Market apna retracement kis trha sy leti hy??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market apna retracement kis trha sy leti hy??
    Forex trading me jab aap kam Karte Hain To Achcha aap Dekhte Honge FIR Jab market Kisi bhi sport ya resistance ko break Karti Hai Tu Do Dobara usmein Apna retracement Leti Hai dear brother Yahi market ki confirmation Hoti Hai kripya Breakup Ki ki Jab Bhi market Ek Bar break Aati Hai sport ko yah resistance Ko Tod Kar Jaati Hai To Dobara ismein retracement Leti Hai yah confirmation Hoti Hai market ke Breakup Ki Kya price Mein Ab entry Le sakte hain buy ki yah sell ki ismein aap apni trade Laga sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market apna retracement kis trha sy leti hy??

    Market ko predict karne ke liye aur uska technical analysis lene ke liye aapko bahut jyada trading ke sath intouch aana padega aur agar aapke pass bahut jyada experience hai donon ke aapko trading ki har chij ka pata chal sakta hai jaise ki aapane poochha ke market apni retracement kis tarah se leti Hai mere sath mein tu jab se Le ja Bahar ka pressure kam ho jata hai to market risk mat lena shuru kar deti hai aur candleford Hoke apni back position per aana shuru kar deti hai aur isi ko retracement kahate Hain aur aur resistance level se agar retracement shuru ho to doji candle hamen yah indicate karti hai ki yah market bahut niche ki taraf jayegi aur sala ke liye achcha chance hai vah apni trade ko increase Karen.
    • #3 Collapse

      Re: Market apna retracement kis trha sy leti hy??

      Mere Pyare dost forex market ke movement ko observe karne ke liye Hamen bahut jyada knowledge ki jarurat hoti hai aur Hamen market ka analysis time frame candlestick ko use Karke karna padta hai aur ham vahan se market ki resistance aur sport Maloom kar sakte hain aur jyadatar Market apni resistencia sport ko Touch Karke retracement karti hai aur Agar touch karne ke bad advertisement na Karen aur aage nikal Jaaye to vah forward movement hi Jari rakhti hai lekin iske liye Hamen bahut jyada knowledge ki jarurat hoti hai aur Market ko analyte karke hi Samjha Ja sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Market apna retracement kis trha sy leti hy??

        hamy market ke movement ko samj kar kam karna h ga pher he hum pasia kama skay gy humis mai raat mai bekam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar skaty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary g to hamara accout band ho jy ga hum si mai pairs ma or crurncy ma ikam kar sakt yhain humis mai agar lalachi ban ky kam kary gyto hamy loss ho jy ga
        • #5 Collapse

          Re: Market apna retracement kis trha sy leti hy??

          forex main humain es mian mahant say humain es mian kam karna ho ga to he hum es main sucess ho skty hain our hum es main bgir learning kay hum es mian kam karain gain to humain es man loss ho ga our humara account be was ho jay ga our forex 1 boht bra business hain our hum es main mahant say hum es main kam karain ghain to he hum es main sucess ho skty hain
          • #6 Collapse

            Re: Market apna retracement kis trha sy leti hy??

            dears friends g han ap ny thk kaha hy markit me retracement leny keliye gamye markit me trading krna ho gi, is me technical analysis ko check krna ho ga ur markit ky sath hamye bilkul attech raehna ho ga , jis sy markit retracement ka pta ly laiti hy, phir hamye markit me loss nhe ho skta hy , markit ky winwr sy hamra rbta ho jta hy ur hamye km loss hota hy...
            • #7 Collapse

              Re: Market apna retracement kis trha sy leti hy??

              forex market ka retracement mostly trend me hota ha jub market me aik aik trend up move kar raha hota ha tu aik high par janay kay bad market kuch retracement karti ha or trend kay against kuch movement hoti ha phir os kay bad trend me pull back kay zariey continue movement karna start kar deta ha ap kisi bhi long trend me jo continue move kar raha ho waha par retracement ka pata chala sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Market apna retracement kis trha sy leti hy??

