Agr hum new Hain to hmy kitni amount sy trading strt krni cahah?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agr hum new Hain to hmy kitni amount sy trading strt krni cahah?
    Dosto main ap sy ye pochna chahata Hun k agr hm Forex main new h to hmy kitni amount kr k phr us k upr trading krni cahahy.plz senior member pani ray share kry.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agr hum new Hain to hmy kitni amount sy trading strt krni cahah?

    agar Ham new hain aur hamen trading mein experience Kam Hai to hamen chahie ki Ham start mein kam AZ kam hundred dollar se trading co start karen kyunki se kam banners per Ham kabhi successful nahin ho sakte hain hamare pass kam AZ kam $100 ka bonus hona chahie den Ham successful ho sakte hain agar hamare paas itni amount nahin hogi to Ham successful nahin honge
    • #3 Collapse

      Re: Agr hum new Hain to hmy kitni amount sy trading strt krni cahah?

      Dear member agar aap Forex main new hai to aapko sabse pahle Forex key learning aur knowledge per focus karna hoga jisse aapko for X Mein trading karne ki experience Milega Iske bad aapke account mein Jitna Bhi balance hai aap usmein small risk ke sath trading Karen jismein aapko loss hone ke chances kam se kam ho agar aap starting Mein Hi Bada risk Lekar trading Karenge to aap Forex Mein Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakte isliye Apne account ko save rakhne ke liye planning Karen aur uske according kam karen to aap Forex Mein acchi trading kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Agr hum new Hain to hmy kitni amount sy trading strt krni cahah?

        main Assalamu Alaikum dear friend Forex trading business mein Ham Logon Ko Yahin per hai apni new member ko adding start karne ke liye investment ki bilkul bhi jarurat Nahin Agar vah apni training course start karna chahta hai to vah pahle experience game Karen aur Kitni amount honi chahie yah Main Nahin Rakhta Forex Mein Forex Mein sabse Jo important baat hai jo main rakhti hai vah Ham Logon ke liye yahi hai ki Ham Yahan per experience game Karen tabhi Ham ismein successful ho sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Agr hum new Hain to hmy kitni amount sy trading strt krni cahah?

          Je dear bonus acct ma hamary pass kam sy kam 150 dollar ka capital hona chahe, tb hamy trading ma acha profit ho sakta hai, but es k sath hamy market analysis ko b achy sy sekhna ho ga, forex market ko agr ap achi tarha samaj ni pa rhy to ap 500 dollar sy b kuch khas hasil ni kar payn gy, es lae pehle preference market ko sekhny ma use karyn,
          • #6 Collapse

            Re: Agr hum new Hain to hmy kitni amount sy trading strt krni cahah?

            Trading start karnay k liye koi khaas limit laaazmj nahi hai k itni honi chaahiye lekin 100 dollar se zyaada ho to behtar hai q k us se kaaafi achi earning haasil kar saktay hain or profit bhi kamaaa saktay hain tk humen is main mehnat se kaaam karnaa chaahiye or jo bbi trade lagaani ho apnay account k mutaabiq aysi lot use karni chaahiye taakay trade loss main jaaey to account naaa wash ho
            • #7 Collapse

              Re: Agr hum new Hain to hmy kitni amount sy trading strt krni cahah?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwanmalik پيغام ديکھيے
              Dosto main ap sy ye pochna chahata Hun k agr hm Forex main new h to hmy kitni amount kr k phr us k upr trading krni cahahy.plz senior member pani ray share kry.
              Dear brother agar aap Forex trading menu hai to aapko sabse pahle trading ke bare mein knowledge Hasil karna hoga aur Jyada Se Jyada learning Karni Hogi tab hi aap trading kar sakte hain aur agar aap ismein you hai to aapko chahie ke demo account per $100 account per practice Karen aur usmein aap kam Karen Jab aap $100 account per kam Karenge to aapko yah fayda Hoga Ki aap Sambhal account ko manage karna Sikh Jaenge aur aap aasani ke sath trading mein experience receive kar sakte hain aur usmein profit kar sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Agr hum new Hain to hmy kitni amount sy trading strt krni cahah?

