Over trading se bachne k leye leverages kam rakhen.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over trading se bachne k leye leverages kam rakhen.
    Forex Trading me aksar awqat hum se over trading hoti hai. Over trading ka nuqsan ye hota hai k account chota hota hai aur zyada nuqsan nahi bardasht kar sakta lekin hum pher bhi us pe zyada bojh dal dete hen jis ki waja se wo ya to mukamal tawar pe khatam ho jata hai ya hamen bohut zyada khasara de jata hai. Over trading hum umoman us waqat karte hen jab hum dekhte hen k market me changing bohut zyada howi hai aur ab ho sakta hai k yahan se market karwat badle. Lekin wo hamare khalat k bar aks hoti hai aur hum ulta kafi nuqsan me chale jate hen. Over trading se bachne k leye leverages ko kam karen is se hum zyada trade nahi laga sakengy aur hum zyada nuqsan nahi uthayengy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over trading se bachne k leye leverages kam rakhen.

    Thanks dear for your informative post main bhi aapki baat se bilkul aagrah karta hun K overtrading Kyunki Ham Aksar lalach Mein Aakar trading kar Jaate Hain jisse Hamen nuksan uthana padta hai to overtrading se bachne ke liye Hamen chahie ki Ham Apne account ke liye Bridge kam rakhen taka Ham to Chahte Hue Bhi overtrading Na kar sake aur yah Ek best Tarika Hai vah tracking trading se bachne ka to Jab Bhi Ham Apna account instaforex per banaa rahe ho to leverage kam Karke 1 ratio 50 kar leni chahie isase Hamen overtrading se bachne Mein aasani Hogi
    • #3 Collapse

      Re: Over trading se bachne k leye leverages kam rakhen.

      Bilkul theek kaha aapane aapki baat mein bahut jyada vajan hai aur main aapki baat se aagrah karta hun ki agar aap chahte Hain ki aur trading na Karen aur ek limited trading ke sath apne aapko limited trading mein sirf aur sirf aapane leverage ko kam rakhna Hai jitni leverage kam hogi itna office ki trading nahin Le Gaye otherwise yah to trader ka style hota hai kaise uske bad delivery hoti Hai to vah chahta hai ki main lagakar bahut jyada profit aapane aise nahin karna Hai jab aapke pass kam hogi to aap se karenge.
      • #4 Collapse

        Re: Over trading se bachne k leye leverages kam rakhen.

        aap Sahi kah rahe ho reading se bachne ke liye Hamen leverage aur large size ka kam istemal karna chahie Agar trading Karenge Tu Hamen chahie ke apni trading ko short aur to the market ke Forex trading market se ek Achcha profit Hasil kar sake aapane apne friend Mein yah Baat Nahin Ki Hai Ki overtrading baje se liye Hamen liye kam Rakhna chahie omission Ham nuksan se baat karte hain
        • #5 Collapse

          Re: Over trading se bachne k leye leverages kam rakhen.

          forex aik best business hain hum is mai agat overt traidng kary gy to hamy lossh o jy ga hamy over trading ko avoid karn aho ga pherh e hum pasia kama ska gy hum ismai agarbager leanring ky kam ary gy to hamy kuch haisal nahi ho ga hum gar mai bath karis mai kam kajr sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kisebe iffice mai jany ke nedd nahi ho hote
          • #6 Collapse

            Re: Over trading se bachne k leye leverages kam rakhen.

            dears friends g han ap ny thk kaha hy forex me trading krny keliye ap leverge km krna zarori hota hy jis sy hamri trade loss me jany sy bach jati hy...
            • #7 Collapse

