Money management in trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management in trading
    main aapse yah puchna Chahunga ki money management kya chij hoti hai aur ek Ham Kaise fayda Utha sakte hain Kyunki is form per bahut se log isko discuss kar rahe hote hain lekin mujhe usko samajhne mein bahut Mushkil pareshan hai please isko explain Karte Hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money management in trading

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter پيغام ديکھيے

    Dear brother money management bahut jaruri hai point agar aap Forex Mein kam Karte Hain To aap ismein kamyabi Hasil kar sakte hain money management ke through Kyunki money management trading mein bahut jaruri hai agar aap money management ke sath kam karte hain Forex Main To aapas Mein kamyabi aasani ke sath Hasil kar sakte hain trading main aapko Apne account ke hisab se kam karna hota hai Jitna aapka account Hoga aapko ismein itna hi lot size select karna hoga aur ismein aapko trade Lagani Hogi money management se aap reading Karenge to aapko ismein bahut fayda hoga.
    • #3 Collapse

      Re: Money management in trading

      hamy money managmenet kar ky kam karna ho ga her he hum paisa kama skay gy hums mai raat mai be kam kar skakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain yai aik amm bsuiness jasa nahi hum is mai agar greedy ban ky km kary gy to hamy loss h ga yai aik internaitonal business hain is mai usa or chan jasy bary bary mumalik invelve hain yai aik legaal busness hain
      • #4 Collapse

        Re: Money management in trading

        Forex trading mein achi kamyabi hasil karne ke liye aur apne bonus account ko mahfuz rakhne ke liye money management hamare liye bahut hi zaruri hai isliye Forex mein hamen trading money management ke sath karni chahie aur is tarah se Forex main ham achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur Forex mein ham loss se bhi bach sakte hain lekin Forex trading mein money management ke sath sath achi learning bhi bahut zaruri hai isliye Forex mein hamen apni learning ko increase karke work our trading karni chahie jisse forex mein ham jald hi kamyab ho sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Money management in trading

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter پيغام ديکھيے
          main aapse yah puchna Chahunga ki money management kya chij hoti hai aur ek Ham Kaise fayda Utha sakte hain Kyunki is form per bahut se log isko discuss kar rahe hote hain lekin mujhe usko samajhne mein bahut Mushkil pareshan hai please isko explain Karte Hain
          G baai money management se aapki trading safe hoti hai aur aapka bonus hota hai agar aap ismein money management ke 10 kilometre kam karte hain to aapko loss bhi ho jaaye to aapko account varsh ka problem paise nahin hota isliye hamen chahie ki Ham Mani management ke usoolon per kam Karen Taki Ham jyada is market ke sath khush rahe.
          • #6 Collapse

            Re: Money management in trading

            hmay forex ko achy sy samaj kar is main money managmetr k tky is main trad elagnai chahey pher ho ham kmayab ho sakty han ror acha bonsu hasil kawr ky apni family ko support kar saky hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain yai aik aam jon ki nsibat bohat hi acha business han ham isy apna life time prodfessiapnl business be bana sakty h ain
            • #7 Collapse

              Re: Money management in trading

              Money management forex trading mein ap ne bahut suba hoga aur money management k baghair ham profitable trading kar bhi ni sakty aur money management account balance k hisab se trading karna aur har cheez ki calculation karna hota hai jaisy lot size kya lagani hai aur kitni trades open karni karni hain stop loss kis point par lagana hai aur take profit kis jaga lagana hai tu ye saari cheezyn money managment mein aa jati hain
              • #8 Collapse

                Re: Money management in trading

                dear forex members money ko manage karna bhot hi zrori hota hai our hamain us ke mutabiq hi lot size use karna hota hai is lye hamain propar plan ki zrorat hoti hai our isi ki madad se hi ham acha kaam karne ke qabil hote hain.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Money management in trading

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter پيغام ديکھيے
                  main aapse yah puchna Chahunga ki money management kya chij hoti hai aur ek Ham Kaise fayda Utha sakte hain Kyunki is form per bahut se log isko discuss kar rahe hote hain lekin mujhe usko samajhne mein bahut Mushkil pareshan hai please isko explain Karte Hain
                  Money management ke sath trading ki Gai ho to Abhi loss Nahin hota agar Ham Apne money management ke mutabik trading Karenge hamen ismein fayda bhi hoga aur Hamara bhi safe Rahega Jo log apni money management ke mutabik trade Nahin Karte unko nuksan Jarur Hota Hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X