aam business aur job ki nisbat say ham forex say ziada earn kar skatay hain...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aam business aur job ki nisbat say ham forex say ziada earn kar skatay hain...
    dear forex markeet aik aisa business hay jis main ham aam job ya aam business ki nisbat say ziada kuch earn kar skatay hain jisk liye zaruri hay k ham kuch time is business main lagain ham ko is business kos amjhna zaruri hay is main achi invest ka hona zarui hay jisk baad hamko phir kisi kisam k lose ka bhi koi dar nai hoga qk ham usay bahut jaldi achay tareekay say recover karnay main bhi kamyaab ho skatay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: aam business aur job ki nisbat say ham forex say ziada earn kar skatay hain...

    Yes, normal business main hum capital kay mutabiq he risk lay ker earning kar sakty hain, but in forex, hum small capital ko bhi apny experience ki base per better utilize kar kay unlimited earning kar sakty han, forex hamain limited profit kay liye bound nai karta, bus hamain apni trading abilities use kar kay successful hona parta bay.
    Last edited by ; 20-05-2020, 01:55 PM.
    • #3 Collapse

      Re: aam business aur job ki nisbat say ham forex say ziada earn kar skatay hain...

      ek private job se forex trading bahut hi behtar ho sakti hai isliye hamen koshish karni chahie ki Ham isme achha tajurba banane tujhe hamari ek job se behtar ho sakti hai kyunki ismein hamen bahut kuchh Mil jata hai hamen koshish karni chahie ki Ham ismein achcha kam Karen aur apne tajurba ko badhae jyada Mara tujhe achcha ho jaega tujhe hamari kisi job se Kam nahin hoti hai
      SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
      • #4 Collapse

        Re: aam business aur job ki nisbat say ham forex say ziada earn kar skatay hain...

        اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
        dear forex markeet aik aisa business hay jis main ham aam job ya aam business ki nisbat say ziada kuch earn kar skatay hain jisk liye zaruri hay k ham kuch time is business main lagain ham ko is business kos amjhna zaruri hay is main achi invest ka hona zarui hay jisk baad hamko phir kisi kisam k lose ka bhi koi dar nai hoga qk ham usay bahut jaldi achay tareekay say recover karnay main bhi kamyaab ho skatay hain.
        Ji han dear brother aapane bilkul sahi kaha hai Jab Ham Koi Aur business start Karte Hain To uske liye Hamen main Jyada karni padti hai aur usmein kam Jyada karna padta hai lekin Forex trading Ek Aisa kaam hai jismein aap Agar Thodi mehnat Karenge aur thoda Soch Samajh Kar ismein kam Karenge to aapko ismein profit ho sakta hai aur aap ismein Achcha prapt Hasil kar sakte hain lekin usse pahle aapko market ko Jyada Se Jyada time Dena Hoga aur ismein mehnat Karni Hogi tab hi aap ismein kamyabi Hasil kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: aam business aur job ki nisbat say ham forex say ziada earn kar skatay hain...

          Amongst the things you should know if you want to be a complete trader,
          is who moves the market. If it’s a NASDAQ stock, you should know which
          market makers are the most active in it, and you should try and find out
          which position they are taking. Are they getting long or are they shorting?
          This is something you can get the hang of if you trade the stock all
          the time or you have a friend at Goldman Sachs you can call who knows
          everything.
          • #6 Collapse

            Re: aam business aur job ki nisbat say ham forex say ziada earn kar skatay hain...

            forex 1 acha business hain our hum es man ,mahant sya hum es main kam karain gain to he hum es main sucess ho skty hain our hum es main kam kar kay hum es main ache learning be hasl kar skty hain our hum es main ache earning be hasl kar skty hain our forex 1 boht bra business hain our hum es main bgir pison kau account bna kar hum es main kam kar skty hain
            • #7 Collapse

              Re: aam business aur job ki nisbat say ham forex say ziada earn kar skatay hain...

              dera g han waqay main ap nay achi information ko share kia hay ham waqay main is main more earn ker saktay hein agar ham is main apnay kam ko ityt k sat karty rahnay ki try karty hein to so is main ham ko chye ho g k ham is main apnay kam ko last tak best say best banay ki tr karty rahna ho g is main ham ko kabhi bhi apnay kam ko karnay main hemat nahi harna ho g is main ham ko apnay kam ko daily base per last tak karty rahana ho g .
              • #8 Collapse

                Re: aam business aur job ki nisbat say ham forex say ziada earn kar skatay hain...

                g han ager pak forex business ko proper time deya jeye or apne marzi ke time table se kam keryn to zoror achi earning hasil ker sakty han kuin ke other job se or business se forex mein apne marzi ke time table se kam kerna bhot asan hy es liye mehnat kerty rehne se achi success bhe zror milty han
                • #9 Collapse

                  Re: aam business aur job ki nisbat say ham forex say ziada earn kar skatay hain...

