Loss hone Par Ghusa Na Karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss hone Par Ghusa Na Karen
    Aslam O Alakum
    Dear forex members hamain kabhi bhi loss ho sakta our profit ho sajtu hai hamain liss hone par kabhi bhi ghusa nhi jarna chahye loss main ghusa hamare lye nuqsan deh ho sakta hai our profit mile to hamain overconfidence nhi hona chahye agar ham overconfidence hun ge to hamain loss ke sath account wash ka bhi samana karna par sakta hai to is cheez se ap door rhian.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss hone Par Ghusa Na Karen

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
    Aslam O Alakum
    Dear forex members hamain kabhi bhi loss ho sakta our profit ho sajtu hai hamain liss hone par kabhi bhi ghusa nhi jarna chahye loss main ghusa hamare lye nuqsan deh ho sakta hai our profit mile to hamain overconfidence nhi hona chahye agar ham overconfidence hun ge to hamain loss ke sath account wash ka bhi samana karna par sakta hai to is cheez se ap door rhian.
    Han bilkul theek hai agar aapko trading mai loss ho to aapko gussa nahin karna chahie balki Apne emotions for control Rakhna chahie Kyunki Jab aapko last hone ke bad apni motion per control Nahin Rakh Sakenge to aap log kabhi bhi future Mein acche trade Nahin man Sakenge Kyunki Jab aap log Lash Karte Hain To yah aap Logon ki apni mistakes vajah se hota hai koshish Kiya Karen kya aap log emotional hone ki vajah se apni mistakes ko Talash Karen aur unko remove Karen aur aap ek Achcha trader Banna Chahte Hain To aap Logon ki koshish honi chahie kya aap apne Jazbaat ko control mein rakhen aur apne emotions ko Apne trading Mein Na Aane De tab bhi aapko Kamyab Ho Sakenge.
    • #3 Collapse

      Re: Loss hone Par Ghusa Na Karen

      G han forex trading men kuch log loss honay pe ghabra jatay hen jab k forex trading men loss business ka hissa hey iss liay her kisi ko loss hota hey aur jo log loss se tension letey hen woh jaldi nakam ho jatay hen aur jo log loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish kartay hen aur pahlay se ziyada mehnat aur himat se kam kartay hen tu woh zaroor loss ki jaga acha profit hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Loss hone Par Ghusa Na Karen

        aap ki baat theek hay ghussa kabhi nhi na karain oar khaas kar forex business main to bilkul nahi ager aap ko loss hota hay to ghussa mat karain balky loss say sabak seekhain oar ziyaada say ziyaada mehnat karain kun kay forex business main loss say hi profit ho sakta hay
        • #5 Collapse

          Re: Loss hone Par Ghusa Na Karen

          g han doston loss honay par gusa na karen balka apnay zazbat par kaboo payn ka aj hamen loss ho gaya ha to kal hamein profit melay ga ur ap jitni zeyada mahnat karen gay ap utna hi apnay nay bonus kay haq darr hon gay g bilkul ya marey bak such ha .............
          • #6 Collapse

            Re: Loss hone Par Ghusa Na Karen

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
            Aslam O Alakum
            Dear forex members hamain kabhi bhi loss ho sakta our profit ho sajtu hai hamain liss hone par kabhi bhi ghusa nhi jarna chahye loss main ghusa hamare lye nuqsan deh ho sakta hai our profit mile to hamain overconfidence nhi hona chahye agar ham overconfidence hun ge to hamain loss ke sath account wash ka bhi samana karna par sakta hai to is cheez se ap door rhian.
            Walakum slam ji han dost apne sahi kaha hamain kabhi bhi loss hone par na to preshani hona chahye our na hi ghuse main a kar trading shoro kar deni cahye jab ham esa karen ge to hamia loss ka samna karna par sakta hai our ghusa esi cheez hai jis main ap koi bhi drust fiasla karne se kasir ho jate hain our ache result hasil nhi kar pate.
            • #7 Collapse

              Re: Loss hone Par Ghusa Na Karen

              Yes dear! Jab Ham Forex per kam karte Hain to ismein loss ka samna bhi karna padta hai. Iske liye hamen apne emotional per kabu rakhna hoga. Agar Ham apne hosh kho kho baithenge apne loss ko kabhi bhi recover nahin kar sakte. Mere khyal mein achcha trader hota hai jo apne loss ko recover karle. Aksar aisa hota hai loss ke bad Ham guca mein a jata Hain aur jyada loss kar karte Hain. Loss k time huma sabar sy kam lana chachie analysis or planning kar k loss ko recover karny ke koses karny chachie .
              • #8 Collapse

                Re: Loss hone Par Ghusa Na Karen

                Forex trading aik risky business hai jismein profit ke sath hamen loss bhi hota hai isliye Forex trading mein hamen loss ko dekhkar pareshan nahin hona chahie balki loss se karna chahie aur Forex main loss ko dekhkar himmat our housale ke sath work karna chahie jisse Forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein profit ki tarah hamen loss bhi hota hai aur Forex main ek acha trader hamesha loss se learn karta hai jiski wajah se forex main woh kamyabi bhi ho jata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss hone Par Ghusa Na Karen

                  loss ho jaye to hmain bilkul bhi ghussa nahi karna chahiye agar ham is mein mehnat se kaam kaain ge to ham loss karain ge hmain mehnat se kaam karna hai to hmain kameaybi hai is liye hmain chahiye ke ham mehnat se kaam karain agar ham kameyab hona chahte hain to ham kameyab ho sakte hain lekin hmain chahiye ke ham demo pe kaam karain ta ke hmain acha knowledge ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss hone Par Ghusa Na Karen

                    agr hamy loss ho jaye to hamy tense nahi hona chahey hamy apni galtio ko imorove kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha pasia kama sakty hain ham is main bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain yai usa or china or new yourk main aik unique business hain or pakistan main be aik legal business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss hone Par Ghusa Na Karen

                      Ji han bilkul forex mein hamen loss car ka bhi samna karna pr sakta h so yea aik risky business h ismein nuksan bhi bear karne ka hausla rakhna chahie ... R hamen lossdekhte wakt hosla nahin harna chahie Bal ke courageously hamen us loss ko banifit main change karke bounis se trading karke earn karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss hone Par Ghusa Na Karen

                        G han loss honay per ghusa na karen kyu kay loss bhi business ka hisa ha aur apko loss bhi hota rahta ha profit kay sath loss bhi ho jata ha agar hum loss honay per ghusa karen gay tou ghusay may kaam aur bhi zeyada kharab ho jata ha is liye loss per sabar se kaam kiya karen
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss hone Par Ghusa Na Karen

                          g han ap nay shi ha y agar humain es main loss ho gya hy to humain es main ghusa nhi kurna chahiyay humain es main sakoon kay sath agla kam kuran chahiyay agar hum ghusa kuray gay or es kay sath hum next trade opwn kuray gay to hum es main achay say kamyab nhi ho sakay gay or nahe es main hum apnay loss ko cover kur sakay gay to humain es main loss honay pay praishan honay ki bjay ya ghusa kurnay ki bjay sabar say kam kurna chaiyay or achay say next kam main acha profit gain kur kay apnay oss ko covr kurna chahiyay loss ko cover kurna zyada mushkil nhii hota hy bs thori se mehnat kurnay ki zrorat hoti hy

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X