agr apki aik he thread ya post aik sa ziada bar show ho rhi ha to usay remove krwayn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    agr apki aik he thread ya post aik sa ziada bar show ho rhi ha to usay remove krwayn
    dear friends agr apki koe thread ya post kisi waja sa aik sa ziada bar show ho rhi ha to ya to khud ziada wali post ko delete kr den ya moderator ko request kr k ziada wali post ko remove krwayn agr aisa naen kro gay to apka account bain bhi ho skta ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: agr apki aik he thread ya post aik sa ziada bar show ho rhi ha to usay remove krw

    Ji Bhai aap bilkul sahi kah rahe ho ke Agar Hamara 3rd yah post Ek Se Jyada baat ho rahi ho to first wale third post ko Hamen remove kar dena chahie Kyunki yah Rul and regulation ke khilaf hai Tu Is Tarah Ki dusri post ke delete hone ke bich kam chance Honge to Pakistan border Mein kam karte hue Hamen Aage Jalti Nahin Karni chahie Mil Ke aaram se aur freshman ke sath kam Karen aur post ki quality online ko Madhya Najar rakhte Hue kam Karen unke Hamen Pakistan Puram Ki Jaane Se Ek Achcha Nikali bonus mil jaaye Surat Mein Mumkin Hoga Jab Hamari Najar quality Ho Hamari post Jata Hai acchi ho aur knowledge hai bolo
    • #3 Collapse

      Re: agr apki aik he thread ya post aik sa ziada bar show ho rhi ha to usay remove krw

      Ji brother bilkal say kaha ap nay, q keh sometimes hum jaldbazi main 2 bar aik thread per reply post kar daity hain ya new thread post karny kay bad back button press karty hain jiski waja say wo thread edit position main hamary pas show hota hay to hum confusion main again submit kar daity hain, isi waja say kai users ka aik he topic per duplicate thread show ho raha hota hay. Is liye hamain relax ho ker posting work karna chahiye ta keh forum kay rules ki violation na ho.
      Last edited by ; 22-05-2020, 03:35 AM.
      • #4 Collapse

        Re: agr apki aik he thread ya post aik sa ziada bar show ho rhi ha to usay remove krw

        Dear apko kisi bhi thread par post aik he bar karni chahiye agar ap post duplicate karo gy tu apka account bann ho sakta hai is liye ap post aik he bar karyn aur apko bta don k apko post duplicate kyun hoti hain agar ap ka internet conection week ho tu ap jab post likh kar ok karty hain tu thora time lag jata hai aur ap wait ni karty tu dobara post quick rply par ok kar dety hain tu post double ho jati hai is liye ap forum rules ko follow karyn ta k apka account safe rahy
        • #5 Collapse

          Re: agr apki aik he thread ya post aik sa ziada bar show ho rhi ha to usay remove krw

          Thread ager Unfortunately 2 baaar Ager Show ho jae Hamn Chahay ham Ussy Remove Na karein Agar Ham agar aisa Karenge to Ek Ek Risk Ban Jaega isliye Aise Hamesha Hamen Hamesha Bachana chahie Srikar full se Hamen kam karna hoga agar aisa Nahin Karenge To Ham Le kam Honge isliye koshish Khoob karen to hi Kamla bhi khoob Hogi Ham Jitna Jyada Dil lagakar kam Karenge acchi posting Karenge Hamen kab milegi isliye Dil lagakar Ham kam Karen Jitna Jyada dalne ka kam Karenge Hamen kamyabi Milegi Agar Ham Dil lagakar Kam Nahin Karenge Hamen kamyabi Nahin milegi isliye Khoob koshish se aap Jyada Se Jyada Waqt Pakistan Forex message Tu Hi kamyabi aapke Hamesha acche Mukaddar Mein Hogi ager unfortunately ager 2 bar Ho jae Khud Hi Delet ho jaaty hein
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: agr apki aik he thread ya post aik sa ziada bar show ho rhi ha to usay remove krw

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Samar802 پيغام ديکھيے
            dear friends agr apki koe thread ya post kisi waja sa aik sa ziada bar show ho rhi ha to ya to khud ziada wali post ko delete kr den ya moderator ko request kr k ziada wali post ko remove krwayn agr aisa naen kro gay to apka account bain bhi ho skta ha
            Ji han Janab aapane bahut hi acchi baat ki hai Hamen is baat ka Jarur Khyal Rakhna chahie ke Hamen Kabhi Bhi Ek Hi thread yah post ko Bar Bar create nahin karna chahie aur Agar Hamara Koi thread yah post Ek Se Jyada Bahar show Ho Raha Hai To Hamen usko remove kar dena chahie isase Hamen bahut jyada fayda Hoga aur Hamara account safe rahega lekin Hamen Ek Se Zyada theard yah post ko create karne se parhez karna chahie Shukriya

            اب آن لائن

            Working...
            X