sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate
    Assalamau Alaiakum my dear members g han bilkul thek kaha hae ap ne forex business main agar apko kamayab hona hae ache tarah se earning hasi karne hae to is ke liye apko cahiye ke ap is main mehnat karen ache tarah se kam karen ap is main zaror kamayab ho sakte hain bas hamen cahiye ke hum is main acha kam karen jitna acha hum is main kam karen ge hum is main utna he zayada kamayab bhe ho jaen ge to hamen mehnat karne cahiye acha kam karna cahiye agar hamen si main kamyab hona hae to q ke jo is main mehnat karta rehta hae wo is main kabhe bhe nakam nhe hota hae to hamen bhe acha kam karna cahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

    Yes forex ma mehnat karny ka hamesa faida he hota hai, jo mehnat ko pas e pust dal detyn hain wo nakami ma pans jaty hain, forex ma mehnat k ik time ma hamy 3 faiday hoty hain, ik to hamy earning ho jati hai, dosrs hamy bhot achi knowledge gain hoti hai or thirdly ham apny time ko keemto bana letyn hain,
    Last edited by ; 21-05-2020, 08:35 AM.
    • #3 Collapse

      Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

      hum mahnet kary gy to hamy kamaybe mil j ge hum is mai raat mai be km kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is ma mahnetkary gy to hum loss sy bach saky gy agar hum kam karty howe koi mistke kar dety hain to hamara account baned ho jy ga yai iak amm business jas nahi hum gar mai bath karis mai kam karr sakty hain asane sy
      • #4 Collapse

        Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

        yes friend, mehnat kbi waste nhi hoti aur iska hmesha acha sila zaarur milta ha, us liay hmain tahamul k sath forex ma kma karna chaiay agr start ma problems paish aen to un ko solve karnay k liay seniors sa guidance hasil karain, proper time management k sath kam karain ta k apko required results hasil ho sakain
        • #5 Collapse

          Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

          Yes friends ufcurse 100% ye bt sahe hy k sabr karty rheny sy or kam karny sy mennt ka phal zaror milta hy kisi ki b mehnat raiga ni jati
          • #6 Collapse

            Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

            g han dear ap ki baat thek hy forex online business min hamin kamyaabi ik dafa nahin milty balke hamin forex min more sy more mhenat karny party hy phir hamin slowly slowly kamyaabi millty hy isi lia hamin forex min sabar karin aur apny mhenat ko bhi sath cantinu rakhin Jab hum mhenat karty rahin gy to hamri ki hoy mhenat kabhi bhi waist nahin jaty hum firex min zaroor achi success ko gain karjn .
            • #7 Collapse

              Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

              dear g han waqay mqain ap nay achi bat ko share kia hay is main ham ko chye k ham is main jo bhi kam ko kia karein sabner k sat aor achay say hard work ki base per karty rahnay ki try karty raha karein agar ham is main aisa karty raha karein gye to ham ko ik nah ik din zaroor kamybi mil sakti hay so is main ham ko apnay kam ko karnay main apnay time ko kabhi bhi waste nahi karna chye forex main .
              • #8 Collapse

                Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

                Sabar Karne Wale aur kam Karne Wale Kabhi gayab ho Jaate Hain Kyunki Allah Tala ne bhi farmaya Hai mein sabr karne walon Ke Sath Ho
                • #9 Collapse

                  Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

                  Mehnat karna ek aisa kam hai ki jiska sila members ko lazmi milta hai aur aisa nahin hai ki jo bhi members kam kar rahe hain aur unki mehnat jaya ho jayegi aur har ek member ko hi forum acche benefits isliye de raha hota hai ki vah log yahan per kam karke aur mehnat kar rahe hote hain aur jo koi bhi kam karne mein mehnat karega vahi yahan per kam yad bhi hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

                    G han kabhi kisi ki mehnat waste nahi jati hmain mehnat karni chahaiy aur apny kam pa focus karna chahaiy takh ham forum main success hasil kar sakain agar hmara kam acha aur miyari ho ga to hmain bhut faiyda ho ga aur ham acha earn hasil kar sakty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

                      Sabar ka phal to mitha hota he ye ham sab ne suna hoga, to sabar karte rahge mehnat be karte rahge inme sab kuch he or kabhe be hamaree mehnat waste nahe hoge, forex se be ham ye he umed karte he ke ham sabar ke sth mehnat karte rahen or pane mehnat ko rawandawan rakhe to ham ko acha profit milt jaiga. jitnee ham mehnat or lagan ke sath work karte rahege to ham pane apko ik acha trader ban sakte he, sabar me he hamaree kamyabee he, to hame unka sila mita rahega.
                      • #12 Collapse

                        Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

                        forex market me aisy traders hi Kamyab hotay hain jo sabar kartay hain or jo patience se rehtay huey trading kartay hain forex market ka ap jitna zeyda knowledge hasil karay gay wo sub ka sub ap kay kam aye ga ap ko chahie kay ap forex market ka fundamental analysis or technical analysis or har kisam kay analysis a ka knowledge hasil karay yeh ap ko market ko analysis karne me help karay ga
                        • #13 Collapse

                          Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

                          Ji han bilkul hamen mehnat jari rakhna chahie use waste nahin karna chahie Ham jitni jyada mehnat karenge utna hi achcha hamen dard milega hamen work karte rahana chahie tabhi Ham achcha profit Hasil kar sakte hain hamen Forex main ekadam kamyabi nahin milati slow slow kamyabi milati hai hamen mehnat ko continue rakhna chahie tabhi Ham Forex mein successful ho sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

                            G my dear friends sabar karay mahnat ka sath apny kam kartay rahay agar ap apny kam pa mahnat karay ga bahout jald ap kameyabi sy ham kenar ho ga es leya apny kam ma mahnat karty rahay mayuss nahi hona chaheya agar ap mehnat kartay rahay ga to kabhi ap ke mehnat waste nahi ho ga es leya sirf apny kam pa focus rakhay inshallah ap ko apni mahnat ka phall zaror melay ga bs apni mehnat jari rakhay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: sabar karen mehnat karte rahen,,,,q ke kabhe kisi ke mehnat waste nhe jate

                              Forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye hamari mehnat bahut hi zaruri hai isliye Forex mein jitna ho sake zyada se zyada work karna chahie aur Forex mein hard work ke sath apni mehnat jari rakhni chahie aur jisse Forex ham kamyab sakte hain aur acha profit bhi hasil kar sakte hain aur Forex mein kamyabi hasil karne ke liye sabar bhi bahut zaruri hai isliye forex mein hamen work our trading Sabar ke sath karni chahie jisse forex main hum loss se bach sakte hain aur ham ek ache trader bhi ban sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X