Beginner aur expert k darmiyan differnce. ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Beginner aur expert k darmiyan differnce. ??
    Assalamu alaikum all members kaise hain aap sab Mera question hai ka Hamen kis time idea Hoga Ki ab Ham expert trader Ban chuke hain aur ab ham beginner nahi rahy. Forex trading ke andar loss Aata rahata Hai aur Har Banda ko Loss Ko bear Karna parta Hai. Iske alava Aisi kaun si chiz hai jo hamen beginner aur expert Ke Darmiyan Fark ko wazih Karti Hain. Forex trading ke andar expert kaise ban Ja sakta hai aur kaise Ham Forex trading ke andar Kamyab ho sakte hain senior members guide Karen. Ta k juniors ki help ho saky.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Beginner aur expert k darmiyan differnce. ??

    biginners mambers new hoty hain jub k expert mambers porany mambers hoty hain en main trading k experience ka diffrence hota hai new mambers ko demo account main trading ki practice karny se bhi hmain forex ka experience milta hai jis se hum kamyab ho kar achi trading kar skty hain or forex main acha profit hasil kar skty hain demo ar hum jub trading ki practice karty hain tu hum real account main apni trading ko profitable bana kar os main achi earning hasil kar skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Beginner aur expert k darmiyan differnce. ??

      Jahir si Baat Hai Jo log Abhi Abhi start kar rahe hain unke paas na lage bhi kam hai Unka experience bhi kam hai unki education bhi kam hai Forex ke hadse aur jo Log Yahan Par bahut acche se kam Karen Hain unhen bahut sahi utaar posted Ho Dekhe Hain isliye vah Jante hain to market Mein Kis Tarah kam karna hai market mein kis situation ko Kis Tarah hi nahin karna hai isliye beginner aur. Mein bahut jyada difference hota hai lekin yah mat sochiye ki aapka expert nahi ban Sakte Jo expert mante Hain vah bhi Hamare Jaise hote hain isliye Hamen chahie ki Ham Unse Swaroop Sikar unke Jaise yah Unse bhi acche expert Ban sake thank you
      .
      Plz like
      • #4 Collapse

        Re: Beginner aur expert k darmiyan differnce. ??

        gar hum market mai new hain to hamy low risk lena ho ga agar hum exeprts hain to hamy high risk lena ho ga hamy analysis ko learn kaar ky use kar ky kam karna ho ga hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum s ma din mai be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to haamra account bend ho jy ga yai aik legal business hain
        • #5 Collapse

          Re: Beginner aur expert k darmiyan differnce. ??

          اصل پيغام ارسال کردہ از: khanzadakh پيغام ديکھيے
          Assalamu alaikum all members kaise hain aap sab Mera question hai ka Hamen kis time idea Hoga Ki ab Ham expert trader Ban chuke hain aur ab ham beginner nahi rahy. Forex trading ke andar loss Aata rahata Hai aur Har Banda ko Loss Ko bear Karna parta Hai. Iske alava Aisi kaun si chiz hai jo hamen beginner aur expert Ke Darmiyan Fark ko wazih Karti Hain. Forex trading ke andar expert kaise ban Ja sakta hai aur kaise Ham Forex trading ke andar Kamyab ho sakte hain senior members guide Karen. Ta k juniors ki help ho saky.
          Walaikum assalam yes dear aapki baat bilkul theek hai expert aur Junior member mein bahut jyada Fark hota hai expert Ham tab Ban sakte hain Jab Humko trading ke bare mein complete knowledge Hasil ho jaega aur usko Ham apni trading per apply Karke apni earning Jyada kar sakte hain lekin ismein exact time batana ki aap is time tak Ban Jaenge expert to vah Mushkil hota hai Kyunki ismein depend karta hai aapki apni capability per ke aap Kitni jaldi chijon ko learn karte hain FIR use per aap aap decide kar sakte hain ki aap Kitni time mein expert Ban jaenge
          • #6 Collapse

            Re: Beginner aur expert k darmiyan differnce. ??

            gee han dear jo expert hain wo forex main acha profit hasil kar liaty hain hamain bhe chahya kay hum forex main mahanat karin gay to he hum kamyabi hasil kar lain gy forex main acha kam he hamain kamyabi ke traf lay ka jata ha forex man beginner ko knowledge hasil kar kay pehr he forex main kam karna ho ga pehr he hum is main kamyab hon gay
            • #7 Collapse

              Re: Beginner aur expert k darmiyan differnce. ??

              Expert traders apna har decision soch samaj ky lety or sabar rakhty kyo ky unko market ke movement ka acha andaza hota hy jab kay newcomers mein knowledge or experience ke kami hone ke wajah sy shortcut py depend karte or loss face karte. Isliye important hy ky newbies kisi expert ko follow karain taky wo bhi benefit hasil karain or forex mein dosron ko motivate karpain.
              Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
              • #8 Collapse

                Re: Beginner aur expert k darmiyan differnce. ??

