loss recover kr k kitni khushi milti ha ....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss recover kr k kitni khushi milti ha ....
    g han dear forex members forex trading main agr humaen loss ho jata ha to hum both dukhi hoty han but jb wohi loss recover ho jata ha to kitni zada khushi milti ha js ka koi hisab bhi nahi hota ha .. Allah karen sb members jin ka loss hoa ha recover ho jay ...:1f603:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss recover kr k kitni khushi milti ha ....

    agar humain es main trading karty howay humian es main loss ho jata hain to humain es main boht sbr say kam karna ho ga to he hum es main sucess ho skty hain our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gian to humain es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es main bgir pison kay account bna kar hum es main kam kar skty hain
    • #3 Collapse

      Re: loss recover kr k kitni khushi milti ha ....

      Dear jub humain forex mein loss hota hai tou humain uss waqt zayada tension hoti hai lakin jub hum loss ko recover ker letay hain tou uss sae humain bahut khushi milti hai aur humari tension bhi khatam ho jati hai aur tub hum forex mein acha kaam ker kay iss sae achi income bhi lae saktay hain iss lye forex mein mehnat sae kaam kerain
      • #4 Collapse

        Re: loss recover kr k kitni khushi milti ha ....

        loss ko recover kar kay hum bht khush hoty hain hamain forex main soch samjh kay kam karna ho ga pher he hum is main kamyab hon gay forex main wohe log kamyab hoty hani jo is main lagan say or himmat say kam karty hain foerx aik best online business hai
        • #5 Collapse

          Re: loss recover kr k kitni khushi milti ha ....

          G han trading mein loss tu hota hai aur dukh bhi lgta hai kionkeh loss ko recover krna mushkil hota hai lekin kuch traders apni taraf se pori koshish krty hein kuch kamyab hoty hein jbkeh aksar ko phr se loss ho jata hai lekin jo aik dafa loss ko recover kr ly usko bht khushi hoti hai kionkeh jo kaam bht mushkil samjha jata hai usko complete krna sach mein khushi ki baat hoti hai.
          • #6 Collapse

            Re: loss recover kr k kitni khushi milti ha ....

            Forex main loss recover karnay k liye jaldbaaazi nahi balke soch samajh kar hi koi bhi step leenaa chaahiye or mehnat se kaaam karnaa chaahiye q k jitni zyaada mehnat karen gy hum or market ko analise karnay k baaad trade lagaaaen gy utna hi humen faaidaa hogaa or kaamyaabi k chances zyaada hoon gy or hum risk ko kaaafi had tak kam kar k loss ko bhi recover kar len gy
            • #7 Collapse

              Re: loss recover kr k kitni khushi milti ha ....

              Assalamu alaikum my dear friend loss recover Kar ke bahut zyada Khushi milti hai jb Huma trading ki bd loss hota hn to boath Duke hota hn as liya jb loss recover ho jta hn too boath zyda Khushi milati hn as liya mehnat c km krna chaiya k loss na hooo agr ho be jya to mehnat KR k as ko recover karne chahie to boath Khushi milati hn
              • #8 Collapse

                Re: loss recover kr k kitni khushi milti ha ....

                G han bilkul loss ko recover kr k hmain bhut ziyada khushi milti hy aur hmain chahaiy k ham apny loss ko recover karny ki bharpor koshish krain takh hmain success hasil ho.
                • #9 Collapse

                  Re: loss recover kr k kitni khushi milti ha ....

                  G bilkul agr hmy loss hojta h to hm apni qabliyt par usy recorvr Kar krty h to hmy bht Khushi multi h
                  • #10 Collapse

                    Re: loss recover kr k kitni khushi milti ha ....

                    G han loss ko recover kar ke bohat kushi milti ha kyu kay hum nay loss ko recover karny kay liye bohat mahnat aur sabar se kaam kiya hota ha aur jaab loss recover ho jata ha tab hamen bohat zeyada kushi milti ha aur hum loss ko recover kar ke kamyab ho jaty han
                    • #11 Collapse

                      Re: loss recover kr k kitni khushi milti ha ....

                      Yes dear! Hamen trade karte waqt analyses aur planning ke sath kam karna hota hai. Agar fir bhi hamari trade loss mein chale jaati hai to Ham ghabrata nahin hai aur apni koshish jari rakhte, apne a havis per kab rakhte, hamara vahi loss dekhte hi dekhte profit mein badal jata hai. Trading karte hue planning ki bahut jarurat hoti hai agar ham planning ke mutabik kam karte Hain to lo usko bhi e profit mein badal sakte hain. Trading karte hue lalach na Karen kyunki lalach wala loss kabhi recover nahin hota ulta hamare account wash karne ka khatra badhata hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: loss recover kr k kitni khushi milti ha ....

                        G haan loss cover krk sab ko khushi hoti hay mehnat jo hoti ha apko starting me forex business ko achi tarha learn karna hoga or phir ek long time pak forum per posting or demo account per practice karni hogi jise continue rahkhna hoga phir app kuch time bad apne app ko ek ache trader samajne lagengay.
                        • #13 Collapse

                          Re: loss recover kr k kitni khushi milti ha ....

                          Friends Forex trading ke andar Jo log loss cover Karte Hain vah Log bahut Khushi Hasil karte hain. Forex trading Ek risky business hai Iske andar profit and loss aata rahata hai stop loss Ki Surat Mein Hamen ghabrana Nahin chahie balki mehnat Karni chahie aur jab loss recover ho jay ga to hamen Khushi ho jayegi. Forex trading Ke Andar hamen mehnat Se Kam karna chahie aur hardworking karne chahie aur demo account ke upar Jyada Se Jyada practis karna chahie Jo log Forex trading expert Ban Jaate Hain vah Log Hamesha Kamyab rahte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: loss recover kr k kitni khushi milti ha ....

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Fairynaz پيغام ديکھيے
                            g han dear forex members forex trading main agr humaen loss ho jata ha to hum both dukhi hoty han but jb wohi loss recover ho jata ha to kitni zada khushi milti ha js ka koi hisab bhi nahi hota ha .. Allah karen sb members jin ka loss hoa ha recover ho jay ...:1f603:
                            Jab market Mein Hamen loss Ho Jata Hai To Ham bahut jyada Pareshan aur dukhi ho Jaate Hain aur jab Ham Apna luxury cover Karte Hain To Hamen bahut jyada Khushi milati Hai Kyunki Agar Ham Apna lottery cover nahin kar paate To Hamara account bhi Vas ho sakta hai aur Hamen kam karne ka koi fayda Hasil Nahin Hoga isliye lost recover karne per Hamen bahut Khushi milati Hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss recover kr k kitni khushi milti ha ....

                              Loss ko cover krk har aik he khush hota hay humay mehnat ka pata lagta hay hard mehnat chaiye achay experience aur achi skills haasil karnay se ap aik achay trader bantay ho jab ap kay paas planing hogi achi si tou ap successful trader hogay mehnat ki zaroorat hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X