Loss aa jay to pareshan mat hon.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss aa jay to pareshan mat hon.
    Assalamu alaikum all members kaise hain Sab I hope Sab friends theek Honge. Profit or loss trading ma ate rahte hain isliye loss ki Surat Mein Hamen Pareshan Nahin Hona chahie balki Hamen aur Jyada mehnat Karni chahie aur apni mistake ko find karna chahie Jiski vajah se Ham Forex Mein loss Mein Jaate Hain. Jab Ham apni mistake ko find kar lenge aur apni mistake dubara repeat Nahin Karenge tab Ham Forex trading ke andar aur Jyada expert Banty Chale jaenge isliye Humen loss ki sorat ma Kabhi Pareshan Nahin Hona chahie aur mehnat sy kam lyna chahiye ta k ham expert trader ban kr achi earning kr saken.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss aa jay to pareshan mat hon.

    agar hamy market mai nqsan h jy to hamy saber karna ho ga or hamy next time apne mistakes ko avoid kar y kam karna ho ga hum is mai 24 ganty ma sy kse be wkt ka time table ban kar kam kar sakty hain hum is mai paart tme be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai dunay ky bary bary mumalik inlve ain yai aik amm business jasa nahi
    • #3 Collapse

      Re: Loss aa jay to pareshan mat hon.

      forex main hamy loss or profit ka samana karna parta han jab hum kam karty howy koi mistake kar daty hai to hamy loss ho jata hai hamy loss par sabar karna chahey or apne mistake ko sahe kar ky kam kana chahey hum is mai pasia invest kar ky profit hasil karty hain hum is main pair or currency mai trading karty hain hamy aik time mai aik he pair yai currency main trading karne chahey
      • #4 Collapse

        Re: Loss aa jay to pareshan mat hon.

        Haan ji bilkul loss hone pe traders ko preshan nahi hona chahyea. Kyon ke ye circle tu chalta hi rahy ga jab tak ap forex mein trading kerte rahaen ge kabhi ap ko loss aa jaye ga tu kabhi profit. Bus ap ne loss aur profit ko manage achi tarha kerna hai. Ta ke ap ki trades sirf loss mein hi close na hoon wo profit mein bhi aen aur ap ko profit acha de ke jaen.
        • #5 Collapse

          Re: Loss aa jay to pareshan mat hon.

          Forex trading aik risky business hai jismein profit ke sath hamen loss bhi hota hai aur Forex trading mein hamen loss ko dekhkar pareshan nahin hona chahie aur himmat nahin harni chahie balke loss se learn karna chahie aur forex mein loss ko dekhkar himmat our housale ke sath work karna chahie aur Forex trading mein profit ki tarah loss ko bhi accept karna chahie aur is tarah se Forex mein ham kamyab ho sakte hain aur forex mein loss se bachne ke liye jitna ho sake hamen apni learning ko increase karna chahie aur Forex mein hamen trading ache confidence ke sath karni chahie jisse forex mein hum achi trading kar sakte hain aur acha profit bhi hasil kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Loss aa jay to pareshan mat hon.

            Yes dear bilkul loss hone par preshan nahi hona cheye knowledge or experience ko increase kerna cheye jitna zeyda mehnat or learning practice keryn ge utna acha experience bhe zror aye ga then acha profits hoga loss hamsha jaldbazi kerne se kr lalach kerne se hota hy ager sabar se kam lein ge to kamyab hon ge
            • #7 Collapse

              Re: Loss aa jay to pareshan mat hon.

              walakum slam ji han dost apne sahi kaha hamain kabhi bhi loss se preshan nhi hona chahye agar ham loss se preshan ho jain ge to ham kabhi bhi acha kaam nhi kar sakian ge our nahi ham us loss ko reciver kar sakian ge is lye hamain is cheez ko samajhne ki bhot zyada zrorat hoti hai.
              • #8 Collapse

