Small Profit k leye kabhi Risk na lo.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Small Profit k leye kabhi Risk na lo.
    Forex Trading me risk bohut hota hai. Kabhi bhi small profit k leye risk na lo. Aksar awqat ye apne point ko touch keye bagher yrade wapis chalna shoro kar deta hai. Jis waja se hamara nuqsan zyada ho sakta hai. Jab bhi hum koi kaam shoro karten hen to do chezen hamare zehen me ati hai kamyabi ya nakami. Lekin hamari koshash kamyabi k leye hi hoti hai. Isi tarah Forex Trading me bhi yahi do soraten hen Kamyab hona ya nakam ho jana. Lekin agar hum struggle karte hen aur apni manzil pane ki koshash karen to zyada chances hote hen k hum kamyab ho jayen. Lekin agar in case apni manzil nahi pate to us sorat me hamen apni koshash nahi chorni chaheye aur mazeed lagan aur himat k sath dobara koshash karke aur apni porani ghaltion se seekh kar kaam karen to kamyabi hamen zaroor mele gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Small Profit k leye kabhi Risk na lo.

    hamy soch samj kar risk lena ho ga hum is mai rat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai pairs mai or currncy mai kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy t hamy loss hi j y ga forex aik internatonal business hain hu isy apna life time caeer be baana sakty hain is ai hamara koi be bss nahi
    • #3 Collapse

      Re: Small Profit k leye kabhi Risk na lo.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanakalsom1166 پيغام ديکھيے
      Forex Trading me risk bohut hota hai. Kabhi bhi small profit k leye risk na lo. Aksar awqat ye apne point ko touch keye bagher yrade wapis chalna shoro kar deta hai. Jis waja se hamara nuqsan zyada ho sakta hai. Jab bhi hum koi kaam shoro karten hen to do chezen hamare zehen me ati hai kamyabi ya nakami. Lekin hamari koshash kamyabi k leye hi hoti hai. Isi tarah Forex Trading me bhi yahi do soraten hen Kamyab hona ya nakam ho jana. Lekin agar hum struggle karte hen aur apni manzil pane ki koshash karen to zyada chances hote hen k hum kamyab ho jayen. Lekin agar in case apni manzil nahi pate to us sorat me hamen apni koshash nahi chorni chaheye aur mazeed lagan aur himat k sath dobara koshash karke aur apni porani ghaltion se seekh kar kaam karen to kamyabi hamen zaroor mele gi.
      G han bilkul apny Sahi kaha hai Forex trading mein agar aapka capital small hai aur ismein aap small prapt kar rahe hain to ismein aapko risk Nahin Lena chahie Kyunki Agar aapka account per Gaye to usmein aap risk Le sakte hain aasani ke sath otherwise agar aap ismein Sambhal profit ke liye risk Lenge to usmein aapko loss ho sakta hai small capital per small profit Hota Hai.
      • #4 Collapse

        Re: Small Profit k leye kabhi Risk na lo.

        Assalamau Alaiakaum my dear bhai jan g han hamen kabhe bhe forex main riks nhe lena cahiye q ke risk lene se yeh posibility hote hae ke hamen bahut zayada loss ho skta hae to riks hamen nhe lena cahiye balke risk un logon ko lena cahiye ke jin ke account balance bhe bare hote hain or jin ke pas bahut acha experience or knowledge bhe hota hae q ke wo apne experience se risk lete hain jis ke waja se un ko loss nhe hota hae to hamen cahiye ke hum bhe is main ache tarah se kam karte rahen take hum is main kabhe bhe hamen loss na ho hum is main agar ache tarah se kam karen ge ache trading karen ge to hum is main zaror kamayh bhe ho jaen ge to hamen is main acha kam karna cahiye or safe trading karne cahiye
        • #5 Collapse

          Re: Small Profit k leye kabhi Risk na lo.

          Dear apki baat theek hai meny bhi aik dafa 2$ profit k lalach k liye gold mein aik trade open ki thi meri trade open hoty hi market against movement krny lgi aur main preshani mein aur trades open krta gya mera 1st bonus tha jo meri ghalti ki waja se sirf 2$ profit k chakar mein 114$ account wash ho gya tha aap log aisi mistake kabhi na krna.
          • #6 Collapse

            Re: Small Profit k leye kabhi Risk na lo.

            Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein humain thoray orofit kay lye risk nahin lena chahyea balkay koshish kerain kay risk na hi lain aur yeh bhi theek hai kay forex mein koi bhi bari kamyabi hasil kernay kay lye humain risk tou lena oerta hai lakin agar aap forex mein ahista ahista kaam kertay rahain gay tou aap ko koi mushkil nahin ho gi aur risk na lae ker bhi aap her maheenay acha profit hasil ker lain gay
            • #7 Collapse

              Re: Small Profit k leye kabhi Risk na lo.

              gee han dear app nain achi bat ke ha agar hum forex main samall profit par risk kay sath kam karna chahty hain to hamain is main soch samjh kay or analysis kar kay pher he risk laina ho ga agar hum is main app risk lay or trad loss ke trf jay to hamain is main dil nai chota karna chahy or sabr sy kam lain gy to he hum is main kamyab hon gya forex aik best online business hai
              • #8 Collapse

                Re: Small Profit k leye kabhi Risk na lo.

                Dear ap ki baat right hai keh hame smaal.profit ke luey kabhi risk nahi Lena chahiey balkeh jaha apko Thora acha sa profit hoo order closed Kar de q keh agar ap lalach kare ge to aek to apnka profit bhi hoo sakta hai loss me Chala jaaey jonziada risk lete hai unke account bhi wash hote hai .
                PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                • #9 Collapse

                  Re: Small Profit k leye kabhi Risk na lo.

                  bilkul friend, hmain riskfree trade karni chaiay aur apnay account ko safe rakhna chaiay, kbi b small profit k liay risk na lain, q k market ki moment change honay ka kuch pata nhi chalta lihaza hmain soch samajh kar aur careful ho kar trade karni chaiay aur ta k koi mistake ya ghalat decision hmain nuksan na pohnchay
                  • #10 Collapse

                    Re: Small Profit k leye kabhi Risk na lo.

                    Forex trading my small profit Hasil karne liye Kabhi risk Nahin Lena chahie. Forex trading ma trade Lagane se pahle Hamen market ko acchi Tarah Se analyse karna chahie. Aur jab hamen ensure ho jay k trade hamary profit ma jay gi tab ja kr hi hamen trade lgani chahiye. Forex aik risky trade hy is lye hamen soch smjh kr hi trading krni chahiye q k agar hamen loss ho gya to hamara account bhi wash ho skta hy .hamen support aur resistance ko dekh kr hi trade lgani chahiye ta k ham achi earning kr paen aur loss sy bach saken.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Small Profit k leye kabhi Risk na lo.

                      ma izafa hota ha aur hm aur ziada mehnat ki taraf motivate hotay hian, is kiya hmain safe trading ki koshish karni chaiay aur jaldbazi ya lalach ma koi decision na lain warna hmain loss ho sakta ha aur pachtana par sakta ha

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X