over trading se kiya muraad hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    over trading se kiya muraad hai
    my dear koi bataye ga over trading se kiya murad hai aur iss k kiya nuqsanaat hain plz seniors reply karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    over trading i think so .... kay koi bhi chex over ho rahi ho vo kharb hi hoti hai matlb jitna apka work hai ap kro zadha krny ki kia zarort hai ek hisab rakho apna bx ...
    • #3 Collapse

      over trading say murad hai k ziyda trade open kar lena ik sath brother tu esay may trade loss may jati hai na k profit may brother agar over trading karo gay tu us say b loss ziyda hota hai is liyh don't open over trading
      • #4 Collapse

        overtrading se ham loss main ja saktay haon is liay jis time profit ki limit mukamel ho jay comouter off ker do ok
        • #5 Collapse

          yes dear brother.......over trading se muraad yeh hai k forex trading may munasib profit ley k kaam ko os din k lye close ker dena chahiye ........next day phir trading kery .
          • #6 Collapse

            Dear over trading ya hoti hay kay aap nay aik trade kholi or us ko close nahi kiya or 24 hrs guzar gay to agar aap ka sweep free nahi hay to us par sweep lag jati hay iss kay liawa aik say ziyada trad bi over trading hoti hay.
            • #7 Collapse

              Assalam-O-Alaikum merey khyal sey to janab over trading sey aik to ye murad hey key ap koi be new trade open kartey hen aur wo loss me chali jati hey to ap us loss ko recover karney ki koshish me aik aur trade open kar detey hen aisa nahi karna chahye ye zyada risky ho jata hey.
              • #8 Collapse

                Over trading se murad kahin ziada trades aik waqt mein open karna hota he es ka matlab ye nai k hum ziada trading katty hein,. Jab hum aik waqt mein ziada trades open karty hein to humar risk increase hota jata he, or account bhi wash ho sakta he.
                • #9 Collapse

                  kuch traders bina sochay samjhy trades open karty chalay jaty hain or aik waqt aisa ata hai k wo trades ma phns kar reh jatay hain or loss kar baithtay hain is ko over trading kehty hain jub app apny balance ko na deakhty hoy bohot c trades open kar daitay hain,
                  • #10 Collapse

                    over trading say murad kay aap ko loss horaha ho or aap ek dam close kary or opposit trade lagaye lekin is mein nuqsan bohot he ziada hota hain aap jo trade pehly lagaye per sabit qadam rehnay ki koshish kary.
                     
                    • #11 Collapse

                      Over trading ka matlab hy keh aap ko aik acha profit ho gia ho aur aap again and again careless ho kar trading kartey ja rahay hain aur yeh chah rahay hain keh aur ziada profit ho jaye. Aik bar market ney aap ko profit dey dia hy to ho sakta hy keh next time market ko kafi ziada loss bhi dey dey, is leye careful ho kar trading karain.
                      • #12 Collapse

                        mary khiyal ma to overtradinng ye hoti ha k hum had sy zeyda tradinng katy hiain aur zeyada sy zeyada profit earn karny ki sochty hain jis ki waja sy market hamay opposite move karti ha aur amay sara loss ho jata ha
                        • #13 Collapse

                          Over trading means key apni istadad sey ziada ki trading karna. Is ka matlab yeh hai key ap ney leverage ko ziada kar lia or bus position per position open kartey he gaye loss honey ki sorat mien loss ko calculate kiye bagher sari positions open kartey gaye.
                          • #14 Collapse

                            brother over trading se murad yah hai k app jab b trading karo aur appkey trades achey profit mein chaley jaien aur appkey trades profit mein band hojayee aur uskey baad bina sochey samajay app dobara se trade open karo tab isey over trading kehtey hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g forex buisness main lose bohut asaani se hi avoid kar sakty hoo ap agar ap k markaet ka study aur knowledge toh ap bilkul lose karogey hi nahi ..aur forex main money mangemnet ka bohut khyal main rakhna chahyeh

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X