                Re: Loss aa jay to pareshan mat hon.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: khanzadakh پيغام ديکھيے
                Assalamu alaikum all members kaise hain Sab I hope Sab friends theek Honge. Profit or loss trading ma ate rahte hain isliye loss ki Surat Mein Hamen Pareshan Nahin Hona chahie balki Hamen aur Jyada mehnat Karni chahie aur apni mistake ko find karna chahie Jiski vajah se Ham Forex Mein loss Mein Jaate Hain. Jab Ham apni mistake ko find kar lenge aur apni mistake dubara repeat Nahin Karenge tab Ham Forex trading ke andar aur Jyada expert Banty Chale jaenge isliye Humen loss ki sorat ma Kabhi Pareshan Nahin Hona chahie aur mehnat sy kam lyna chahiye ta k ham expert trader ban kr achi earning kr saken.
                Forex trading mein agar Hamen loss Ho Jaaye To Hamen ismein Pareshan Nahin Hona chahie. Kyon Ke Forex mein agar aap kam Karte Hain To uske liye jaruri hai ki aap aap ismein Sabha ke sath kam Karen agar aap sab ke sath Kam Nahin Karenge to aapko usmein successful trader Nahin Ban Sakte Kyunki Forex Ek Aisa business hai jismein aapko Kisi bhi waqt loss bhi ho sakta hai agar aap ismein Soch Samajh Kar trade lagaenge to aapko isase Achcha profit ho sakta hai lekin aap bolo hone Ki Surat Mein Lash ko recover karna hoga aur mehnat Karni Hogi Pareshan Nahin hona۔
                • #9 Collapse

                  Re: Loss aa jay to pareshan mat hon.

                  Yes dear, forex trading ma agr loss ho jae to pareshan ni hona chahe, loss ko cover karna he asal kamyabi hoti hai, jo trader forex ma loss ko bol kar trade karna chahtyn hai wo acha result hasil ni kar sakty, forex ma hamesa loss ko pehle zehan ma rakhna chahe or phr trading k bary ma sochna chahe,
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss aa jay to pareshan mat hon.

                    Assalamu alaikum my dear friend ji han aapki baat bilkul sahi hai loss hone per pareshan Na Ho q k loss ar profit to zindagi k hisa hn Jo be km start Kiya jya as ma loss ar profit 2no k samna krna pharta hn as liya loss ki Surat ma Jo log pareshan hota hn vo log phr aga nhi barh sakte to apna zyda nuksan KRas liya loss hona ki Surat ma kbi be pareshan nhi hona chaiya bilkul saber c km krna chaiya tb he hum kamyab ho sakte hain as liya jb be loss ho to parshn nhi hona chaiya bilkal himat c km lna chaiya
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss aa jay to pareshan mat hon.

                      loss ka ho jana ek normal baat hai aur yah har ek member ko hota hai isliye main usko in se pareshan nahin hona chahie kyunki agar members trading ke liye jyada acche se practis karenge aur fir unke paas experience bhi jyada ho jaega aur fir vo apne kam mein experience ko bhi use karenge to is tarah se unko loss kam hoga aur yah aisa bhi ho sakta hai ki unko loss na ho Members ko apni trading acche se manage karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss aa jay to pareshan mat hon.

                        G dears ager forex me hamin loss hojata hy to hamin pareshan ni hona chaiy q k loss hoga to hum apni misteks ko sodharen gy or agy sy acha kam karen gy ta k profit hasil ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss aa jay to pareshan mat hon.

                          ji han bilkul hamen loss se nahin darna chahie agr humen loss aa jata Hai To pareshan nahin hona chahie balki usko acchi tarah mistakes ko Learn karke recover karna chahie Loss business Ka hissa hota Hai aur hamen is se nahin hona chahie Ham jitni jyada mehnat karenge utna hi achcha profit hassil kar sakenge Jo expert trader banna chahte Hain vah Los ki Surat mein kabhi bhi pareshan Na Hoon balke jyada se jyada knowledge or experience increase karke loss ko recover kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss aa jay to pareshan mat hon.

                            G han ap thek kah rahay han loss ho jaye tou pershan na hon kyu kay loss tou hona hi hota loss apki apni mistakes se hota ha koi bahir se a kar tou apko loss nahi karwata na is liye jaab bhi loss ho tou apni mistakes ko dekhen kay kin se loss huwa ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss aa jay to pareshan mat hon.

                              Trading karty time agr hamiyen loss ho jiye too hamiyen perahan nhii honaa chaiye Balkay es loss ko pora karna Kay liyaa ziyda mehnat karnii chaiye or time dynaa chaiye agr haam Los honaa pr pershan Hoon gay or tenshion leyin gay to loss p loss hogaa es liya zarori hay Kay haam pershan naa Hoon or sbr see Kam leyin tab he haam kamyab hoo sakhty Hain warna kuch bnhii kar sakhtyor nakam ho jiyen gy .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X