              Re: Over trading se bachne k leye leverages kam rakhen.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
              Forex Trading me aksar awqat hum se over trading hoti hai. Over trading ka nuqsan ye hota hai k account chota hota hai aur zyada nuqsan nahi bardasht kar sakta lekin hum pher bhi us pe zyada bojh dal dete hen jis ki waja se wo ya to mukamal tawar pe khatam ho jata hai ya hamen bohut zyada khasara de jata hai. Over trading hum umoman us waqat karte hen jab hum dekhte hen k market me changing bohut zyada howi hai aur ab ho sakta hai k yahan se market karwat badle. Lekin wo hamare khalat k bar aks hoti hai aur hum ulta kafi nuqsan me chale jate hen. Over trading se bachne k leye leverages ko kam karen is se hum zyada trade nahi laga sakengy aur hum zyada nuqsan nahi uthayengy.
              Yes dear humry account par agar leverage zayda ho gi to hum account par lot bari lagaty hai to aus par hum ko risk lety hai agar humry pass leverage kam ho gi to hum ais market mai thori trades laga skaty hai ais market mai huma gar mehnat karty hai to hum ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais liay hum ko mehnat karni ho gi.
              • #8 Collapse

                Re: Over trading se bachne k leye leverages kam rakhen.

                Members of trading sirf lalach ki vajah se karte hain aur is tarah se members ko nahin karna chahie kyunki koi bhi member agar apne kam mein jyada lalach karega tu is tarah se usko last bhi jyada hoga members ko chahie ki vah nuksan se bachne ke liye aur acchi set karen aur isi tarah se hi vah apni trade acchi karenge jab vah jyada profit ke liye aur jyada lalach nahin karenge members ko chahie ki achcha kam karne ke liye koshish karte raha karen
                • #9 Collapse

                  Re: Over trading se bachne k leye leverages kam rakhen.

                  bilkul dear forex trading main aapko overcrowding se bachne ke liye hamesha leverage small rakhna chahie jitna jyada leverage hoga forex trading mein itni is small trading kar sakenge isliye aapko lot size Meri Ho use karna hai to aapko main se kam karna hoga forex trading mein hamesha main se kam karke aap kamyab ho sakte hain
                  There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                  • #10 Collapse

                    Re: Over trading se bachne k leye leverages kam rakhen.

                    Forex Trading me aksar awqat hum se over buying and selling hoti hai. Over buying and selling ka nuqsan ye hota hai ok account chota hota hai aur zyada nuqsan nahi bardasht kar sakta lekin hum pher bhi us pe zyada bojh dal dete fowl jis ki waja se wo ya to mukamal tawar pe khatam ho jata hai ya hamen bohut zyada khasara de jata hai. Over buying and selling hum umoman us waqat karte chicken jab hum dekhte fowl okay market me altering bohut zyada howi hai aur ab ho sakta hai okay yahan se market karwat badle. Lekin wo hamare khalat ok bar aks hoti hai aur hum ulta kafi nuqsan me chale jate hen. Over buying and selling se bachne ok leye leverages ko kam karen is se hum zyada change nahi laga sakengy aur hum zyada nuqsan nahi uthayengy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Over trading se bachne k leye leverages kam rakhen.

                      Asslam o alaikum frends bilkul sai kaha ha ap logon hmen over trading se buchna hoga nai to hmen loss ho skta ha over trading ka mtlb ha k hmara is pakistan forex trading k undr laluch krna.
                      G han do sto ap to jante hen k laluch bury bla hota ha hmen is se buchna hoga so over trading se guraixe kren nai to hmen loss uthane k leye tyar rehna chahye hmen over nai bl k xrort k mutabik pory trading krni chahy etabhi hm log kamyab ho paen gen
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Over trading se bachne k leye leverages kam rakhen.

                        Dear friends hamen chahiye k hum forex ko us k capital k mutabiq use kren. Agar hamary pas capital kam hy to hamen ziada trades nahi lgani chahiye bal k aik ya do trade at a time lgana chahiye aur leverage bhi kam rakhni chahiye. Q k agr loss aa gya to ham easily recover kr sken gy. Lekin agar hamary pas investment ziada hy aur ham forex ma expert hen tab ham leverage ziada lga skty hen aur apny experience ki base per pehly sy ziada trades bhi lga skty hen Lekin hamen bhut ziada over trading bhi nai krni chahiye warna loss ki sorat ma kafi loss aa jay ga.

                        اب آن لائن

                        avatar Ayn
                        Working...
                        X