Apni Galtiyon Se Learning Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni Galtiyon Se Learning Karen
    Dear hamen apni galtiyon ko mind mein rakhna chahie aur unse learning karni chahie agar Ham apni mistakes ko mind mein rakhenge to unse apne loss ko recover kar sakte hain Ham apni mistake se learning karenge tab hi acchi tarah profit aur kamyabi Hasil kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apni Galtiyon Se Learning Karen

    yes dear, hmain jin mistakes ki waja sa loss hua ho un sa seekhian aur unhain clear kar k apnay mind ma rakhain aur next time repeat na honay dain, ta k hm mazeed loss sa bach sakian aur mufeed trading kar sakian, hmain apni mistakes ki waja sa honay walay loss ko recover karnay k liay planing bnani chaiay aur achay chance ka wait karna chaiay
    Last edited by ; 21-05-2020, 03:34 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Apni Galtiyon Se Learning Karen

      Assam Alaikum dear Kannada Ki Baat bilkul sahi hai Hamen Forex trading business Mein Jo Bhi Ham Logon se galtiyan hoti hain Hamen apni Galiyon se Kuchh Na Kuchh sikhana chahie Agar ham log apni Galiyon se Kuchh sikhenge tabhi Ham Forex trading business Mein successful ho sakte hain isiliye Ham se jo bhi Galti Hoti Hai Unse Hamen Kuchh Na Kuchh Hasil karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Apni Galtiyon Se Learning Karen

        therefore x mein jab Ham mistake karte Hain to hamen use apni mistake ka bahut bada nuksan ho sakta hai isliye hamen chahie ki Ham apni hi mistake se sabak hasil karna chahie jismein stick se hamen nuksan Ho use mistake se hamen dur rahana chahie jab Ham apne galtiyan ko apni mistake ko theek kar lenge to hamen kabhi bhi frax mein nuksan nahin hoga aur na hi hamen kabhi e kisi bhi e mushkilat ka samna karna padega isliye hamen chahie ki Ham forex mein jyada se jyada mehnat ke sath achcha kam Karen acchi kamyabi hasil Karen
        • #5 Collapse

          Re: Apni Galtiyon Se Learning Karen

          Ji Hamen apni galtiyon se sikhana chahie desun Hospital karna chahie if aap apni mistake se nahin sikhenge to future mai bari mistake hogi To Hamen chahie mehnat Karen aur Apna loss recover Karen
          • #6 Collapse

            Re: Apni Galtiyon Se Learning Karen

            hamy apne mistakes ko avoid kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala busines shain yaai aik amm business ke nisbat acha bsiness hain hum gar mai bath karis mai kam kar akty hain yai aik internaitonal or unique business hain
            • #7 Collapse

              Re: Apni Galtiyon Se Learning Karen

              bohat he achaa sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum apna mistake sa lot of learning karni start kardaa q ka ager hum apni mistake sa kuch na kuch learning kartaa ha to per hum ko achi learning or experience be hotaa rahaa ga or hum dobara wo mistake be nhi kar payaa gay.................
              • #8 Collapse

                Re: Apni Galtiyon Se Learning Karen

                G han forex trading men kamyab traders ki kamyabi ka raaz hi yehi hey k woh apni mistakes se seekhnay ki koshish kartay hen aur jo log apni ghaltion ko ignore kartay hen woh kabi bhi kamyab trader nhi ban saktay iss liay ghaltian tu sub kartay hen lekin jo log apni ghaltion ko serious letey hen aur phir soch samaj kar trading kartay hen woh zaroor kamyabi hasil kar letey hen
                • #9 Collapse

                  Re: Apni Galtiyon Se Learning Karen

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ZainSohawa پيغام ديکھيے
                  Dear hamen apni galtiyon ko mind mein rakhna chahie aur unse learning karni chahie agar Ham apni mistakes ko mind mein rakhenge to unse apne loss ko recover kar sakte hain Ham apni mistake se learning karenge tab hi acchi tarah profit aur kamyabi Hasil kar sakte hain
                  Apni mistake se aap log apni learning ko complete Karen Kyunki jab tak aap apni mistakes ko remove Nahin Karenge Itna aap log Kamyab Nahin Ho Sakenge ki koshish Karke apni mistake se aapko sikhen aur unko apni trading Mein dubara se repeat hone De jo bhi aap log Galti karte hain uska message Yad rakhiye aur apni mistakes ka blog Ek chart banaa liya Karen aur is se aap Logon Ko mistakes remove karne mein bahut madad Milegi aur aap ek acchi Tarah Se trading kar Sakenge.
                  • #10 Collapse

                    Re: Apni Galtiyon Se Learning Karen

                    Forex mein jitna ho sake hamen apni galtiyon se sikhna chahie aur Forex trading main ham kamyab ho sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur Forex trading mein hamen kabhi bhi apni galti ko ignore nahin karna chahie kyunki Forex trading mein aisa karne se hamen bahut bada loss hoga aur hamara bonus account wash ho sakta hai jisse Forex main hamari Puri mehnat waste ho jaati hai aur Forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye apni galti aur loss se bachna hamare liye bahut hi zaruri hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Apni Galtiyon Se Learning Karen

                      G han bmain apni ghaltiyon sy learn krna chahaiy takh ham achi kamyabi hasil karny k liye acha kam krain aur acha knowledge aur experience hasil kar k acha bonus hasil karny ki koshish krain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Apni Galtiyon Se Learning Karen

                        Assalamu alaikum dear members....
                        Ji bro apne thek kaha hai k agar hum apni mistakes se learn karenge to hum success ho payenge
                        Jo banda apni ghaltiyon se ni seekhta wo kabhi kamyab ni ho pata
                        • #13 Collapse

                          Re: Apni Galtiyon Se Learning Karen

                          Asslam o alaikum dear ...apki bat bilkul sahi he...dekho ghalti insano se har jgha hoti he agar trading me ap se Koi ghalti hoti he us wjha se Ap loss me jaaty ho to ap mayuus naa ho mayuus hony se aap log profit me nahi jaa sakty profit me jany ka ek hi rasta he wo yh ke hm apni ghaltu se seekhen Insha Allah phr acha profit hoga . .
                          • #14 Collapse

                            Re: Apni Galtiyon Se Learning Karen

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: ZainSohawa پيغام ديکھيے
                            Dear hamen apni galtiyon ko mind mein rakhna chahie aur unse learning karni chahie agar Ham apni mistakes ko mind mein rakhenge to unse apne loss ko recover kar sakte hain Ham apni mistake se learning karenge tab hi acchi tarah profit aur kamyabi Hasil kar sakte hain
                            Ji bilkul Hamen is platform Mein Apni galti se sikhane ki koshish Karni chahie aur jab Ham apni galtiyon se learn Karte Hain To isase Ham bahut zyada Pakistan Forex forum Mein earning kar sakte hain Raider ko zyada learning Karni chahie Kyunki Jab trader is market mein zyada learning Karta Hai To woh bahut zyada successful hota hai aur zyada successful trader Hai Hamesha market Mein kamyabi Hasil Karta Hai Acha profit lene ke liye market ki knowledge Hasil karna bahut zaruri hai trader ko Hamesha Forex Mein knowledge Hasil karne ki wajah se hi kamyabi milti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apni Galtiyon Se Learning Karen

                              G han ap thek kah rahay han apni galtiyon se learning karen agar ap apni mistakes se sabq hasil karen gay aur un mistake ko life may dobra nahi karen gay jo ik bar ap se ho gayi han tou phir ap forex per kamyab ho sakty han mistakes se learn karny wala bohat jald kamyab ho jata ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X