                  Forex main agar hum daily k 3 ghantay time den to hum naaaa sirf is main kaamyaab ho saktay hain balke kaaafi achi earning kar saktay hain or apnay tamaam financial goals ko bhi achieve kar saktay hain to humen is main mehnat se kaaam karnaaa chahiye or daily ki posting limit k mutaabiq 50 posts laaazmi karni chaahiyen taakay profit main izaafa kar sakEn.
                  • #10 Collapse

                    Re: aam business aur job ki nisbat say ham forex say ziada earn kar skatay hain...

                    ji han bilkul aapane theek kaha Ham Forex mein jyada mehnat karke acchi tarah earning kar sakte hain Ham aam business ki nisbat aur job ki nisbat Forex se jyada earn kar sakte hain agar Ham daily ke teen ghante Forex ko time de To Ham acchi tarah profit gain kar sakte hain hamen Forex mein time spend karna chahie Forex online business hai ismein ghar baith kar bhi kam kar sakte hain aur acchi Kamyabi hassil kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: aam business aur job ki nisbat say ham forex say ziada earn kar skatay hain...

                      Jian job Mein basic salary hoti hai but Yahan per Koi basic salary Nahin Hai yah sab aapki mehnat per depend Karta Hai jitni Sada mehnat Hogi Itna Jyada aapko profit milega ab yah Ham per depend karta hai ki Kitni mehnat Karke Kitna profit and kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: aam business aur job ki nisbat say ham forex say ziada earn kar skatay hain...

                        Ji haan ap ne bilkul theek kaha aam karobar aur job ki nisbat forex me ham ziada earn Kar sakty hen lakin yeh earning krny k lye sab se pehly ap ko forex k bary me pata bhi hona chahye k market kesy move Kary hi aur ap ne us hisab se trading karni ho gi aisy hi earning nahi hoti
                        • #13 Collapse

                          Re: aam business aur job ki nisbat say ham forex say ziada earn kar skatay hain...

                          Yes dear! Ek aam job ke mukabale mein forex business bahut achcha hai. Forex aik Munfreed business hai. Forex free of cost account banakar Ham jitna chahe a utna profit Kama sakte hain joke kisi be job mein monkey nahin. Forex per kam karne ke liye hamen kisi office mein jaane ki jarurat nahin padati Ham Ghar per he earning kar sakte hain. Forex per aam business aur job ki nisbat jyada paise Kama sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: aam business aur job ki nisbat say ham forex say ziada earn kar skatay hain...

                            Bilkul thk baat h hm job r aaam businesses ki nisbat forex mein bht ziada earn kr skty hyn is mein agr hm ten hour work kr k thousand kma skty hyn to business mn itny km time mn utni earn nh kia ja skta r business ki nisbat hm forex mn ziada profit earn kr skty hyn r is MN sb se faidy wali baat yes h k online business h is mein hm ghr baith kr apna profit earn kr skty hyn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: aam business aur job ki nisbat say ham forex say ziada earn kar skatay hain...

                              Ji han aapane bilkul theek kaha hai ek common job aur common business se se jyada earning Ham Forex Mein kar sakte hain lekin iske liye bahut jyada knowledge aur bahut jyada experience Hona jaruri hai Kyunki Forex mein agar profit hota hai to vah Ek short time ke liye bhi ho sakta hai Kyunki Agar aapka trading ke bare mein complete knowledge Nahin Hai To aapko profit short term ke liye ho sakta hai aur bad mein aapko ho sakta hai loss ho raha aapka account watch bhi ho jaaye to sabse pahle aapke paas bahut bada account Hona chahie jismein aap trading Karen bhi to Aapka kaun washna ho aur dusri Surat mein aapke pass knowledge or experience bhi Hona chahie Kyunki Agar aapke pass knowledge experience hoga tab bhi aap acchi trading kar sakte hain bahut Shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X