Gold pe kabhi bhi trst nahi karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold pe kabhi bhi trst nahi karna
    Gold aik bohut hi untrusted commodities me se aik hai aur is pe bironi anasir bohut zyada asar andaz hota hai. Koi bhi masla dunya bhar me kahi bhi aye ye Gold us se ziada effects hota hai. Gold pe trading k doran bohut zyada ahtiat karni chaheye. gold bahat hi ziyadah taghair pazeer kamodities hay . ya baqi dosare kamodities ki nasbat bahat hi ziyadah market se asar andaz hota hay . is ki qeemt min bahat ziyadah tabadili waqa hoti hay . is ke zariye treading ke duran bahat hi ziyadah ahtyat karna hoti hay cunkah is ki qeemtin yakdam bahat hi ziyadah oper niche hoti hay . am tur par jab duniya ke haalat naarmal hote hen or duniya min kahin bhi koi maslah darpesh nihen hota kah jab amriki daler dosare mamalk ki karnsiyon ki nasbat oper jata hay to gold ki qeemt niche aati hay , cunkah daler mazboot ho raha hota hay . lican agar is ka alt ho raha hota hay , yauni daler dosare karnsiyon ki nasbat kamazor ho raha hota hay to gold ki qeemt oper ko jati hay .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold pe kabhi bhi trst nahi karna

    g han ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se agree krta hun gold ki trading boht risky hoti hai es liye aghr hum risk ko manage kar k trdaing karengy tu hmain loss kam se kam hoga or aghr hum bary risk k sath trading karengy tu loss bhi bara he hoga es liye gold ki trading soch smjh kar karen aghr ap kamyab hona chahty hain tu forex trading aik best online trading ka business hai jis main jo bhi trading ka business krna chahye kar skta hai
    • #3 Collapse

      Re: Gold pe kabhi bhi trst nahi karna

      hamy soch samj kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky g y hum is mai raat mai be am kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain yai aik amm busines ske nisbat acha business hain hum gar mai bath karis mai kam kari sakty hain yai aik legl bsiness hain hum is mai out off balance accoun bana kar be kam kar sakty hain yai aik legal business hain
      Last edited by ; 21-05-2020, 03:31 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Gold pe kabhi bhi trst nahi karna

        Lagta hai mere bhai ko gold Mein Kafi nuksan ho sakta isliye yah Gold ke paise Bahadur Bhag raha hai account mein trust nahin karna chahie bhaiya aap galat kah rahe hain koi baat nahin Jo Gold ke pair mein experience rakhte Hain vah gold ko Maaf Nahin dete Ho is bare mein trading karte hain aur trading karne par acchi hai Baithe profit Gold ke pair mein se uthate Hain
        • #5 Collapse

          Re: Gold pe kabhi bhi trst nahi karna

          g han dear ap ki baat thek hy forex online busienss min hamin gold par kabhi bhi trust nahin karna chaye q k bahut ziyada dangrus pair hy is par tread lagny sy hamray account wash hony dar hita hy iis lia hamin is sy door rehena hi hamry kia best hy hamin agr best treading karni hy to cruncy pair pay more sy more mhenat kar achi treading kar ka acha profit hasil kar sakty hain .
          • #6 Collapse

            Re: Gold pe kabhi bhi trst nahi karna

            Ji Hamen gold Mein Kabhi Bhi trade Nahin Karni chahie because gold ki Valu aur price market Mein up and down hoti rahti hai To Hamen chahie ke senior se help le aur YouTube per lecture study Karen aur mehnat Karke kamyabi Hasil Karen
            • #7 Collapse

              Re: Gold pe kabhi bhi trst nahi karna

              Gyan dear forex trading mein hamen chahie ki Ham gold jaise fast pair par kabhi trust nahin karna chahie agar hamen gold per trade leni hai to hamen chahie ki Ham Star plus ka istemal Karen agar Ham Star plus ka istemal nahin karenge to Ham kabhi bhi 4x mein aage nahin ja sakenge gold ek pagal Pyar hai hamen chahie ki Ham isase dur rahen agar hamen speed trading karni bhi hai to hamen chahie ki Ham stoploss aur to ka istemal Karen
              • #8 Collapse

                Re: Gold pe kabhi bhi trst nahi karna

                g bhai ap nay bilkul sahe kaha hy hamen kabhi bhee gold py trust nahi karna chahye ye bat sach hy k gold bohat hi risky pair hy aur eski movement bhee ziada taiz hoti hy tou choty account k sath gold mein trading karna bohat hi risky hain
                • #9 Collapse

                  Re: Gold pe kabhi bhi trst nahi karna

                  bohat he achaa sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of hard work karni start kardaa or ha ager hum ko forex trading ma kuch na kuch experience hotaa ha to per hum ko chaheya ka hum gold pa trade karaa warna hum ko kabhi be gold pa trading nhi karni chaheya .....................
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold pe kabhi bhi trst nahi karna

                    Aapki baat bilkul theek hai ki gold bahut jyada dangerous more karne wala Pair Hai yah bahut risky commodity Hai Jis Par trade karne se aapka account wash ho sakta hai ki yah bahut jyada fast man karta hai isliye is per always a small lot ke sath hi trade open ki Jaaye Agar Yahan Badi lot ke sath aap phone Karte Hain To Yahan loss ke chances badh Jaate Hain gold and oil donon hi aise commodities hai ki Jin per aap fully trust nahin kar sakte in pert karne ke liye aapke analyse ka bahut strong Hona zaroori hai in pr trade karne ke liye kabhi bhi to Kaise trade na Karen Varna aapko big loss ko face karna hoga Agar apke analyse bahut strong hai to aap oil and gold se bhi bahut accha profit Hasil kar sakte hainAgar aapke analyse bahut strong hai to aap oil and gold se bhi bahut accha profit Hasil kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold pe kabhi bhi trst nahi karna

