Loss recover karnay k liye jaldbaazi main koi trade open na karen.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss recover karnay k liye jaldbaazi main koi trade open na karen.
    Forex main agar loss ho jaata hai to humen pareshaan nai honaaa chaahiye or jo bhi trade lagaaani ho loss ko recover karnay k liye woh bhot hi soch samajh kar or safe lott use kartay huay lagaaani chaahiye q k is main hum jitnaaa sabar se kaaam len gy or market ko achi tarhaaa samajhnay k baaad trade lagaaen gy utnaaa hi humen faaida hogaa or kaamyaabi k chances zyaada hi hoon gy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss recover karnay k liye jaldbaazi main koi trade open na karen.

    G haan aap main bilkul sahi kaha hamesha jalta ji ki vajah se Hi hamen ismein loss hota hai aur loss recover karne ke liye bhi Ham jaldbaji se kam lete hain kyunki aapko pata hai ki sabse mushkil kam ismein loss ko recover karna hota hai aur ismein jo log jaldbaji se kam lete hain vah apne loss ko kabhi bhi recover nahin kar paate.
    Last edited by ; 20-05-2020, 05:20 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Loss recover karnay k liye jaldbaazi main koi trade open na karen.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Aqib5997 پيغام ديکھيے
      Forex main agar loss ho jaata hai to humen pareshaan nai honaaa chaahiye or jo bhi trade lagaaani ho loss ko recover karnay k liye woh bhot hi soch samajh kar or safe lott use kartay huay lagaaani chaahiye q k is main hum jitnaaa sabar se kaaam len gy or market ko achi tarhaaa samajhnay k baaad trade lagaaen gy utnaaa hi humen faaida hogaa or kaamyaabi k chances zyaada hi hoon gy.
      Ji aap bilkul theek hai Rehen loss hone ke bad Agar aapko Kisi bhi trade Mein Lash ho jata hai to aap isko recover karne ke liye jaldbaji mein koi train na lagaen Kyunki agar aap Dobara se koshish Karenge foreign Apne last recover karne ki to iska yah result nikalega ki aap Logon Ko Dobara se Love Ho Jaega aur aap log tere se apne account per Kafi Jyada nuksan kar baithenge isliye agar aap Logon Ko Kisi bhi trading Mein loss hota hai to aap log isko recover karne ke liye best time ka vate Karen aur jab aap Logon Ko market Mein Achcha time Najar aaye tab aap log apni Lash ko recover karne ke liye trading Entry lagaen Aur Kabhi bi jaldbaji se kam na Karen Kyunki jaldbaji aap Logon ke liye bahut jyada nuksan Ka baeis banti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Loss recover karnay k liye jaldbaazi main koi trade open na karen.

        loss ko cover karny k liye is main stop loss ko use kar k hi hum acha profit gain kar sakty hain so hamain market main pahly learning karni hoh gi tab hi hum achi earning ho saky gi aur hamain demo main practice ka rk hi hum achi trade karni ho gi tab hi hum achi trade kar k hi hum achy say trade ka rk h hum achy say trade ka rk h hum loss say bach sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Loss recover karnay k liye jaldbaazi main koi trade open na karen.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Aqib5997 پيغام ديکھيے
          Forex main agar loss ho jaata hai to humen pareshaan nai honaaa chaahiye or jo bhi trade lagaaani ho loss ko recover karnay k liye woh bhot hi soch samajh kar or safe lott use kartay huay lagaaani chaahiye q k is main hum jitnaaa sabar se kaaam len gy or market ko achi tarhaaa samajhnay k baaad trade lagaaen gy utnaaa hi humen faaida hogaa or kaamyaabi k chances zyaada hi hoon gy.
          Yes dear aapki baat bilkul theek hai Jab Humko nuksan ho jata hai to usko cover karne ke liye some time Ham Koi galat decision Le Lete Hain Kyunki Ham Chahte Hain Ki Jitna jaldi ho sake Ham Lash recover kar le lekin nuksan cover Karte Karte Kabhi Ham vah bahut hi galat Faisla de dete hain aur nuksan aur Bhi Jyada kar Jaate Hain isliye aapko kabhi bhi Sabak Adamant Nahin chhodana chahie aur Hamesha vah jald Bazi Se Kam Nahin Lena chahie aur Soch Samajh Ke hi trade Lagani chahie Agar aapko Intezar Karna Pad Jaaye to beshak Intezar kar le lekin jaldbazi kab jaega na Karen
          • #6 Collapse

            Re: Loss recover karnay k liye jaldbaazi main koi trade open na karen.

            dear friend ap na bilkul theak kaha ha k forex trading mn kbi bhi jald bazi k sath kam naen krna chayay aur jb spko forex trading mn loss ho jay to loss ko recover krnay k liay jald bazi bilkul na kren balkay sabr aur hauslay k sath chhoti chhoti trade k zriay small lot k sath trade lga kr loss ko recover kren
            • #7 Collapse

              Re: Loss recover karnay k liye jaldbaazi main koi trade open na karen.

