Assalamu Alaikum dear members main ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge, dear main yah Kahana chahta hun Ki Jab Ham forex market per Gold per trading Karte Hain To uske liye Hamen chahie ki hamare pass experience Jyada Se Jyada Ho Kyunki aapko pata hai ki gold ki movement market mein bahut jyada hoti hai aur iski movement ko samajhna Aasan Kam Nahin Hai To agar humne Gold per trading karni hai to uske liye Hamen chahie ki Ham Apna experience increase Karen market mein aur demo account per Jyada Se Jyada kam Karen tabhi Ham Gold per trading kar sakte hain aur se fayda Hasil kar sakte hain otherwise Gold per trading se Hamen loss ho sakta hai aur Hamen loss Se Bachana chahie.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим