mistakes say dour rhnaa chahye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mistakes say dour rhnaa chahye?
    hamain is foruum main apni har glti ko avoid karna ho gaba hi hum achy say trade karni h gi aur hamain is k bary main learning karni ho gi aur hamain is forum main sab say pahly learning karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur knowldge acha ho ga tab hi hum achi trade karni ho gi aur hamain demo main practice karni h gi tab hi hum achi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mistakes say dour rhnaa chahye?

    I think Hamen mistakes ko Kabhi repeat nahin karna chahie once Agar Humse Koi mistake Hoti Hai To Hamen is mistake se Sab cancel karna chahie aur FIR Usi mistake experience ko dusre traders ke sath dusre members ke sath share karna chahie Jiski vajah se unko learning Mile aur vah Aane Wale future Mein Usi mistake se apne profit ko increase kar sake toh mistake se jitne bhi log Sab Hasil karte hain yah dusron ki guideline Dete Hain Vahi log successful Hote Hain Jo aaj se Humne mistakes ko repeat nahin karna mistakes ko control karna hai
    • #3 Collapse

      Re: mistakes say dour rhnaa chahye?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: zoya2 پيغام ديکھيے
      hamain is foruum main apni har glti ko avoid karna ho gaba hi hum achy say trade karni h gi aur hamain is k bary main learning karni ho gi aur hamain is forum main sab say pahly learning karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur knowldge acha ho ga tab hi hum achi trade karni ho gi aur hamain demo main practice karni h gi tab hi hum achi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain
      Dear Agar Hamen mistakes Ka Pata Ho To Ham Karen hi Kyon isliye ke apne jitne bhi Hamare member Hain junior Hai Seene Se Tu Jab Bhi vote rate Karte Hain To Apne Kuchh rules likhane ki maine is tarike se apni state start karni hai agar usmein koi bhi kaam me aati hai ya koi bhi vajah hoti hai ya koi bhi mistake Jaati Hai to use. Ko Masjid Tak kar dena chahie aur kuchh. Uske andar add kar dena chahie ya Kuchh remove kar dena chahie Jo Aisa Bhi Hai is tarike se mistake ko Dur kar sakte hain lekin Mere Khyal Mein Kamali to mistake Jab Hoti Hai Tabhi Pata Chalta ki yah mistake ho gai is vajah se Ham use Bagiya ko Dur kar sakte mistake ko Dur karna Mushkil Ho Jata Hai Baki Sab Hamare Seene Mein members Bhi Is per comment Jarur Karenge Kya Hoga Kis Tarah Hona chahie aur kis Tarik ko Dur Kiya Ja sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: mistakes say dour rhnaa chahye?

        Forex trading mein jitna ho sake hamen apni galti aur loss se bachana chahie aur Forex trading main apni galti aur loss se learn karna chahie aur forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye mistake aur loss bachana hamare liye bahut hi zaruri hai aur Forex mein hamen trading ache confidence aur money management ke sath karni chahie aur forex mein hamen trading ache experience aur knowledge ki madad se karni chahie jisse Forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi aur acha profit bhi hasil kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: mistakes say dour rhnaa chahye?

          Dear insan ghltiyon sy ee seekhta h ghlti koi khushi sy nh krta bs jb tk apko mukamal agahi nh hogi to mistakes k chances zyada hngy isliye seekhty rhein or starting m jo mistakes ki hn during leaning process unko in future repeat na krein kamyab wo ee rehta jo ghlti sy seekhta h na k repeat krta h
          • #6 Collapse

            Re: mistakes say dour rhnaa chahye?

            dear friend forex trading aik risky business ha is mn hmesha soch smjh kr trading krni chayay ta k koe mistake na ho keun k forex trading mn apki chhoti c mistake sa bhi apka account bhi wash ho skta ha isliay market ki movement k mutabik achhi trh soch smjh kr trading kren
            • #7 Collapse

              Re: mistakes say dour rhnaa chahye?

              ji han bilkul aapane theek kaha hai Jab aap acche tarike se kam Karte Hain to aap se koi mistake Nahin Hoti Magar Kam Karne Wale hi mistake karte hain agar koi Galti Ho Jaati Hai To Hamen apni mistake se sikhana chahie aur Unse improvement Hasil Karni chahie isliye Hamen apni mistakes per Kabu Parker Unse sikhana Hoga Taki ham mistakes ko kam se kam Karen
               
              • #8 Collapse

                Re: mistakes say dour rhnaa chahye?

                G han bilkul hmain mistake sy bhut dor rehna chahaiy takh ham koi aur mistake na krain hmain chahaiy k ham bhut soch samjh kar kam krain takh hmain acha bonus hasil ho saky aur ham forum main kamyabi hasil kar sakain.
                • #9 Collapse

                  Re: mistakes say dour rhnaa chahye?

                  Han g ager hum sy koi galti ho jati hy to hamin chaiy ab agy usko sodharen or agli dafa soch k jawab den q k agr hum aik he misteks ko again dhorain gy to hamara he loss hoga chance daily milta hy to koshish karni chaiy k hum galti na karen
                  • #10 Collapse

                    Re: mistakes say dour rhnaa chahye?

                    yes brother bilkul thek kaha hae ap ne hamen cahiye ke hum is main kabhe bhe mistakes na kiya karen balek hamen is main hum se agar koi bhe mistakes ho bhe jaen to hamen cahiye ke hum apni un mistakes ko kahatm kiya karen q ke agar hum waqt pe apni msitakes ko kahatm nhe karte hain to phir yeh hamare liye nuqsan deh sabit hote hain to hamen cahiye ke hum is main hamesha ache tarah se kam karte raha karen take hum is main kabh bhe koi sitakes na karen agar ham se koi mistake ho bhe jae to hame un ko jald he remove karne cahiye tae hum is main kamayb ho sakn or ik ache trader ban saken jo is main mehnat karta hae wo si main kamayba ho he jata hae to hamen bhe acha kam karna cahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: mistakes say dour rhnaa chahye?

                      as lam o alikum dear friends.g ha hum ko forex main hum ko acha kaam krna chahyin or mistakes sy Bach na chahyin.hum ko forrx k mutalik acha acha known or experience nasal Lena chahyin.forex main mistakes sy jitna zaida duuuur rahyin gy hum forex k uper acha kamm kr saktuin hain.humary passs acha knowledge or experience how to hum KO a cha bonus milta ha hum ko jitna b acha bonus mily ga humary liy acha ha.
                      • #12 Collapse

                        Re: mistakes say dour rhnaa chahye?

                        G mistakes se dor rahna chahiye agar ap mistakes nahi karen gay tou bohat jald kamyab ho jayen gay lakin agar ap se mistakes ho bhi jati han tou pershan na hon kyu kay hum mistakes se bohat kuch learn kar sakty han mistakes se learn karny wala hemesha kamyab ho jata ha
                        • #13 Collapse

                          Re: mistakes say dour rhnaa chahye?

                          g bilkul hamen hamesha he yehi try karni cheye k hum sub mistakes sa dur reh kar he kam karen or hamen hamesha he mistakes sa dur reh kar he kam par focus karna cheye ..magar ye ek namumkin c bat hai hum mistakes lazmi kar jaty hain or hum mistakes karny sa he sekhty hain...hamen trading karny k liye demo account ko bhe lazmi use main le kar ana cheye or hamesha he achi quality k sath he kam karna cheye tabhi hum kamiyab bhe hoty hain or acha earn bhe karty hain..
                          • #14 Collapse

                            Re: mistakes say dour rhnaa chahye?

                            G haan baar baar mistakes na karain hamesha iss se bacho boht mahnat karni parti hai best trader k liye zaroori hai wo har kaam mehnat sey karey oor uss kon experience ho sab cheezn ka knowledge ho iss kaam ka phir he best trader mana jaa sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mistakes say dour rhnaa chahye?

                              Mistakes se humay lazman he door rehna chahiye ap ko real ma experience lane ho gy or loss se apna ap ko bachan ho gy tab ja kar ap acha trader bant ho or ek bat low profit he lo zadia kro gy tu loss be hote hy phr remember practice makes perfect so keep going and do not hesitate to ask anything because we are like a family so keep in touch and ask any question if you have we are here to help each other

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X