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanakalsom1166 پيغام ديکھيے
                      Gold aik bohut hi untrusted commodities me se aik hai aur is pe bironi anasir bohut zyada asar andaz hota hai. Koi bhi masla dunya bhar me kahi bhi aye ye Gold us se ziada effects hota hai. Gold pe trading k doran bohut zyada ahtiat karni chaheye. gold bahat hi ziyadah taghair pazeer kamodities hay . ya baqi dosare kamodities ki nasbat bahat hi ziyadah market se asar andaz hota hay . is ki qeemt min bahat ziyadah tabadili waqa hoti hay . is ke zariye treading ke duran bahat hi ziyadah ahtyat karna hoti hay cunkah is ki qeemtin yakdam bahat hi ziyadah oper niche hoti hay . am tur par jab duniya ke haalat naarmal hote hen or duniya min kahin bhi koi maslah darpesh nihen hota kah jab amriki daler dosare mamalk ki karnsiyon ki nasbat oper jata hay to gold ki qeemt niche aati hay , cunkah daler mazboot ho raha hota hay . lican agar is ka alt ho raha hota hay , yauni daler dosare karnsiyon ki nasbat kamazor ho raha hota hay to gold ki qeemt oper ko jati hay .
                      Ji bilkul Hamen Forex Mein Kabhi Bhi Gold ke upar trust nahin karna chahie Kyunki yah bahut zyada risky matter hai uske upar trust karne wala trader kabhi bhi market Mein successful Nahin Hota trader ko chahie ki woh Hamesha pahle ismein experience Ki Tarah Uske bad uske upar trading Karen Kyunki Jab trader ke paas zyada experience hota hai to woh trading Karke Kamyab hota hai Acha profit lene ke liye Zyada mehnat ki zarurat hoti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold pe kabhi bhi trst nahi karna

                        Ji Bhai aapane bilkul theek kaha gold mein trading karna very serious and risky business hai hamare Pakistan mein har Chand minut mein gold ka rate change hota rahata hai iski market bahut hi risky hai is ki price pay trust karna bahut hi mushkil kam hai so yea mushkil kam hai ke koi bhi samajhdar aadami gold per trust kar sake hamare mulk mein tu business bahut hi risky hai aur main samajhta hun aise business per hocus kam se kam karna chahie aur agar Karen bhi to tab karna chahie jab aapke pass kafi investment Ho iske alava gold ka business sabse jyada paise Wala business hai aur paise wale log ismein business karte Hain ismein Jo log sabse zyada loss ka shikar hote Hain wo greedy hoty hyn ....
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold pe kabhi bhi trst nahi karna

                          bilkul sahi kaha hy hamain gold par trade lagne kilye phly haazar dafa sochna cheye kuin ke zeyda time kilye gold ke trade ka kuch patta nahi lagta kuin ke ye bhot risky pairs hy jis mein hamain soch sumj ke kadam lena cheye then acha profits hasil ker sakty han ye gold hamre trust ke kabil bilkul bhe nahi hy kuin ke es ke movement se hamain faida bhe acha hota hy or nuksan bhe bhot zeyda hota
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold pe kabhi bhi trst nahi karna

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanakalsom1166 پيغام ديکھيے
                            Gold aik bohut hi untrusted commodities me se aik hai aur is pe bironi anasir bohut zyada asar andaz hota hai. Koi bhi masla dunya bhar me kahi bhi aye ye Gold us se ziada effects hota hai. Gold pe trading k doran bohut zyada ahtiat karni chaheye. gold bahat hi ziyadah taghair pazeer kamodities hay . ya baqi dosare kamodities ki nasbat bahat hi ziyadah market se asar andaz hota hay . is ki qeemt min bahat ziyadah tabadili waqa hoti hay . is ke zariye treading ke duran bahat hi ziyadah ahtyat karna hoti hay cunkah is ki qeemtin yakdam bahat hi ziyadah oper niche hoti hay . am tur par jab duniya ke haalat naarmal hote hen or duniya min kahin bhi koi maslah darpesh nihen hota kah jab amriki daler dosare mamalk ki karnsiyon ki nasbat oper jata hay to gold ki qeemt niche aati hay , cunkah daler mazboot ho raha hota hay . lican agar is ka alt ho raha hota hay , yauni daler dosare karnsiyon ki nasbat kamazor ho raha hota hay to gold ki qeemt oper ko jati hay .
                            Jitni gold pair ki movement Hai Hamen ISI hai Sabse gold par Kabhi trust nahin karna chahie Kyunki gold ki Munh mein jo bahut jyada hai Gold ke bare mein acchi analyse Karke trade karna Hamare liye fayda Hoga aur Agar Ham bagair analyse per aur knowledge maloomat ke bagair trade Karenge To Hamen nuksan ho sakta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Gold pe kabhi bhi trst nahi karna

                              Aj Kal to gold ki movement per bharosa nh krna chaye aj Kal koi pta nai chlta keh ks trah move kre g gold k trade

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X