jaiza;forex markeet aik exam hay jis main ham tayari k baghair fail hain..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza;forex markeet aik exam hay jis main ham tayari k baghair fail hain..
    dear maine is baat ka experience hasil kia hay k log is market ko daikha daikhi say join kar rahay hain jis main hamara forum bhi shami hay laikin unko aisa karnay say siwaye lose aur sharmindagi k kuch bhi hasil nai ho pa raha hay wo is liye k yeh kaam koi chotta motta nai hay jis main ham thori bahiut learning say acha earning start kar saktay hain is kaam ko ham aik exam ki example day saktay hain jis main jub tak ham is makreet k baray main achi tayari karnay k baad enter nai hotay hain ham fail hain hamko koi bhi is main free main earning nai karwayega is liye hamko is maiin mukammal tayari k baad join aur enter hona ziada best hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza;forex markeet aik exam hay jis main ham tayari k baghair fail hain..

    اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے

    Yes dear ye aik exam se bhi muskil kaam hai ap ne agar ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai learning karni ho gi aus k baad ap ais market mai agar time lagaty hai to apko ais market mai faida ho jata hai ais market mai ap jitni zayda mehnat karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap jitni zayda earning karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ne agar time lagana hai to ap ko ais market mai learing karni ho gi ais market mai ap jitni zayda learning karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko learing k baad hi asani se kamyabi mil jati hai ais market mai ap agar ghalti karty hai to ap ko ais market mai loss ho jata hai ais marke tmaki ap ko time lagana hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza;forex markeet aik exam hay jis main ham tayari k baghair fail hain..

      Ji han bhai aapane theek kaha hai forex market Hamare liye ek exam ki tarah Hai ismein Ham pahle minut karte hain aur bad Mein result ka wait Karne hain Jiska Naam exam hai taiyari karte hain aur FIR ismein Ham exam Dete Hain ISI Tarah Hamen is business mein bhi pahle mehnat karni padati hai aur bad Mein exam Dena hota hai exam is Chakkar Mein Hota Hai Ki pahle Ham market Karnal job karte hain aur ismein trading karte hain trading mein agar Hamen profit Ho Jaaye To Ham Kamyab ho Jate Hain Agar Ham ismein knowledge Hasil kar ke kam Karenge to aasani se Kamyab ho sakte Hume technical analysis se is business ki lazmi help Leni chaiye kameyab hone main Hume asani ho gy
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: jaiza;forex markeet aik exam hay jis main ham tayari k baghair fail hain..

        Dear Forex friends, blkul hm forex business ko Exams k Sath relate Kar sakty hay kiu k exams my b hm jitne mehnat krhy gy utna e hmhy acha result mlhy ga ,Ise trh Forex business b ek aesa business a jismy hm jtne ziada mehnat karhy gy ,Forex business k Kam ko achy sy understand krhy gy,learn krhy gy , rules follow krhy gy, jitna ziada time llagahay gy ,utna ziada knowledge gain krhy gy ,ziada experience o ga ,to tab hm ek kamyab traders BN sakhy gy r ziada profit hasil krhy gy to dear Forex friends ,Forex business ek Exam ke trh e a ,jismy hm jitne mehnat krhy gy ,jitna ziada time forex trading ko day gy to yay hMarhy exam ke tiare a jiska nateejha hmhy a Usk mutabiq mlhy ga r usk mutabiq hm profit hasil Kar sakhy gy r Earning Kar sakhy gy ,is liay hmhy Forex me achy sy practice krne chaheay.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza;forex markeet aik exam hay jis main ham tayari k baghair fail hain..

          G han dear ap ki bat theak hai kay forex market mai kam karna aur exam mai kam karna yani kay exam ka daina aik jaisa he hai kafi tayari karna parti hai kiyu kay ager ap kam kartye hain aur ap acha kam nhi kartye hain tu ap market mai kafi buri tarha fail ho jatye hain kiyu kay ap ka kam hai kay ao es mai hamesha acha kam karain ta kay ap bad mai bhi es mai kamyab ho jain acha kam kartye howye har koi kamyab ho jata hai jub kay ager acha kam nhi ki jata tu es mai kamyabi hasil iarna na mumken hai jub kay ap es mai achi learning kar kay acha kam kar saktye hain jis kay bad ap es mai kamyab zaroor ho jatye hain acha kam karna market mai mushkil kam nhi hai bus es mai ap ko apna kam mahnet aur lagan kay sath jarna parta hai tabhi ja kay ap es mai kamyab ho patye hain aur ap kay kam ki tareef hoti hai hamesha acha kam karain
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: jaiza;forex markeet aik exam hay jis main ham tayari k baghair fail hain..

            Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading aik mushkil exam hey jiss men her koi kamyab nhi ho sakta kiun k iss men aatay tu bahut ziyada log hen lekin ziyada tar fail ho jatay hen aur jahan tak mera khayal hey forex trading men 50 percent log fail ho jatay hen kiun k iss men kamyabi hasil karnay k liay bahut ziyada knowledge aur experience hasil karna parhta hey aur phir bahut ziyada hardworking karni parhti hey iss liay agar forex trading men kamyabi hasil karna chahtay hen tu phir pahlay posting k zariay aur seniors se achi learning aur knowledge hasil karen aur phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir market ka analysis karna seekhen aur phir apnay balance ko increase karen aur lalach aur jald bazi se perhez karen aur kam profit pe compromise karen aur small lot size ko use karen aur regular hardworking jari rakhen tu zaroor kamyab ho saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: jaiza;forex markeet aik exam hay jis main ham tayari k baghair fail hain..

              g han dear ap ny bilkul sahi bat ki hai forex trading main aghr hum kamyab hona chahty hain tu hmain es ki tiyari krna parhti hai jitni ap tiyari karengy otna he apko es main acha result milta hai or ap kamyab ho skty hain forex aik aysa business hai jis main apki practice he apko es a experience deti hai os se ap apni trading kar k kamyab ho skty hain or achi earning bhi hasil kar skty hain es liye hmain pahly demo account ka use karen jis se apko forex ka acha experience milta hai or ap apni trading ko bhi achi trha akr k kamyab ho skty hain or achi earning k liye real account main trading kar skty hain or acha profit lay skty hain practice se hmain forex ko sikhny ka moka milta hai or hum apni trading main bhi acha result hasil kar skty hain kamyab hony k liye mahnat krna zarori hai jub tak mahnat nahi karengy tab tak hum kamyab nahi ho skty na he ap forex main acha profit lay skty hain
              • #8 Collapse

                Re: jaiza;forex markeet aik exam hay jis main ham tayari k baghair fail hain..

                Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex trading aik bot bara or behad difficult business hy is m hamy tbi enter hona chaiy jb hmari sahi tyari ho q k ap ki example k tor par forex trading aik exam hy jis m ap bagar tyari kiay learning kiay bagar kamyab ni ho sakty zyada tar traders new hony ki wja sy aksar luck py depend karty han wo smjty han k forex aik easy business hy is m ham easily bot sa pasa kma kr jaldi sy ameer ban jain gy mgr forex aik difficult or risky business hony ki wja sy is m hamy pori tyari k bad market m enter hona parta hy tbi ham is sy koi earning kar sakty han ni to hamy zyada tar loss ka samna krna parta hy hamy trading ki learning karni ho ge or planning kar k apna target bna kr us k mutabiq trading karni ho ge tbi ham successful ho sakty han
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza;forex markeet aik exam hay jis main ham tayari k baghair fail hain..

                  Bilkul dear Forex trading business Ek bahut jyada technical business hai agar Ham Forex trading business Mein Apne experience ko increase Na Kare aur na hi practice Karen To Ham kabhi bhi Forex Achcha profit Hasil nahin kar sakte Ham Forex ko 1 exam consider kar sakte hain Agar Ham Apne exam mein practis aur learning ko focus na Karen aur without practice aur learning Apna exam De To Ham kabhi bhi Forex trading business Mein Achcha profit Hasil nahin kar sakte aur na hi exams Mein pass ho sakte hain Hamen Apne exam Mein kamyabi ke liye Apne learning power aur apne experience per focus karna chahie aur koshish Karni chahie K trading ki practice Karen aur demo account per apni trading skills ko improve Karen Jitna Jyada Ham practice karte hain utna isiliye Ham Apne experience ko increase kar sakte hain aur Forex ki techniques and tools ko use karte ho gayi easily for trading business Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain Shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza;forex markeet aik exam hay jis main ham tayari k baghair fail hain..

                    Forex trading aik exam ki Tarah samajhna bhi traders ka mind set hai. Koi bhi kaam jabb nateeja lainay kay liye kia Jata hai tou woh aik exam ki Tarah he hota hai. Forex trading ko bhi aik exam ki Tarah samajh kay kaam kernay ka Matlab yeh hai kay iss mai kaam kernay waley traders apni learning, knowledge aur practice ko apna sallybus samajh kay uss ki achi tayari karain aur uss mai demo trading ker kay apnay skills aur experience ko behtar Bana kay real trading kay exam mai aey tou kaamyabi unhain laazmi mill jaati hai. Traders ki apni mental approach hoti hai kay iss business mai kaamyab honay kay liye kiss Tarah iss business ko seekhtay hain aur kaam kertay hain. Laikin aik baat ko final hai aur uss pay tamaam traders aik jaisay minds rakhtay hain kay iss business ko jabb takk achi Tarah seekha na jaey uss waqt takk iss mai kaayb ho kay achay results laina mumkin nahi hai
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza;forex markeet aik exam hay jis main ham tayari k baghair fail hain..

