Support aur resistance par kaam karny ka faida?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Support aur resistance par kaam karny ka faida?
    Assalamu Alaikum dear members, dear Sawal Apne senior member se puchna Chahunga Jo Mere Bhai trading kar rahe hain ki support aur resistance per kam karne ka kya fayda hota hai Aksar Humne senior member se bahut bar suna hai ki support aur resistance per kam karen to kindly Aaj senior members bataen ki support aur resistance per kam karne ka Hamen Kya fayda Hota Hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Support aur resistance par kaam karny ka faida?

    Je dear kio b pair ya commodity apni support or resistance k bech ma he chalty hain, jb ye ik bar support or resistance ko break karty hain to new support or resistance bana letyn hai, forex trading ma wo trader kamyab hoty hain jo small lot sy support or resistance k break hony ka wait karty hain, kiu k phr market bhot zayada move karti hai,
    Last edited by ; 20-05-2020, 10:00 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Support aur resistance par kaam karny ka faida?

      Support aur resistance ko follow karne mein hi fayda hai jo bhi trader ine chijon ko follow karta Hai unke liye trading mein acche aur golden chance hote hain hamesha support resistance ki base per hi trading Karen agar aapane koi trade cell karni hai to hamesha resistance level se cell Karen aur agar aapane by karni hai to sport ko follow karo to inshallah aap bhi acche result honge aur kamyabi use waqt aapko nahin milegi jab tak aap ek technical analysis keyways betrayed ko open Karen ge to tu.
      • #4 Collapse

        Re: Support aur resistance par kaam karny ka faida?

        hamy indicators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar saky hain hum gar mai bath karis mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye ham kise be office mai jany ke ned nahi hote hum is mai agar tuka systme sy kam kary gy to hamy siraf or israf loss ho jy ga
        • #5 Collapse

          Re: Support aur resistance par kaam karny ka faida?

          Support aur resistance per kam karne ka sabse bada fayda Hota Hai ki Jab Bhi aapko itne Lagate Hain To aap uski movement ko Manta Nahi kar sakti usko Jyada time nahin de sakte ho main slow Hoti Hai To fir aapane Siddhivinayak karna hota hai to bataiye kya aapko yah DP Laga De to usmein yah Karva mate opposite I'm a Jayegi to Aapka kaun sa Rashi Hoga aapko uska Saman nikalna padega Agar vah moment aapki Tarah Se later Jayegi to Fir aapko use hisab se profit ho jaega
          • #6 Collapse

            Re: Support aur resistance par kaam karny ka faida?

            forex main hum es main sport our resistance ko use kar kay hum es main kam karain gain to hum es mai sucess ho skty hain our hum es main bgir learning kay hum es main kam kareain gan to humain es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es main ache elarning be hasl kar skty hain our hum es main ache earning be hasl kar skty hain forex 1 on line business hain
            • #7 Collapse

              Re: Support aur resistance par kaam karny ka faida?

              Support and Resistance esy levels hoty hey jo key ba mushkil hi aur long time key bad hi break ho sakty hey pehly ye determine karna chaye key ye levels ketny strong hey agar ye level bahot strong hon to es ko follow karny aur es par work karny me hamari trading profitable aur secure ban sakti hay, ye levels break hony ki sorat me be hamari trading key ley acha hay ham break levels key mutabeq be trading kar sakty hey aur har tarha se profit earn karny me hamy azadi hoti hay.
              • #8 Collapse

                Re: Support aur resistance par kaam karny ka faida?

                dears friends g han ap ny thk kahahy agr ham forex me supports ur resistance sy kam krty hy tu ham forex ky system ko sahi tareqy sy pahenchan skty gy, is me ham resistence ky levl ko check bhe kr skty hy , resistence me sl bhe hota hy is ki mada sy ham trade lagty hy...
                • #9 Collapse

                  Re: Support aur resistance par kaam karny ka faida?

                  support and resistance par ap trading kar kay hi acha profit earn kar sakte hain ager ap support and resistance kay against trades open karna start kar de gay tu ap ko loss Joan start ho jae ga kyun kay forex market in support and resistance ko follow kartay huey move karti ha traders ko chahie kay wo support and resistance ka complete knowledge hasil karay takay market ki movement ko samja ja sakain
                  • #10 Collapse

                    Re: Support aur resistance par kaam karny ka faida?

                    Support aur resistance pr trading krny ka mtlb trend mein trading krna hai aur jiski trade trend k mutabik open hoti hai usko acha profit hota hai juniors bht loss krty hein kionkeh unki aksar trades support aur resistance pr open nhi hoti unko iska knowledge aur experience nhi hota.
                    • #11 Collapse

                      Re: Support aur resistance par kaam karny ka faida?

                      Support aur resistance ka bada eham role hota hai market mein aur jub market apne level tk pohanch jati hai jaha per ose jana hota hai tab os price ho hit krne ke bad market os price ko break out krti hai aur es cheez ko hum support aur resistance kehten hain ke price is level per break huwe hai aur ab market ka trend without kise fear aur risk ke es direction per move hoga aur wo trader jise acha knowledge aur experience hota hai support resistance ke bare mein wo asani se kise bhe trend ko define kr sakta hai aur sahe direction mein trade kr sakta hai jis ka impact os ki trade per positive padhta hai jise acha profit earn hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Support aur resistance par kaam karny ka faida?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
                        Assalamu Alaikum dear members, dear Sawal Apne senior member se puchna Chahunga Jo Mere Bhai trading kar rahe hain ki support aur resistance per kam karne ka kya fayda hota hai Aksar Humne senior member se bahut bar suna hai ki support aur resistance per kam karen to kindly Aaj senior members bataen ki support aur resistance per kam karne ka Hamen Kya fayda Hota Hai?
                        Dear ye market resistance aor support k hisab se moment karti hai ais market mai ap agar resistance aor support par trade lagaty hai to aus mai ap ko ye faida ho jata hai k ap ais market mai aus level par trade lagaty hai to market aus level ko aik dafa lazmi check karti hai apne agar ais market mai trade karni hai to ap ko resistance aor support level par trade karni ho gi ta k ap ko ais mai acha result mil jaye aor aus par ap trades asani se laga saky.
                        • #13 Collapse

                          Re: Support aur resistance par kaam karny ka faida?

                          follow karne mein hi fayda hai jo bhi trader ine chijon ko follow karta Hai unke liye trading mein acche aur golden chance hote hain hamesha support resistance ki base per hi trading Karen agar aapane koi trade cell karni hai to hamesha resistance level se cell Karen aur agar aapane by karni hai to sport ko follow karo to inshallah aap bhi acche result honge aur kamyabi use waqt aapko nahin milegi jab tak aap ek technical analysis keyways betrayed ko open Karen ge to tu.
                          • #14 Collapse

                            Re: Support aur resistance par kaam karny ka faida?

                            bilkul dear forex trading main aapko support and resistance ko dekh kar agar aap reading karte hain to aapko ismein kam karne ka bahut fayda hota hai kyunki forex trading mein best entry aapko support resistance se Hi milati hai uske liye bahut important factors aapko in mind mein rakhkar kam karne mein hi fayda hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Support aur resistance par kaam karny ka faida?

                              Support and resistance trading mein bahut jyada important hota hai aur technical analysis Bina support and resistance ke complete ho Pana impossible hai isliye Hamen support and resistance ko Hamesha Apne mind Mein rakhkar kam karna chahie agar aap support and resistance ko mind Mein Nahin rakhte ho aur usko Soch Samajh Kar Kam Nahin karte ho to aapki trading acchi Nahin Hogi
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X