                Ji newcomers ko chahiye sabse pahle demo per training Karen because training per aapki learning hoti hai aur experience Hasil Hota Hai Jab Bhi newcomer Ho usko chahie 2 month wait Karen market ko understand Karen then apni amount invest Karke profit earn kare.
                • #9 Collapse

                  Re: Agr hum new Hain to hmy kitni amount sy trading strt krni cahah?

                  agar ap posting account se kaam karna chahte hian to ap kaik hi account se kam kar saktehain aur us pe ap ne bonus hasil karna hai aur kaam kar ke mehnat se earning karni hai agar ap mehnat se kaam karain ge to ham kameyab ho sakte hian new members ko buhat mehnat ki zaroorat hai kyon ke agar mehnat nahi karain ge to kuch bhi hasil nahi ho sake ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Agr hum new Hain to hmy kitni amount sy trading strt krni cahah?

                    Assalamau Alaikum my dear bhai jan g han bilkul ache bat share ke hae ap ne yeh business bahut he acha business hae agar ap is main mehnat karte hain ache tarah se kam karte hain to ap is main zaror kamayb bhe ho jate hain to hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat karte rahen take hum is main successful ho saken is trah se hamen wese to zayada se zayada posts karne cahiye tak hum is main acha bonus hasil kar saken jitna zayada hamara bonus hota hae hum is main utne he ache tarah se trading kar sakte hain or ache kamai kar sakte hain to hamen is main kabhe bhe ghabrana nhe cahiye balke himmat se kam karte rehna cahiye hum is main kamayb ho sakte hain agar hum mehnat ko jari rakhne to
                    • #11 Collapse

                      Re: Agr hum new Hain to hmy kitni amount sy trading strt krni cahah?

                      Dear new or old trader ko forex main successful hony kay liye balance per nai balkeh experience per depend karna hota hay, new traders ko chahiye keh jab tak wo experience less hon tab tak real account main trade na karain balkeh demo account main trade ko seekhain or jab achi tarah trade karna seekh jayain to he real account main achy balance say minimum risk lay ker trade karain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Agr hum new Hain to hmy kitni amount sy trading strt krni cahah?

                        Yas sar aapki baat bilkul right hai newcomer logon ko trading mein bahut yada ihtiat ki zrorat hoti hai..... Aur Mera mind ke kahta hai new aane wale bande ko forex mein minimum se minimum 2 month ka experience receive karna chahie because ismein market ka bahut role hota hai aur according to market hi Ham investment laga sakte hain.... Hamare account ki training start karne ke liye hamare pass minimum $200 amount honi chahie aur 2 month ka time phr Ham investment Karen hamen kisi bhi kasam ki pareshani ka samna Na karna pry...
                        • #13 Collapse

                          Re: Agr hum new Hain to hmy kitni amount sy trading strt krni cahah?

                          Ha Bai app ne bilkul saye kaha he ke forex business man ko kitni amount sy trading start Kani chaye humian time nikaal Kar Kam karna he q ke start me banda muskal me hota he jis tarah app ka experience zaiyda ho ga ap ko nay bandoo ke Nisbet tarjey de Jay gey.
                          • #14 Collapse

                            Re: Agr hum new Hain to hmy kitni amount sy trading strt krni cahah?

                            Dear friends forex trading man agar ham success honay chaty han to haman ak acha bonus gain kar kay us par trading karne ho ge trading kaleya kam az kam 100 doller ka bonus ho ga tk ap ak medium lot laga kar experience and small profit gain kar sakty han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Agr hum new Hain to hmy kitni amount sy trading strt krni cahah?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwanmalik پيغام ديکھيے
                              Dosto main ap sy ye pochna chahata Hun k agr hm Forex main new h to hmy kitni amount kr k phr us k upr trading krni cahahy.plz senior member pani ray share kry.
                              Jo log Forex trading mein news dene Hai unko chahie ke woh apni amount ki Bajaye per flex per post share Karke bonus Hasil karne ke bad trade Karen Jo new member Hain unko chahie ke investment Ke Bina kam karna sikhen Pak Forex Ek Aisa business Hai Jis per Ham investment ke bagair kam kar sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X