                      bahor ziada log to jab ais ko dekhty hain ais business ka look dekhty hain to wo ais ko aik game smjhty hain or wo ais ko fake smjhty hain k yahan sey kaise income itni asni k sath ham hasil kar skty hain agar ham yahan sey koch profit bhe hasil karty hain to wo fake profit hota hai jis ka ham withdrawal nahi ley skty hain magar yeh un ki ghalt fehmi hoti hai forex trading aik bahot hi acha online or international business hai agar ham ais main mehant karty hain to ham thori se investment sey aik bahot acha profit hasil kar skty hain yahan sey magar os k lia ham ko first main thori mushkalat ka smana karna parta hai agar ham in mushkalat ka smana kar lety hain to ham ais market sey soch sey bhe ziada paisa kama skty hain
                      information for Beginners
                      Complete Forex Knowledge
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza;forex markeet aik exam hay jis main ham tayari k baghair fail hain..

                        Assalamu Alaikum ji aapane bilkul theek kaha hai yah Jo forum ismein aap bagair preparation ke hissa Nahin Le Sakte jab tak aap ki taiyari Mukammal Nahin Hogi aap use Waqt Yahan per Kam Nahin kar sakte aur yah taiyari karna Itna Aasan Bhi Nahin Hai isliye Tamam friend se a request hai ki pahle Mukammal preparation Karen aur uske bad agar aap kam Karenge to aap 100% Kamyab Honge isliye Tamam friends ko chahie ki mehnat Karte Rahen Kyunki aapki mehnat kabhi bhi raigan Nahin Jayegi
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza;forex markeet aik exam hay jis main ham tayari k baghair fail hain..

                          ji ahn my dears friends forex ak exams center ki hi thara ha or hum is ma bagar ksi bhi knowledge kay is par trading kary gay to hum is say advantage hasil karny ki bajay disadvantage hasil kar sakty ha kyu kay hum jo bhi is am investment kary gay us ko hum bagar ksi bhi technical analysis kay or fundamental kay loss hasil kar sakty ha or ya sab hamary achy work par hi depend karta ha or or is aky bary am hamary pass jitna bhi knowledge ho ga utna hi ham is kay bary ma achy results hasil kar sakty ha or is kay bary ma information app tak ponchany kay lyia bot si website available ha or ak or advantage ya hakay hum ko ak demo account ki fesility bhi ha jis par hum apny analysis ko bather kar sakty ha or jub hum ko is aky bary ma jub full knowledge ho gha to us waqat ham forex ma tradining karny kay lyia ready ho gay
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza;forex markeet aik exam hay jis main ham tayari k baghair fail hain..

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                            dear maine is baat ka experience hasil kia hay k log is market ko daikha daikhi say join kar rahay hain jis main hamara forum bhi shami hay laikin unko aisa karnay say siwaye lose aur sharmindagi k kuch bhi hasil nai ho pa raha hay wo is liye k yeh kaam koi chotta motta nai hay jis main ham thori bahiut learning say acha earning start kar saktay hain is kaam ko ham aik exam ki example day saktay hain jis main jub tak ham is makreet k baray main achi tayari karnay k baad enter nai hotay hain ham fail hain hamko koi bhi is main free main earning nai karwayega is liye hamko is maiin mukammal tayari k baad join aur enter hona ziada best hay.
                            Ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main jab tak hum log learning kar k acha knowledge or experience sy trading ni karty han to hum log kamyab ni ho sakty han is ley humy sab sy pehly acha knowledge or experience hasil kar k trading karny to hum log kamyab ho saken gy jab tak hum learning k bagar trading karny gy to hum log apna he loss karny gy jase hum bagar learning k koi bi exam dan to fail ho jaty han to phr isi tahra hum forex trading main bagar knowledge or experience k kam karny gy to humy loss he ho ga is ley humy sab sy pehly ache earning k ley ache learning or practice karni ho ge tab he hum kamyab ho saken gy or ziada sy ziada mehnat kar k earning kar saken gy is ley humy chae ha jtna ziada ho hum mehnat karny forex trading ko seekeny or samjeny is k mutabiq trading karny or kamyab ho saken or behtar earning kar saken
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza;forex markeet aik exam hay jis main ham tayari k baghair fail hain..

                              G han Forex business har tarha se traders key ley 1 exam ki tarha hota hay jes traders ki tayaari (learning) complete aur achi hoti hay wo har tarha se kamyabi hasil kar leta hay aur tayaari key baghir Forex market un ko fail kar deti hay, hamari tayaari har tarha se pori hona zarori hay Forex market me ham kabi be loss karny key ley aur fail karny key ley zeyada investment nahi karty hey, hamara maqsad hi jab kamyab trader banny ka hota hay to hamy apni learning har tahra se pori kar key es me deposit aur entry ki koshish karni chaye, tayaari key baghir ye business traders key ley loss ka place ban sakta hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X