forex aik wasee business hain ham is main apny dosto ko be motivate kar sakty hain hamy aik time table bana kar is main daily base par kam karna chahe pher hi ham apna target pora kar sakty hain or acha munfa kama sakty hain ham is main out off cost account bana kar be kam kar skaty hain yai kabe be band na hony wala aik real business ahin ya aik asa busienss hain jis ma in hamara koi boss nahi hota hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим