Kbhi bhi multiple trades open ker ke apne risk ko na berhaen.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kbhi bhi multiple trades open ker ke apne risk ko na berhaen.
    Dear traders, kuch traders aik hi pair mein bahut sari trades open ker ke apne risk ko berha daite haen. Humaen Thore se profit ke liye aisa risk nahi laina chahyea jis se humara poora account risk mein aa jaye. Aisi trading ap ko kabhi profit nahi de sakti ager ap waqat tor pe profit kama bhi laite ho tu ap ko kisi din itna nuqsan ho jaye ga ke ap ka Sara profit aur ap ka account balance dono loss ho jaen ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kbhi bhi multiple trades open ker ke apne risk ko na berhaen.

    Ham Akhtar multiple trade open karke Apne Los ke Disco bahut jyada Bada lete hain Kyunki hamare pass account Mein Mar jaaun bahut kam hota hai lekin Ham lalach Mein Aakar Ek Sher I trade open kar lete hain Jiski vajah se Agar voter ID Agar opposite side per Chali Jaaye to usse Hamara account Aksar watch ho jata hai isliye Hamen chahie ki Ham multiple trade Jo open na Karen Kyunki multiple trade Mein Hamare account ko loss ke risk bahut jyada badh Jaate Hain
    • #3 Collapse

      Re: Kbhi bhi multiple trades open ker ke apne risk ko na berhaen.

      Ji bilkal dear, trade open karny say pehly aik to hamain achy analysis karny chahiye ta keh trade ko baghair kisi confusion kay hum buy ya sale main start kar sakain, jab trade reverse ho jaye to running loss say pareshan na hon or na he hedging karain, q keh sometimes hedging main trade ko control karna difficult ho jata ha, or ager profit ho raha ho to greed say bachna chahiye or 2nd trade start na karain ta keh kahi trade reverse na ho jaye or ziada loss na ho jaye.
      Last edited by ; 21-05-2020, 08:42 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Kbhi bhi multiple trades open ker ke apne risk ko na berhaen.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
        Dear traders, kuch traders aik hi pair mein bahut sari trades open ker ke apne risk ko berha daite haen. Humaen Thore se profit ke liye aisa risk nahi laina chahyea jis se humara poora account risk mein aa jaye. Aisi trading ap ko kabhi profit nahi de sakti ager ap waqat tor pe profit kama bhi laite ho tu ap ko kisi din itna nuqsan ho jaye ga ke ap ka Sara profit aur ap ka account balance dono loss ho jaen ge.
        Jab Bhi aap log trading karte hue Apne account capital per Jyada trading entries Lagate Hain To iska aap logon ko bahut jyada nuksan ho sakta hai Kyunki Jab aap log Jyada trading karte hain aur apne account capital ko risk Mein Dal Dete Hain To iska ya nuksan hota hai ki aapki Jab trade mines Mein Jaati Hai To Aise aap logon ko bahut jyada nuksan ho sakta hai isliye koshish Kiya Karenge Apne account capital ke hisab se aap log Apne trading entries ko select Kiya Karen aur minimum aap Logon se Karenge Apne trading account per Entry lagaen Aur sirf unhin currencies pair per aap log trading Karen janpa trading karne ka best time hota hai aur aap Logon ke Achchhe analysis karne ke bad aur acchi planning ke bad aap log trading entry Lagate Hain Agar aapko Thoda Sa Bhi doubt ho to aap log kabhi bhi market Mein internet Ho Kyunki aap log Jab doubt ki vajah se market mental hote hain yah pehne create Karte Hain Main jaldbaji mein aap log koi bhi trading decision lete hain to us aap logon ko bahut nuksan hota hai aur aapka Kaun jo hai vah bahut jyada risk Mein Chala Jata Hai.
        • #5 Collapse

          Re: Kbhi bhi multiple trades open ker ke apne risk ko na berhaen.

          Assalamu Alaikum dear friend Forex trading business mein aap log kabhi bhi apni multiplayer trade ko open karke Apne Disco na badhaen isiliye aapko multiplayer trade open Karni chahie lekin unhen Dekhte bhi Rahana chahie Taki aapko aapki trade mein jyada nuksan Na Ho aur aap apne trade co close kar sake profit Mein Na Kar loss mein
          • #6 Collapse

            Re: Kbhi bhi multiple trades open ker ke apne risk ko na berhaen.

            hamain pair ki currency ko use kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain chahye is k bary main practice karni ho gi tab hi hum achi trade karni ho gi aur hamain expeirence ho ga tab hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain market main bi trade karni ho gi tab hi hum achi trade karni ho gi aur hamain market main bi trnd ko use kar k hi hum run karien gay
            • #7 Collapse

              Re: Kbhi bhi multiple trades open ker ke apne risk ko na berhaen.

              forex aik famlus businesshain hum is mai trade laga kar munfa kamass akty hain hum is mai bager balane accpount bana kar be kam kar askty hain yai aik asa business hain jo hamu learning be deta ain hum is mai mahnete kary gy to hamy kamaybe mil jy ge ya aik amm business jasa nahi hu gar mai bath karis mai kam kars sakty hain asnae sy
              • #8 Collapse

                Re: Kbhi bhi multiple trades open ker ke apne risk ko na berhaen.

                forex mai humian es main mahant say hum es main kam karain gian to humain es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gian to humain es main loss ho ga our humara account be washo jay ga our hum es main analysis ko estmal kar kay hum es main kam kar skty hain forex kbe be na bnd honay wala business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kbhi bhi multiple trades open ker ke apne risk ko na berhaen.

                  g hn g ap ki ye baat bilkul theek hai k forex forum mein trade ko bhut serious ho k karna parta hai q k hmein agr loss ho jata hai to hmari sari mehnat hmara profit zero bhi ho sakta hai kabhi bhi multiple trades open na krein q k un mein risk bahut hota hai r us mein thory se profit k leye apny sary profit ko loss mein na jany dein,..
                  • #10 Collapse

                    Re: Kbhi bhi multiple trades open ker ke apne risk ko na berhaen.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                    Dear traders, kuch traders aik hi pair mein bahut sari trades open ker ke apne risk ko berha daite haen. Humaen Thore se profit ke liye aisa risk nahi laina chahyea jis se humara poora account risk mein aa jaye. Aisi trading ap ko kabhi profit nahi de sakti ager ap waqat tor pe profit kama bhi laite ho tu ap ko kisi din itna nuqsan ho jaye ga ke ap ka Sara profit aur ap ka account balance dono loss ho jaen ge.
                    Ji han bilkul dear brother aapane Sahi baat ki hai Forex trading Mein Ham Sab kam Karte Hain To Hamen ismein Apne account ke hisab se trading Karni hoti hai aur money management ka fast kya Rakhna hota hai dear Agar Ham ismein Ek Waqt Mein Ek Se Jyada trades open Karte Hain To usmein against Jaane per Hamara Kaun be watched ho sakta hai Hamen chahie ki ek Vakya Mein Ek Hi trade ko open Karen Taki Hamare account mein Ishq Na Ho Agar Ham Jyada trades open Karte Hain Tumhare Kaun ke liye risk ho sakta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kbhi bhi multiple trades open ker ke apne risk ko na berhaen.

                      g bilkul hamen kabhi bhe multiple trades ko open kar k apny account ko bhe risk main nahi dalna cheye hamesha he achi tarhan sa learning k bad he hamen kam par focus karna cheye market ko bina analysis kiye kabhi bhe trades ko open nahi karna cheye ..jub ek bar account he risk main ho to hamen phir sabar k sath he kam karna cheye kabhi bhe risky kam nahi karna cheye ..
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kbhi bhi multiple trades open ker ke apne risk ko na berhaen.

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                        Dear traders, kuch traders aik hi pair mein bahut sari trades open ker ke apne risk ko berha daite haen. Humaen Thore se profit ke liye aisa risk nahi laina chahyea jis se humara poora account risk mein aa jaye. Aisi trading ap ko kabhi profit nahi de sakti ager ap waqat tor pe profit kama bhi laite ho tu ap ko kisi din itna nuqsan ho jaye ga ke ap ka Sara profit aur ap ka account balance dono loss ho jaen ge.
                        Dear ap ne agar ais market mai safe reh k kaam karna hai to ap ko ais market mai apny account k hisab se risk lena ho ga aus k sath ap ais market mai agar trade lagaty hai to aus par ap ko ye dekhna ho ga k ap ais market mai jo trade lagaty hai aus par ap ko aik time par zayda trades nai lagani chaye ais se ap k account par risk zayda hota hai ap ki trades agar loss mai jati hai to ap ko ais market mai kafi zayda loss ho sakta hai ya ap ka account wash ho jata hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X