sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

    forex business main agar apko kamayab hona hae ache tarah se earning hasi karne hae to is ke liye apko cahiye ke ap is main mehnat karen ache tarah se kam karen ap is main zaror kamayab ho sakte hain bas hamen cahiye ke hum is main acha kam karen jitna acha hum is main kam karen ge hum is main utna he zayada kamayab bhe ho jaen ge to hamen mehnat karne cahiye acha kam karna cahiye agar hamen si main kamyab hona hae to q ke jo is main mehnat karta rehta hae wo is main kabhe bhe nakam nhe hota hae to hamen bhe acha kam karna cahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

      G han sabar karen mahnat karen q kay mahnat aur sabar kar ke hi hum kamyab ho sakty han forex per sabar kay sath kaam karen gay tou acha profit hasil kar saken gay aur sabar karny kay sath mahnat bhi bohat zarori hoti ha kamyab honay kay liye aur acha profit hasil karny kay liye
      • #18 Collapse

        Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

        Assalamu alaikum my dear friend ji han pranam aapki baat bilkul sahi hai kisi ki bhi mehnat waste mein nahin chahti agr kamyab hona hn to as k liya mehnat boath zoari hn Jo log mehnat krta hn vhi log kamyab hota hn as liya jb forex per trading lagi jya tb be saber c km Kiya jya Jo saber c trade lagta hn vhi log he kamyab hota hn ar acha profit hasil karta hn as liya mehnat boath zoari hn
        • #19 Collapse

          Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

          g han dear forex member apki bat bilkul theak ha agr koi insan mehnat karta ha to oski mehnat kabhi bhi zaya nahi hoti ha .. hr insan ko cahiya kay wo apni mehnat per bharosa kare or apni mehnta jari rakhe INSHALLAH is ka anjam bhi acha hi hoga ... or sabar to hum humesha hi karna chaiya kunkay sabr karne walon kay sath ALLAH PAK humesha hi hoty han ...
          • #20 Collapse

            Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

            Assalamu Alaikum
            G mehnat karain aur sabr karain ap ki mehnat kabi nahi waste ho GI ap sabr say kam Lena ho ga trading kun kay bhot risky kam hai aur is main loss b ho skta hai apni mistakes say seekhain aur improvement laty rahain
            Thanks
            • #21 Collapse

              Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

              g han achi tarah mehnat kro sath mei sabar b rakhna eham hay jub b ek insan kusi b field main mahnat karta ha to usko reward lazmi milta ha. Esi trah apko forex main inteha darjay ki practice karni hogi demo pa. Sath he aP trading main apni mistakes ko note krain aur unko solve b krain aur dobara repeat b na krain.
              • #22 Collapse

                Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

                Ji aapane bilkul theek kaha hai Hamen chahie ki Ham Sab Bhar Ke Sath Aur mehnat Ke Sath kam Karen Ham trading mein itna Jyada Sabar Karenge aur Chandrama ke sath kam Karenge Hamen utna hi Achcha profit Milega isliye Hamen chahie ki Ham Sabar Mantra ke sath kam ko ye akhe bahut Shukriya
                • #23 Collapse

                  Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
                  Assalamau Alaiakum my dear members g han bilkul thek kaha hae ap ne forex business main agar apko kamayab hona hae ache tarah se earning hasi karne hae to is ke liye apko cahiye ke ap is main mehnat karen ache tarah se kam karen ap is main zaror kamayab ho sakte hain bas hamen cahiye ke hum is main acha kam karen jitna acha hum is main kam karen ge hum is main utna he zayada kamayab bhe ho jaen ge to hamen mehnat karne cahiye acha kam karna cahiye agar hamen si main kamyab hona hae to q ke jo is main mehnat karta rehta hae wo is main kabhe bhe nakam nhe hota hae to hamen bhe acha kam karna cahiye
                  Park sex horror mein agar Ham Sab aapke sath kam Karte Hain To Hamen Sabar ka fal Jarur Milega isliye Sabra ke sath mehnat Karte Rahe Aur Ek na Ek Din mehnat Ka Sila Hasil Karen form Mein acchi mehnat ke sath Nahin Ham Kamyab ho sakte hain Transformer per kamyabi Hasil karne ke liye mehnat ko Jyada ahmiyat Di Jaati Hai.
                  • #24 Collapse

                    Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

                    G dear apny bhut achi bat ki hy forex trading k andar jis shaks k pas sabar nahi wo shaks kabhi kamyab nahi ho skta.. Isi trah lalchi shaks bhi kabhi kamyab nahi ho skta. Forex ma sbaar sy kam lyna chahiye aur is k alawa hamen mehnat krni chahiye. Q k jitna ziada mehnat kren gy ham utna hi acha experience gain kren gy ham aur utna jaldi ham forex ma expert ban jaen gy. Forex ma kabhi jald bazi nahi krni chahiye aur na hi lalach krni chahiye.. Forex ma mehnat sy kam lyna chahiye. Mehnati insan kabhi nakam nhai hota.
                    • #25 Collapse

                      Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

                      Hanmesha mehnat krtay raho thek tarah sabar kro agr ap zyada se zyada time denge is market mein tu ap ka profit daily basis pe regular hojayega aur ap easy way mein apne set target ke hisaab se earning kr rahe honge without knowledge and practice forex main daily profit earn karna mushkil hai and loss k chances b kafi zayada hain.
                      • #26 Collapse

                        Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

                        Sabar krna chahye lazman ap achi mehnat he kro ap b agr humara experince bhe ha or hum achy tareky sa forex trading ko janty han to humara lea bht kam kushikelat peda hon gi or aik do din ma acha profit earn kar sakty han. agar ap chahyn to daily bhi profit Hasil kar sakty hen so its depend on you but daily profit Hasil Kearny k lye ko zyada mehnat karni paregi
                        • #27 Collapse

                          Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

                          Sabar k saath mehnat kro g haan sabar se achi mehnat kartay raho kamyabi he hogi jin kay accounts kuch seconds main hi success ho jaty hain forex trading is a very suitable business for the women jiss seey women can easily trade in the forex apneey home work seey time nikaal kerr achaa benefit leey
                          • #28 Collapse

                            Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

                            Hamesha sabar se kaam karein hamesha faida hoga aik he din mn itna income earn kr lo jo app next 2 days mn loss bhi karo to help khatam na ho yeh sab trader ki skills pr depend kr rha hota ha you ka ilawa market ki movement pr bhi depend krta ha.
                            • #29 Collapse

                              Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

                              Yes sabr r mehnat har Kam me zarori Allah ksi ki mehnat zyaa nai krta Hy r sabr ka phal b hmesha metha e hota hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

                                Dear friend Jo log mehnat karte hain sabar karte Hain vah Kabhi nakam nahin hote kyon ke Allah mehnat Karne walon ko kabhi bhi Na Kam nahin karta aur jo log mehnat karte Hain vah jarur ek na ek din kamyab hote Hain agar ham aaj Na kam honge to iska yah matlab nahin ki Ham bar bar na kam honge ek na ek din to Ham jarur kamyab honge Jo log mehnat karte hain unki mehnat Kabhi bhi nahin hoti

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X