Greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    Greed ap ko real life main bhi kafi loss deta hai so forex trading main to ap ko kabhi bhi is ke barey main nahi sochna hai bus jitna profit ho ap us ko la ker nikal aye greed na karey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      g bilkul sahe poucha apne mere bhai laykin mujhy ais bary me nhi pata ne ais kam me abhi new hun jo senior members hen wo apke help kren gy or apko greed k bare me batain gy.
      • #123 Collapse

        g han bahi aap thek kah rhe hain forex me greed nahi karni chahiey aor greed se bachna chahiye aor lalch nahi karni chahiye warna loss ziada ho ga is liye loss se bachna ke liye ap ko lalach se bachna ho ga tab hi ap kamyaab trader ban sakhtey hain
        • #124 Collapse

          yes you are right forex main hi kia jaha bhi greed ki jaati hai waha loss hi milta hai is liye hi to kehte hain greed buri bala hai
          • #125 Collapse

            greed aik aisi cheez hae k jo kisi bhi halat mein insan ko faida nahee deti hae bulk us ko loss hi karati hae aur forex trading mein bhi greed na sirf admi ko loss karati hae bulk profits ko bhi loss mein badal deti hae.
            • #126 Collapse

              Greed forex mein 100% loss ka sabab banta hai, aur mein aksar esi waja se loss kar chuka hun. Meri personal experience hy ky loss jab tak greed ho tab tak trading na karain.
              • #127 Collapse

                JI han forex me loss krny waly aksar traders lalchi hoty hain wo thory se profit pr hon ya zada profit pr . fir bhi wo ye hi kety hain ky more profit more profit. so is tra lalach un ka bhot sar loss kr deti hai . or wo kbhi kamiyab nhi ho skty. forex me greed pr control krna hi kamiyabi ki peli manzil hai.
                • #128 Collapse

                  ji han blkl thk bt ki apny k greed hmari bht bri dushman hai aur hmy greed sy bchna chahiay aur SL ki wja sy hm loss sy bch skty hain , achy traders kehty hain k jo bnda greed sy nae bchta wo 99% sure apna loss krta hai aur kbi kbi to bnda apna pora capital loss krdeta hai ek chory sy lalach k pechy
                  • #129 Collapse

                    Yes dear members mein aap kee baat se agree kertee hoon , forex mein laalach kerna hee ghair zarooree loss ka reason hai ees liye loss se safe rehne ke liye hum ko chahiye ke laalach aur over confidence hone se avoid karein ....
                    • #130 Collapse

                      Lalach buri bala hy aur jitna is sey bach kr chalain gey utna hi aap ko faida ho ga. Lalach main aa kar insan big profit bananey key leye koshish shuroo kr deta hy aur small profit par yaqeen nahi rakhta. Is tarah woh baghair sochay samjhey aur patience key baghair jald bazi main lots lagata hy aur isi waja sey big loss kar bethta hy.
                      • #131 Collapse

                        Jee haan ap ney sunna hoga kay laluch buri baala tu yeh baat forex trading par bilkul fit aati hay aik laluch ki waja sey forex trader apna nuksaan karta hay dosra ose par emotional trading yani ap ko nuksaan howa aur ise ko recover karney kay liye bagir soche samejh trade open kartey jana.
                        • #132 Collapse

                          jee han is kam me loss k pechay sub say main reason hum khud he howa kartay hain isi ki badolat he sub kuch easy ho jaya karta hai isi ki waja say he lalach pechay chali jati hoti hai lalachi insan ka is kam me koi kam nahi hota hai or na he ho sakta hai lalach bhot kuch sikha deti hai.
                          • #133 Collapse

                            Yes bhot se trader ki loss ki main reason greed hoti hai jab wo trading karty han to lalach karne lagty han is lye wo apna bonus khatam kar bethty han is lye humen greed se avoid karna chaye kyoun k ye humari dushman hai
                            • #134 Collapse

                              g bilkul dear ap ne theek kaha forex main greed kabhe bhe nhe krna chahye ye he forex main sub sy bare loss hony ki wajah hai hamesha mind fresh ho kr he trading krne chhaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                forex trading ma successful hone k leye greed se bachna chayhe kyu k greed karna se aksar loss hojata ha..greed traders ki enemy hote ha is leye forex trading karte waqt target set karna chayhe aur us k mutabeq trading karna chayhe ta k greed se bach saken

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X