              Aksar traders loss recovery mein jakd baazi se kaam lety hein loss mein trades ko close krny k bad aur trading stop kr dein kionkeh wo risky trading ho jati hai market mein ko nhi trade open hoti hai loss increase hony lgta hai loss ko achy time pe thora thora recover krna chahiye jo best tarika hai loss recovery ka.
              • #8 Collapse

                Re: Loss recover karnay k liye jaldbaazi main koi trade open na karen.

                Forex mein achi trading ke liye sabar hamare liye bahut hi zaruri hai isliye Fox mein hamen trading Sabar ke sath karni chahie jisse Fox mein ham jald hi kamyab ho sakte hain aur foredvmein jitna ho sake hamen jaldbazi se bachana chahie kyunki forex main jaldbazi ki wajah se hamen sirf loss hota hai aur Forex trading mein hamen trading us waqt karni chahie jab market ki taraf se hamen ache aur strong signal hasil ho rahe ho aur forex mein trading se pahle market ko achi tarah analyse karna chahie aur Forex mein apni loss ko recover karne ke liye hamesha trading mein normal lot size use karna chahie jismein trading risk bhi bahut kam hota hai aur Forex main ham achi trading kar sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss recover karnay k liye jaldbaazi main koi trade open na karen.

                  Yah baat bahut important ha ke hamen loss ka samna karte hue quickly decision nahin lene chahie kyunki loss ki Surat mein hamen pure pure Sabra aur hausle se profit hassle karne ki try karte rahana chahie Varna jaldbaji mein loss ko khatam karne ke silsile mein na sirf apna mazeed loss kr bethna Bal ke apne next profit ko bhi khatre mein Dal sakte hain...so is MN hamen loss ko profit main change karne ke liye sabar karna chahie aur best opportunity ko dekhna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss recover karnay k liye jaldbaazi main koi trade open na karen.

                    G han loss ko recover karny kay liye kabhi bhi jaldbazi may trade na karen kyu kay loss ko sabar se recover kiya ja sakta ha agar hum loss kay baad jaldbazi karen gay tou phir loss double bhi ho sakta ha is liye jaldi may trade kabhi bhi nahi lagani chahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss recover karnay k liye jaldbaazi main koi trade open na karen.

                      Dear friend agar humko Forex trading mein main loss hota hy to itni tension nahin hoti jitni loss ko recover karne mein hoti hai last ko recover karna Koi aasan Kam nahin bahut mehnat ki jarurat hoti hai aur humko kabhi bhi jaldbaji mein Koi aisi trade open nahin Karni chahie jismein bahut bada risk ho Bahut si member aisa karte Hain loss ko recover karne ke liye gold per trade laga dete Hain aur jis ka anjam hota hai yah to recovery Ho jati hai ya FIR account band ho jata hai humko koi bhi kam jaldbazi aur negative mind ke sath nahin karna chahie hamesha har kam soch samajhkar relax mind ke sath karna chahie positive sochenge to positive hoga aur agar Ham negative hokar kam karenge tu jahir sahi baat hai negative hi hoga achcha sochenge to achcha hoga recovery ho jayegi lekin agar account was ho jaaye to sab khatam ho jata hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss recover karnay k liye jaldbaazi main koi trade open na karen.

                        Forex Pakistan shape per Ham Bar Bar yah chij talk about kar chuke hain ki Jab Bhi Ham jaldbazi jazbati aur lalchi Faisla Karenge To Ham sirf aur sirf nuksan Utha sakte hain ISI Tarah Jab aapke bypass adequate understanding or trip aur ample studying capabilities Nahin Hote To aap market Mein blindly enter Hote Hain Jab aapki trades losses me Jari hoti hain tu Insan jaldbaji Mein Jazbaat ke sath Masjid galat choice Karke Apne losses ko get better karne ke liye aur change Le leta hai to Jiski vajah se aur Jyada nuksan hota hai Jivan Hamare account bilkul khush ho Jaate Hain isliye principal aapko Yahi recommendation Karunga ki Himmat ke sath uske sath self assurance ke sath emotion free aur Soch Samajh Kar education Karen
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss recover karnay k liye jaldbaazi main koi trade open na karen.

                          G zror jald bazi aik bht bri bemari hai jo insan ko bager information k loss k karahy pr la khara kr diti hai yh aik aysa business ha jhn jald bazi to kabilkabol hoti hi ni hai mgr himat sy kaam.krty rehna bhibaik bht bri kamyabi ki zamanat hai agr aoko kisi waja sy ya jald bazi sy ya phr unluckily loss ho jata hai to apko trading men khass tor pr trading nhi krni chahei dekhiye profit ya losss isi trading men hi hota hai agr hum kuch achi information k or market ki movement ko samjh kr trading krty hen ti hum.loss ko easily recover kr sakty hen

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X