                Assalamu alaikum bhai Sabhi gana aur aur bahut hi difference hota for example Agar Ek bhai uske paas koi bhi knowledge Nahin uska bhi achcha Nahin aaega vah trading mein bhi profit Hasil nahin kar sakega aur dusre ko by expert hai to uska bhi achcha aaega aur vah trading mein bhi achcha Hoga isliye vyast Hoga aur ine donon mein bahut difference hoga
                Do it before other will do!
                • #9 Collapse

                  Re: Beginner aur expert k darmiyan differnce. ??

                  expert greed nahi karte hain wo money management se market mein kaam karte hain aur acha earn krte hain lekin jo wo hote hain wo buhat greedy hotehain aur wo is mein isi waja se loss karte hain agar ham bhi aesa karna chahte hain to ham kaam kar sakte hain hmain practice karni hai aur us mein kaam kar ke mehnat se achi earning karni hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Beginner aur expert k darmiyan differnce. ??

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: khanzadakh پيغام ديکھيے
                    Assalamu alaikum all members kaise hain aap sab Mera question hai ka Hamen kis time idea Hoga Ki ab Ham expert trader Ban chuke hain aur ab ham beginner nahi rahy. Forex trading ke andar loss Aata rahata Hai aur Har Banda ko Loss Ko bear Karna parta Hai. Iske alava Aisi kaun si chiz hai jo hamen beginner aur expert Ke Darmiyan Fark ko wazih Karti Hain. Forex trading ke andar expert kaise ban Ja sakta hai aur kaise Ham Forex trading ke andar Kamyab ho sakte hain senior members guide Karen. Ta k juniors ki help ho saky.
                    Beginner aur expert trader ke Darmiyaan bahut jyada difference hota hai Kyunki Jo log Forex Kaun you join Karte Hain unke pass Forex trading ka experience aur knowledge kam Hota Hai hi aur Unki trading practice bhi kam hoti hai isliye unko Forex Mein kamyabi Hasil karne ke liye bahut jyada mehnat karne ki jarurat hoti hai aur jo forex market Mein expert trader hote hain unke pass Forex trading ka Achcha experience aur knowledge Hota Hai jisse vah Log forex market Mein acchi trading Karke acchi profit Hasil kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Beginner aur expert k darmiyan differnce. ??

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: khanzadakh پيغام ديکھيے
                      Assalamu alaikum all members kaise hain aap sab Mera question hai ka Hamen kis time idea Hoga Ki ab Ham expert trader Ban chuke hain aur ab ham beginner nahi rahy. Forex trading ke andar loss Aata rahata Hai aur Har Banda ko Loss Ko bear Karna parta Hai. Iske alava Aisi kaun si chiz hai jo hamen beginner aur expert Ke Darmiyan Fark ko wazih Karti Hain. Forex trading ke andar expert kaise ban Ja sakta hai aur kaise Ham Forex trading ke andar Kamyab ho sakte hain senior members guide Karen. Ta k juniors ki help ho saky.
                      jo bhi is mein expert hoty hain unke pas is mein buhat knolwdge hota hai aur forex mein is knolwedge ki waja se unhein buhat kamyabi milti hai aur forex market mein successful hone ke liye mehnat ki zaroorat buhat hoti hai agr hum is mein buhat mehnat karte hain toh hum is mein kamyab hoty haina ur humesha is mein buhat practice karni chaiye is mein practice karne se hi hum kamyab hoty hain aur achi earning karte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Beginner aur expert k darmiyan differnce. ??

                        Dear apny Acha question pocha is sy hmy kfi help mil skti ah
                        • #13 Collapse

                          Re: Beginner aur expert k darmiyan differnce. ??

                          Many of the situations below can apply to winning and losing trades, so
                          I’m not going to separate them into two sections. Just figure out which
                          applies to your situations as you read them. A winning and losing trade
                          can be looked at the same way depending on how long you have held a
                          position. A winning trade that gives back too much profit is no worse than
                          a losing trade. You don’t want to give back too much on a winning position
                          by overstaying your welcome.
                          • #14 Collapse

                            Re: Beginner aur expert k darmiyan differnce. ??

                            dear g han ap nay acha swal kia hay is main jo juniors hota hay woh is ain learner hota hay aor woh is main jitna bhi ho sakta hay acahy say acha ilm ko hasil karnay i try karty rahtay hay so is main ham ko seniors say qachay say acha ilm ko gain kartya rahna cye takay ham ko ko future main faida ho aor ham kamyb aoer expert trader ban sakein .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Beginner aur expert k darmiyan differnce. ??

                              Beginners aur experts ma bohat difference hota ha experts ko market ka bara ma achi terah pata hota ha ka market ki direction kis teraf jai gi aur experts trade signals ko bohat achi terah pick krta ha is liye wo araam se profit hasil kr leta ha beginners ko abhi market aur trends ka bara ma itna nahi pata hota is liye wo mistakes krta han aur profit hasil nahi kr pata is liye new comers ko chahiye ka wo achi terah market ko understand krein aur demo account se experience bhi gain krein is sb ka baad he inna trading shuru krni chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X