bhi Jata Hai To Koi pareshani wali baat nahin hai Kyunki Insan Girkar hi juban hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss se pareshan Nahin Hona Bal ke recover karna hai

                  Agar aapko last a Jata Hai To usse tension Na Le Pareshan Na Ho balki use Lash ko recover karne ke liye ek plane ek state ji taiyar Karen Uske through aap recover Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss se pareshan Nahin Hona Bal ke recover karna hai

                    agr ham loss sye preshan ho jaen gye tu kamyabi sy bahut door chaly jayen gye hamen yeh sochna chahye k agr loss hoa hai tu is mn many kia ghalti ki hai us ko sudharny ki koshish kerni chahye
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss se pareshan Nahin Hona Bal ke recover karna hai

                      Forex trading risky business hai Jiske andar profit aur loss aata rahata hai isliye hamen loss ki Surat Mein Pareshan Nahin Hona chahie balki Hamen aur Jyada practice Karni chahie Taki Ham Apna loss ko recover kar sakte hain. Loss ki Surat Mein depression Ka Shikar nhi Hona chahiye aur na emotion Mein Aakar over trading start kar leni chahiye esa krny sy ham aur ziada loss ma ja skty hen. Isliye Hamen Forex trading ke andar sabar ke sath kam karna chahie aur mehnat Karni chahie. Hamen apni mistakes ko find krna chahiye aur un sy sekhna chahiye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss se pareshan Nahin Hona Bal ke recover karna hai

                        important bat to yeh hae ke loss to is business ka hissa hota hae hamen is main koi bhe parshan nhe ona cahiye is main pareshani wale bat he ne hae to hamen cahiye ke hum is main mehnat karen ache tarah se acha kam karen take hum is main kamayab ho saken or agar hum is main ache tarah se kam karte hain acha akm karte hain to hum zaror aik ache trader ke tarah kam kar sakte hain to tamam members ko is main bas mehnat karte howe kam karna cahiye aik ache trader ke tarah jitna acha wo is main kam karte hain wo is akin utna he zayada kamayab bhe ho jate hain to hamen cahiye ke hum ko agar is main loss ho bhe jae to hamen apna loss ko recover krna cahiye or kabhe is main himmat nhe harne cahiye
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss se pareshan Nahin Hona Bal ke recover karna hai

                          Forex mein hamen loss ko dekh kar pareshan nahin hona chahie balki loss se learn karna chahie kyunki Forex main loss recover bhi Kiya ja sakta hai aur forex main profit ki tarah loss ko bhi accept karna chahie aur Forex main loss ko recover karne ke liye hamen apne trading mein normal lot size use karna chahie jismein trading risk bhi bahut kam hota hai aur is tarah se Forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur Forex mein ham loss se bhi bach sakte hain jisse Forex main hamara bonus account bhi mehfooz ho jata hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss se pareshan Nahin Hona Bal ke recover karna hai

                            G han loss se pershan nahi hona balkay is ko recover karna ha agar ap loss se pershan hon gay tou kasay kamyab hon gay kyu kay business may loss tou hota rahta ha agar hum loss se pershan hon gay tou kasay ik kamyab trader ban saken gay is liye kabhi bhi loss se pershan na hon
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss se pareshan Nahin Hona Bal ke recover karna hai

                              G friends Forex trading BHI ok buisness hai r buisness knowledge r experience sy hi chlta hai r buisness men loss r profit dono cheezen Hoti hain to same Forex trading men apko knowledge r experience sy market analysis k bd trade lgani chahiye r. Agr phr b loss ho jaey to preshan ni Hona balky usko could cover krny k liye doosri trader ziada Soch smjh k lgaen r trade men lot size Ka khial rkhen ta k loss recover krny men aasani ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X