Pata h signal provider kia krty hein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pata h signal provider kia krty hein
    Dosto meny bht se signal provider k sath kaam kia hai wo bht clever hoty hein new traders tu unki chaal nhi samjh sakty wo apny group ki bht tareef krty hein apni signals k profit mein close hony ka proof screenshot se dety hein lekin kabhi aap ne ye note kia hai jitny signals k stop loss hit hoty hein wo unko show nhi krty aur na hi un k bary mein baat krna pasand krty hein is liye apni mehnat se analysis kr k khud trading mein expert banen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pata h signal provider kia krty hein

    Je han, forex ma other traders k signals par kbi bahrosa ni karna chahe, hamesa apny signal create karny ki khosis karni chahe, forex ma apny signal create karny ma time to lag sakta hai but wo hamary apny hoty hain, en sy na serf hamy bhot kuch sekhnay ko mel jata hai balky hamy profit b yaqeeni melta hai, ho sakta hai k apny signal banany ma hamy mehnat zayada karni pary,
    Last edited by ; 22-05-2020, 12:28 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Pata h signal provider kia krty hein

      hamy real signal ko achy sy samaj kar is main mehnat sy trading karni chahey pher hi ham success gain kar sakty hain or acha pasia kama sakty han ham is main bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain ham is main part time be kam kr sakty hain or ham is main apni marzi sy full time e kam kar sakty hain yai online ki dunya main aik king business han
      • #4 Collapse

        Re: Pata h signal provider kia krty hein

        G ap nay bahut achi information sahre ki ha basically jitnay bhi signal providers hain yeh bahut clever hotay hain aur new traders inki chaal mn bahut jaldi phans jatay hain aur wo group mm alsar profit wali trades k screen shot send krtay hain aur aksar to itnay dhokay baz hain bri bri lots k screen shot send kr k logo ko attacct krtay hain wo bhi demo account say. Demo account say trade kr k logo ko bewaqoof bnatay hain lehaza aisay signal providers say bach jaen aur hamesha apnay oper depend krain na k in signal providers k. Apni mehnat say analysis krin aur trading khud seekhain kyun k apko apnay pesay ki qadar ha kisi aur ko nai.
        • #5 Collapse

          Re: Pata h signal provider kia krty hein

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
          Dosto meny bht se signal provider k sath kaam kia hai wo bht clever hoty hein new traders tu unki chaal nhi samjh sakty wo apny group ki bht tareef krty hein apni signals k profit mein close hony ka proof screenshot se dety hein lekin kabhi aap ne ye note kia hai jitny signals k stop loss hit hoty hein wo unko show nhi krty aur na hi un k bary mein baat krna pasand krty hein is liye apni mehnat se analysis kr k khud trading mein expert banen.
          Forex per kam karte hue Hamen Pata Hona chahie ke signals ko Samajh Kar Ham unko understandable kar sakte hain thereafter trade Mein Mujhe Itni information in understanding Nahin ho rahi ki aap kis chij ki baat kar rahe hain lekin Baki Mere Seene member agent ko Gali terminology samajh aa rahi to visky palajo apni post Karen aur apne in wali se hain aur apne Pairon se Ham Sab juniors Ko Sab members ko Daga Karen aur is tarike se Hamen Iske bare mein bataya bhi Jaaye ki yah trade mein kya fayda deti hai kya cheez hoti hai kya Mujhko 5 daily use kar sakte
          • #6 Collapse

            Re: Pata h signal provider kia krty hein

            Ji bilkal dear hamain khud analysis karny chahiye or iskay bad sirf apny seniors say help laini chahiye or un per trust kar kay trade start karni chahiye, kai group main bahut scammers hain hamain un say careful rehna chahiye or unki baton main a ker loss nai karwana chahiye
            • #7 Collapse

              Re: Pata h signal provider kia krty hein

              Aapane jo bhi kaha hai ya kisi had tak right ho sakta hai isliye members ko chahie ki jab bhi vah koi bhi trade open karen to uske liye sirf apna mind use karen aur usko khud se hi acche se plan karen isi tarah se hi members use state ko acche se profitable banaa sakte hain lekin aise members ke joshit signal per yakin karte hain is tarah se unko vah signal aksar loss bhi de dete hain Los ke ho jaane ke bad members ko kafi jyada problem face kerna hoti hay
              • #8 Collapse

                Re: Pata h signal provider kia krty hein

                Ye ap ny thk kha wo hmy any ngtve points nhi batty just hmy positive btatay h so hmy resrch Kar k hi unk bat par ykeen krna cahahy
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Pata h signal provider kia krty hein

                  Forex main humen signal providers k scam se bachnaaa chaahiye q k woh humen apnay jaaal main phansaaa kar humaaray paison par trade kar k khud paisaaa kamaatay hain or baaaki tamaam traders k saaath bhi fraud kartay hain or unhon ne yeh hi apnaa business banaaaya huaaa hai humen chaahiye k un k tamaaam scams se bachen or khud market ko samajh kar kaaam karnaaa chaahiye taakay kaamyaabi haaasil kar saken.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X