aapne kiya seekha forex sy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: aapne kiya seekha forex sy?

    Forex se sekha k ye humay achi income dey ga agar skills achi hon agar apki learning forex kay baray main achi hai to ap bohat kuch kar saktay hain otherwise kuch bhi nahin jo earn kartay hain woh bhi loose kar saktay hain.agr ap ko trading ka knowledge or experience hy to ap daily trade sy boht acha profit hasil kr sakty hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: aapne kiya seekha forex sy?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbrohi1 پيغام ديکھيے
      Dear members jaisa ky aap sab jante ky forex aik behtreen business hy or sab ko welcome karta or sab traders ka apna experience hota. Mera experience hy ky forex mein kam karne sy trader time punctual ho jata hy or mehnat karna seekh jata hy jo ky kamyabi ky liye bohat important hy. Members aapka kya experience hy forex ky hawaly sy or kya seekha apne ho sakta aapke experience share karne sy dosry traders ke confusion dur hojaay.
      Forex market Mein Hamen bahut knowledge Hasil Karni chahie Kyunki Jab Ham Forex ka knowledge Hasil Karte Hain To is se Hamen bahut fayda hota hai aur zyada learning Karne Wale Trader market Mein successful hote hain Acha profit Hasil karna chahte hain to market Mein knowledge Hasil karne ke sath sath learning Karni chahie Kyunki jitni zyada learning Ham Karte Hain isase Ham apni zyada market Mein kamyabi Hasil karte hain aur forex market se sikhane ke liye Hamen learning Karni Hogi aur forex market Hamen bahut zyada Sabar Karne Ka Tarika Sikha deti hai aur trader ISI wajah se market Mein profit leta hai Kyunki Uske pass pakka bahut knowledge Hota
      • #18 Collapse

        Re: aapne kiya seekha forex sy?

        Forex se hum hamesha acha kama saktay hain forex ko learn karay kiyon kay ager aap kay pass knowledge nhi hoga tu ap forex sy earning nahi kr sakay gy yeh aik good business hai isi liye mein forex ko bahot pasnd krta is ko proper time daina he profit earn karny ka sb say bara tareka hai
        • #19 Collapse

          Re: aapne kiya seekha forex sy?

          Forex per mehnt ka phaal zaroor milta Hy mehnt krne waly ki mehnt kbhi waste nai jati
          • #20 Collapse

            Re: aapne kiya seekha forex sy?

            Forex humay bahtreen income asaani se de sakta hay sahe time date ho to app yahan sa kafi ache profit bana sakte ho daily ye aik ache business hy is waja sa may to app ko kahta ho kay app daily yahan sa profit lana chao to ap kamayab ho skate ho
            • #21 Collapse

              Re: aapne kiya seekha forex sy?

              As the currency pair vacillates between these two clearly set support
              and resistance levels, you can trade long and short at each junction. Your
              stop loss or cover point would be just beyond one of the trendlines.
              Volume isn’t as important as in other patterns, but there usually is a
              lessening of activity within the pattern. As in the other patterns, though,
              volume should increase noticeably on the breakout
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: aapne kiya seekha forex sy?

                Forex forum per post karne se lekar live trading aur profit withdrawal karne Tak Har chij Ki Hai sikhana Badi Baat Nahin Hai Magar uske andar maujud tricks ko Janna aur apne knowledge ko enhance karna sabse bada kam hai jawab yah kam karna Shuru kar dete Hain To aap kabhi bhi na Kam Nahin Hote

                اب آن لائن

                Working...
                X