auto trading is simple aur risky

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    auto trading ki nisbet mera khial hae k mere dost manual trading ziada achi aur ziada profitable hoti hae kiunk mera khial hae k forex trading mein manual trading mein trading ko her tarah se control karna admi khud hi karta hae......
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      auto trading forex mai kabi b theak nhe hoti hai is say humara acount har haal mai he wash hosakta hai issi waja say jitna hosake humay auto trading say bachna chaiye kiu k hum jab tak khud say trading nhe karte hai tab tak humara forex mai kaam karna theak nhe hai ap jab tak apna experience gain nhe karo gay apko forex ka ilam kabi nhe hoga
      • #48 Collapse

        auto forex ni krni chahye q k ager is tarh profit ata hota to phe forex seekhny ki zrurt ni thi sab ko aur mehnat krny ki
         
        • #49 Collapse

          auto trading is very dangerous...coz ap pehly tu satisfied ni hun gy and also u feel restless ..agr auto trading sahi hoti tu hr koi auto trading kr k profit kma skta tha..auto trading in not recommended..so learn yourself and then earn ..
          • #50 Collapse

            saaalam bha jee app forex mein kam karna chhtay hain tu app ko agar tu app ko forex ko seekhna hai tu app ko is mein auto trade nahi karni chahyia app ko is mein simple trade karni chahyia
            • #51 Collapse

              Dear mairy khayal sy insan ko khud trading krni chahiyeh suro trading sy loss ho jey tu fr insan sochta rehta khud krta tu behtr tha so pehle e khud sy krbi chahiyeh tub e kanyab ho skty hain forex best kaam hai world ka hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida
              • #52 Collapse

                auto forex ni krni chahye q k ager is tarh profit ata hota to phe forex seekhny ki zrurt ni thi sab ko aur mehnat krny ki phr koi b loss na krta
                 
                • #53 Collapse

                  Dear aj tak main auto trading na ki hy our na he iss ka procedure mujhey pata hy humaen manual trading kerni chaheay koin k iss say kum az kum experience to hasil hota hy
                  • #54 Collapse

                    auto trading risky ho sakte hai agar app ne equity kaam rakhe tu.risky isleye bhi hote hai kuin ke app khud nahi kerahe hote hai trading aur maine dekha hai ke sl bhi nahi use kerte robots.
                    • #55 Collapse

                      yes dear yeh bat hamisha yad rakhn ka auto trading mn use hona wala rebot kabhi bh news and analysis ko try nhn krta blka woh chend 1 khas indicators ko follow krta ha jo ka ap ka liya loss arrange krna ka kam krta ha g. itna easy bh nhn ha earn krna yar
                      • #56 Collapse

                        jee han mara b yahi khyal hai k auto trading bohat easy to hai kuin k is main ap ko khud kuch ni kerna perta aur ye software se khud he trading hoti rehti hai ap ne only money available kerna hoti hai aur trading khud he hoti rehti hai aur mare khyal main is trading main loss k ziada chances hotay hain is lie humain manual trading he kerni chahie.
                        • #57 Collapse

                          dear frriend yeh aik simple business nahain hai yeh iak risky business hia jis ko hum asaan business nahain keh sakty hain laikn waqt k sath sath asaan hi jaata hai.
                          • #58 Collapse

                            auto trading simple hai kyun ke khud kuch krna nhi prta khudi trading chalti rehti hai kyun ke programmed software hota hai jo apni programming ke according trading krta rehta hai chahy loss ho ya profit koi farq nhi prta usko kyun ke uske koi emotions ni wo just aik programme hai
                            • #59 Collapse

                              yes ma ny bhi suna hva hai k auto trading bht risky hoti hai just experts he isy covers krty hai and is ki proper learning sy bhi ham risky he smjhty hai so auto trading is a risky...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                g bilkul sahe mery khayal mein to ap bilkul theek keh rahy hain k auto btrading bohat risky hoti hy aur us mein loss k chances bhi bohat zyada hoty hain is liye hamain auto trading ko avoid karna chahiye aur loss say bachna chahiye...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X