Hm apna Loss kis trha recover kr sktay hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hm apna Loss kis trha recover kr sktay hain?
    Asslam.o.Alikam if hamain trading mai loss ho jay tu dear forex memebrs hm apna loss kis trha recover kr sktay hain, kn sa rules follw kr k loss km kr sktay hain apna.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hm apna Loss kis trha recover kr sktay hain?

    Forex Trading me loss ko recover karna bhi aik honar hai. Hamen agar loss hota hai to ye aam c baat hai leking us ko recover kase karen ye aik behtareen trader ki nishani hai. Loss aur profit har karobar ka lazmi juzz hai. Forex trading me risk bohut zyada hone ki waja se hamen is me loss ka bhi samna karna par sakta hai. Lazmi nahi k loss sirf hamari ghaltibki waja se ho bulke bazz dafa hamare analysis thek bhi ho sakte hen aur hum ne jo calculation ki hoti hai wo bhi thek ho lakin achanak se market me changing ho sakti hai jis ki waja se hamen loss ho. Lekin hamare leye faida ki baat ye hai k hum tab hi kamyab hongy jab hum us loss pe qaboo pa lengay. Aur ache trader ki tarah positive mind se trading jari rakhen.
    • #3 Collapse

      Re: Hm apna Loss kis trha recover kr sktay hain?

      Ham apni loss ko best management karke recover kar sakte hain aur jis trader ki best management nahin hoti Hai vah kabhi apne dost ko recover nahin kar sakte hain isliye hamen is baat Ko apne man mein rakhna chahie ki Ham ne bheji best management karke apne loss ko recover karna hai agar ham overtrading karke apne dost ko recover karne ki try karte Hain to hamara account fully wash ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Hm apna Loss kis trha recover kr sktay hain?

        hum apny loss ko planning k sath recover kar skty hain planning se forex main kamybhi hasil ki ja skti hai aghr hum apni trading k liye planning karen tu hu apni trading ko achi trha kar k kamyab ho skty hain or forex main aci tradig kar k acha profit lay skty hain planning k sath kam karny se loss hony k chances bhi kam se kam hoty hain aghr hum apny loss ko reover karny ki planning nahi karengy tu hum kbhi bhi recover nahi kar skty na he hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Hm apna Loss kis trha recover kr sktay hain?

          hamy loss ko katem kaar ky kam karna ho ga hamy learning gain kar ky aik time table bana kar kam karna ho ga hum is mai bageyr balance account bana kar be kam kair sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gyto hamy loss ho ny ga yai aik amm busness ke nisbt aca busness hain yai aik amm business jasa nahi hum gar mai bath karis mkai kam karr sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Hm apna Loss kis trha recover kr sktay hain?

            Agar hamen Las ho jata hai forex mein to hamen chahie ki Ham apne losco sabar se recover Karen jab Ham apna loss sa barse a recover karenge to hamen bahut hi achcha fayda hoga jab Ham loss ko jaldbaji mein recover karenge to hamen masjid loss hoga isliye hamen jaldbaji nahin karni chahie sabar se kam karna chahie tab hi Ham forex mein aage ja sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Hm apna Loss kis trha recover kr sktay hain?

              Agar aapka Jyada Las ho gaya hai to usko recover karne ke liye aapko Ek to Sagar karna chahie dusra usko slowly Hua profit Banakar aur cover karna chahie agar aap Fir Bhi vah trading Karenge jaldi Yadav aur risk Lenge to Fir Bhi aapka Kaun pass hone ka Khatra hai.
              • #8 Collapse

                Re: Hm apna Loss kis trha recover kr sktay hain?

                Wesay tu forex trading men sub se mushkil kam loss ko recover karna hota hey lekin forex trading men mehnat se sub kuch mumkin hey aur loss jitna bhi ho recover ho jata hey lekin jaldi loss recover karnay ki koshish bari lot nah lagaen balkay small lot size ko use karen aur thora thora kar k apna loss recover karnay ki koshish karen tu zaroor loss ko recover kar saktay hen
                • #9 Collapse

                  Re: Hm apna Loss kis trha recover kr sktay hain?

                  bohat he achaa sawal ha ager hum ko forex ma loss hotaa ha to per hum ko chaheya ka hum first of all apni mistake ko note karaa us ka baad hum ko double hard work kartaa howa trade karni hoge or hum ko chaheya ka hum lot of hard work ka sath trade karaa or trade sa palaa hum ko market ko analysis karnaa hoga to per hum ko achi profit hoge...................
                  • #10 Collapse

                    Re: Hm apna Loss kis trha recover kr sktay hain?

                    dear friend, hmain apnay loss ko recover karnay k liay proper planing bnani chaiay aur achay chance ka wait jarna chaiay, hmesha small lot use kar k loss ko recover karain aur ye baat b mind ma rakhian k hm sara loss aik hi trade ma recover nhi kar saktay bl k thora thora kar k recover karain gya
                    • #11 Collapse

                      Re: Hm apna Loss kis trha recover kr sktay hain?

                      Forex main apne loss ko recover karne ke liye achi trading bahut hi zaruri hai isliye Forex mein hamen trading apne experience aur knowledge ko increased karke start karni chahie aur is tarah se Forex main ham achi trading kar sakte hain aur acha profit bhi hasil kar sakte hain aur Forex trading mein apne loss ko recover karne ke liye hamen hamesha trading mein normal lot size use karna chahie aur is tarah se Forex mein ham achi trading kar sakte hain aur Forex mein hamara loss bhi recovered ho jata hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Hm apna Loss kis trha recover kr sktay hain?

                        dear loss ko cover kerna bhot mushkil kam hay but namumkin nahi hay kuin ke achnak market ka kuch patta nahi lgata kis tarf move ker jaty han es liye hamain sabar se zeyda learning practice ko kerna cheye then ache experience se ham apna proifts wothdraw zror le sakty han
                        • #13 Collapse

                          Re: Hm apna Loss kis trha recover kr sktay hain?

                          G hum apna loss kis tarah recover kar sakty han agar ap apna loss recover karna chaty han tou apko chahiye kay jaab apki loss ho jaye tou sabar se kaam karen kyu kay ap ahista ahista waqt kay sath sath loss ko recover kar sakty han agar jaldbazi karen gay tou ap ko zeyada loss ho sakta ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Hm apna Loss kis trha recover kr sktay hain?

                            Walaikum Salam agar aap ka loss Itna hai kibahut bada hai jabki aapki equity bahut kam Rah gai hai to aesy main ke aapka acciunt balance bahut kam hai tu itne balance per aap currency pair per hi trade Karen Kyunki currency pair per aapka Chhota count safe Rahega isase aap log ko isliye recover kar lenge lekin Agar aapka account big Hai To Aise mein aap Koi yah Gold per bahut acche analyse ke bad trade on Karen FIR aap apna loss bahut isliye recover kar sakte hain lekin loss ko aap ek hi bar Mein Kabhi Bhi recover nahin kar sakte is ko recover karne ke liye bhi time required hi Lo usko always slowly slowly recover kiya jaaye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hm apna Loss kis trha recover kr sktay hain?

                              Dear forex friends jo galtian apny pichli bar ki hain unn ghaltiyon ko agli bar ap ignore krain takh ap ko dobara loss na ho aur aap acha profit hasil kar sakain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X