                dear jub bhi makreet apnay kisi hadaf ko touch karty hay ya reject karty hay to wo kuch dair k liye wahan pay stay karty hay agar wo stay karty hay to ham samjh saktay hain k is nay abhi return ki retracemnt karni hay jis say us nay baaki k sab seller ya buyer ko out karna hay is liye better yahi hay k hamko aisi situations say bachnay k liye retracmnt ko apnay mined main rakhtay huvay kaam karna chaye jis say ham kisi barray lose say bach saktay hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Market apna retracement kis trha sy leti hy??

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
                  Forex trading me jab aap kam Karte Hain To Achcha aap Dekhte Honge FIR Jab market Kisi bhi sport ya resistance ko break Karti Hai Tu Do Dobara usmein Apna retracement Leti Hai dear brother Yahi market ki confirmation Hoti Hai kripya Breakup Ki ki Jab Bhi market Ek Bar break Aati Hai sport ko yah resistance Ko Tod Kar Jaati Hai To Dobara ismein retracement Leti Hai yah confirmation Hoti Hai market ke Breakup Ki Kya price Mein Ab entry Le sakte hain buy ki yah sell ki ismein aap apni trade Laga sakte hain.
                  Dear ais market mai ap ne agar dekha ho to ap ko ye nazar aa raha ho ga k market apny trend mai moment kar rahe ho to ais mai trend ki aik dafa retracement leti hai aus k baad market dobara apny trend mai moment start kar deti hai ap ne agar ais market mai trade lagani hai to ap ko ais market mai trend k sath chalna hota hai tab hi ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap mehnat karty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Market apna retracement kis trha sy leti hy??

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
                    Forex trading me jab aap kam Karte Hain To Achcha aap Dekhte Honge FIR Jab market Kisi bhi sport ya resistance ko break Karti Hai Tu Do Dobara usmein Apna retracement Leti Hai dear brother Yahi market ki confirmation Hoti Hai kripya Breakup Ki ki Jab Bhi market Ek Bar break Aati Hai sport ko yah resistance Ko Tod Kar Jaati Hai To Dobara ismein retracement Leti Hai yah confirmation Hoti Hai market ke Breakup Ki Kya price Mein Ab entry Le sakte hain buy ki yah sell ki ismein aap apni trade Laga sakte hain.
                    Forex market apni history course Jarur repeat kar diya aur Jab Kisi level ko break Aati Hai To Uske bad retracement. Banati hai ya nahin Jahan se market Breakout Hoti Hai. Ko Dobara touch kar diya hai ya market Kare trace matlab hota hai Jisko wo touch karne ke bad Dobara se apne Jo friend banaa rahi thi usmein continue kar jati hai isliye aap log market ki retracement ko Jarur Dekhen Karen aur Jab Bhi market Kisi bhi support and resistance level ko breaker Jaaye aur retracement. Per Dobara se pahunche to vahan per aap log apni trading entry lagaen Taki aap Logon Ko Jyada advantage mil sake Kyunki Jab aap log tracemate. Per apni entry Lagate Hain To iske liye fayda hota hai ki aap Logon Ko trading entry jo hoti hai vah last Mein Nahin jaati aur direct profit Mein jaati hai aur aap Logon Ko Pareshan hone Ki vajah Nahin Banti isliye market ke retracement points ko aap log Dhyan rakhen aur ine ki vajah se aap log Jyada profit aur nahin kar sakte hain.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Market apna retracement kis trha sy leti hy??

                      dear forex trading main jab bhi market Koi breakout. Leti hai to uske bad forex trading main aapko kuchh reverse movement najar aati hai yahi retracement. Hota hai agar aap yahan per market ko prapt define karne ke bad entry lete hain to aapko ismein behtarin Anand lene ka fayda hasil ho sakta hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X